Poetries by Jamal Ahmad
Guzara Karna Sanam Tum Ghamo Se Hi Guzara Karna
Tumhe Kya Pta Kitna Mushqil Hai Ishq Dobara Karna
Toot Kar Girenge Kayi Sitaare Falak Par Bhi
Tum Bas In Hatho Se Hi Ishara Karna
Agar Jab Kabhi Milenge Ulfat Me Bewaafayi Tumko
Tasbih Me Tab Tum Naam Hmara Karna
Lagengi Meri Batein Tumhare Dilon Par Jab
Hmari Mohahbbat Me Tum Istikhara Karna
Naseeb O Muqaddar Me Ab Kux Nhi Bacha Mere
Wasihat Me Kya Hi Ab Tumhara Karna
"Jamal" Ki Takleefein Tum Kyu Nhi Samjhti
Ek Kam Karna Bas Yaadon Se Tum Guzara Karna
Jamal Ahmad

Tere Kissey kahani logo me sunatey rahenge Tere Kissey kahani logo me sunatey rahenge
Tujhe hath ke lakeeron me milatey rahenge
Jagenge puri shab teri yadon ke jharokhon me
Tujhe din ke khayalon me bulatey rahenge
Veeran ho jayegi jab teri madarsa-e-ulfat
Tab Azaano mei tujhko pukartey rahenge
Jamal-e-yar se gar jo firaaq hui ye zindagi
Teri yaadon ko yun hi ham sanwartey rahenge Jamal Ahmad

Tere Kissey Kahani Logon Mein Sunatey Rahenge Tere Kissey Kahani Logo Me Sunatey Rahenge
Tujhe Hath Ke Lakeeron Me Milatey Rahenge
Jagenge Puri Shab Teri Yadon Ke Jharokhon Me
Tujhe Din Ke Khayalon Me Bulatey Rahenge
Veeran Ho Jayegi Jab Teri Madarsa-E-Ulfat
Tab Azaano Mei Tujhko Pukartey Rahenge
Jamal-E-Yar Se Gar Jo Firaaq Hui Ye Zindagi
Teri Yaadon Ko Yun Hi Ham Sanwartey Rahenge