Add Poetry

Zakham

Poet: INOCENT ARIF

Zakham

Aansuon Ko Aankh Ki Dehleez Pay Laaya Na Karo….
Ghar Ke Haalaat Zamaane Ko Bataya Na Karo…

Log Muthhi Mein Namak Le Kay Phira Kerte Hain….
Zakhm Tum Apnay Kisee Ko Bhi Dikhaya Naa Karo…

Saanp Khushbu K Ihaatay Mein Basa Kartay Hein….
Phool Ke Pairdoun Ko Aangan Mein Lagaya Naa Karo…

Haathh Aaye Usi Lumhe Ko Ghaneemat Jano….
Apni Palkon Pe Koi Khwab Sajaaya Na Karo…

Yaad Ki Tapti Hui Rayt Mein Jalne Do Mujhe….
Aas Ke Badlo Sir Pay Mere Aaya Naa Karo…

Aaj K Daur Ka Paigham Yahi Hai Taalib…
Koi Gir Jaaye Tou Bhoolay Se Uthhaya Na Karo

More Sad Poetry Images
Famous Poets
View More Poets

Zakham Poetry - Urdu poetry is filled with so many emotions and insights. Just like this couplet of Sad poetry in which says Zakham. You will find 2 lines and ghazals in image & text form on Sad shayari. Within the vast realm of Urdu poetry, you'll discover a diverse spectrum of themes like sad, love, friendship, mother, father and Islam. Renowned poets such as Allama Iqbal, John Elia, Ahmad Faraz, and Mirza Ghalib has beautifully written Urdu shayari about these timeless themes.