Aahat Si Koi Aae To Lagta Hai Ki Tum Ho
Poet: JAAN NISAR AKHTAR By: Khawaja Mussadiq Rafiq, KarachiAahat Si Koi Aa.E To Lagta Hai Ki Tum Ho
Saaya Koi Lahra.E To Lagta Hai Ki Tum Ho
Jab Shaḳh Koi Haath Lagate Hi Chaman Meñ
Sharma.E Lachak Jaa.E To Lagta Hai Ki Tum Ho
Sandal Se Mahakti Hui Pur-Kaif Hava Ka
Jhoñka Koi Takra.E To Lagta Hai Ki Tum Ho
Odhe Hue Taroñ Ki Chamakti Hui Chadar
Naddi Koi Bal Khaa.E To Lagta Hai Ki Tum Ho
Jab Raat Ga.E Koi Kiran Mere Barabar
Chup-Chap Si So Jaa.E To Lagta Hai Ki Tum Ho
More Jan Nisar Akhtar Poetry
Ashaar Mere Yun To Zamane Ke Liye Hain Ash.ar Mire Yuun To Zamane Ke Liye Hain
Kuchh Sher Faqat Un Ko Sunane Ke Liye Hain
Ab Ye Bhi Nahin Thiik Ki Har Dard Mita Den
Kuchh Dard Kaleje Se Lagane Ke Liye Hain
Socho To BaḌi Chiiz Hai Tahzib Badan Ki
Varna Ye Faqat Aag Bujhane Ke Liye Hain
ankhon Men Jo Bhar Loge To Kanton Se Chubhenge
Ye ḳhvab To Palkon Pe Sajane Ke Liye Hain
Dekhūn Tire Hathon Ko To Lagta Hai Tire Haath
Mandir Men Faqat Diip Jalane Ke Liye Hain
Ye Ilm Ka Sauda Ye Risale Ye Kitaben
Ik Shaḳhs Ki Yadon Ko Bhulane Ke Liye Hain

Khawaja Mussadiq Rafiq
Aahat Si Koi Aae To Lagta Hai Ki Tum Ho Aahat Si Koi Aa.E To Lagta Hai Ki Tum Ho
Saaya Koi Lahra.E To Lagta Hai Ki Tum Ho
Jab Shaḳh Koi Haath Lagate Hi Chaman Meñ
Sharma.E Lachak Jaa.E To Lagta Hai Ki Tum Ho
Sandal Se Mahakti Hui Pur-Kaif Hava Ka
Jhoñka Koi Takra.E To Lagta Hai Ki Tum Ho
Odhe Hue Taroñ Ki Chamakti Hui Chadar
Naddi Koi Bal Khaa.E To Lagta Hai Ki Tum Ho
Jab Raat Ga.E Koi Kiran Mere Barabar
Chup-Chap Si So Jaa.E To Lagta Hai Ki Tum Ho
Saaya Koi Lahra.E To Lagta Hai Ki Tum Ho
Jab Shaḳh Koi Haath Lagate Hi Chaman Meñ
Sharma.E Lachak Jaa.E To Lagta Hai Ki Tum Ho
Sandal Se Mahakti Hui Pur-Kaif Hava Ka
Jhoñka Koi Takra.E To Lagta Hai Ki Tum Ho
Odhe Hue Taroñ Ki Chamakti Hui Chadar
Naddi Koi Bal Khaa.E To Lagta Hai Ki Tum Ho
Jab Raat Ga.E Koi Kiran Mere Barabar
Chup-Chap Si So Jaa.E To Lagta Hai Ki Tum Ho
Khawaja Mussadiq Rafiq
دیدہ و دل میں کوئی حسن بکھرتا ہی رہا دیدہ و دل میں کوئی حسن بکھرتا ہی رہا
لاکھ پردوں میں چھپا کوئی سنورتا ہی رہا
روشنی کم نہ ہوئی وقت کے طوفانوں میں
دل کے دریا میں کوئی چاند اترتا ہی رہا
راستے بھر کوئی آہٹ تھی کہ آتی ہی رہی
کوئی سایہ مرے بازو سے گزرتا ہی رہا
مٹ گیا پر تری بانہوں نے سمیٹا نہ مجھے
شہر در شہر میں گلیوں میں بکھرتا ہی رہا
لمحہ لمحہ رہے آنکھوں میں اندھیرے لیکن
کوئی سورج مرے سینے میں ابھرتا ہی رہا
لاکھ پردوں میں چھپا کوئی سنورتا ہی رہا
روشنی کم نہ ہوئی وقت کے طوفانوں میں
دل کے دریا میں کوئی چاند اترتا ہی رہا
راستے بھر کوئی آہٹ تھی کہ آتی ہی رہی
کوئی سایہ مرے بازو سے گزرتا ہی رہا
مٹ گیا پر تری بانہوں نے سمیٹا نہ مجھے
شہر در شہر میں گلیوں میں بکھرتا ہی رہا
لمحہ لمحہ رہے آنکھوں میں اندھیرے لیکن
کوئی سورج مرے سینے میں ابھرتا ہی رہا
rehan
تمام عمر عذابوں کا سلسلہ تو رہا تمام عمر عذابوں کا سلسلہ تو رہا
یہ کم نہیں ہمیں جینے کا حوصلہ تو رہا
گزر ہی آئے کسی طرح تیرے دیوانے
قدم قدم پہ کوئی سخت مرحلہ تو رہا
چلو نہ عشق ہی جیتا نہ عقل ہار سکی
تمام وقت مزے کا مقابلہ تو رہا
میں تیری ذات میں گم ہو سکا نہ تو مجھ میں
بہت قریب تھے ہم پھر بھی فاصلہ تو رہا
یہ اور بات کہ ہر چھیڑ لاابالی تھی
تری نظر کا دلوں سے معاملہ تو رہا

Yahya