✕
Poetry
Famous Poets
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
More Poets
Poetry Categories
Love Poetry
Sad Poetry
Friendship Poetry
Islamic Poetry
Punjabi Poetry
More Categories
Poetry SMS
Poetry Images
Tags
Poetry Videos
Featured Poets
Post your Poetry
News
Business
Mobile
Articles
Islam
Names
Health
Shop
More
WOMEN
AUTOS
ENews
Recipes
Poetries
Results
Videos
Directory
Photos
Business & Finance
Education News
Add Poetry
Home
LOVE POETRY
SAD POETRY
FAMOUS POETS
POETRY IMAGES
POETRY VIDEOS
NEWS
ARTICLES
MORE ON POETRY
Home
Urdu Poetry
Featured Poets
M.Hassan
Search
Add Poetry
Poetries by M.Hassan
Koi Kisi Ko Poochta Nahi
Yahaa'n B Koi Kisi Ko Poochta Nahi
Apna Hi Kutba Liye Phir Raha Hoo Me
Dunya Kahaa'n Se Kahaa'n Ponch Gayee Hey
Daman Mei Apney Aap Liye Phir Raha Hoo'n Me
Kerna B Chahey Kaam Koi Qoom K Liye
Dil Mei Yahi Armaan Liye Phir Raha Hoo'n Me
Ye Qoom Hogayee Hey Jahalat Pe Muttahid
Ek Ilm Ka Charagh Liye Phir Raha Hoo'n Me
Ilm O Amal K Marakiz Pe Hoo'n Abu-Jahl Musallat
Kesey Barhey Ga Ilmo Amal Sooch Raha Hoo Mei
Pehchan Barayee Ka Jb Ho Taqat O Mansab
Kuin Ker Kisi Faqeer Se Rishta Rakhoo Ga Mei
Her Firqey K Loogoo Ka Ye Dawa Hey K Wo Hey Jannatee
Sirf Muttaqeen K Liye Jannat Ki Aayat Dekh Raha Hoo Mei
Jo B Hoo Muttaqeen Ki Sifaat Se Aaraasta
Sirf Unheen Ko Rooshan Dekh Raha Hoo'n Mei
M.hassan
Copy
Kis Kis Ko Khatra Imran Sey
Kis Kis Ko Khatra Imran Sey
Awam Dushmanoo Ko
Mulk Dushmanoo Ko
Corrupted Logoo Ko
Be-Eemanoo Ko
Commission Khoroo'n Ko
Bhaththa Khoroo'n Ko
Choroo Ko
Dakuwoo Ko
Munafiqoo Ko
Jhootoo Ko
Kis Kis Ko Khatra Imran Sey
Zardaree Or Nawaz Ko
Molana Fazlurrehman Ko
Achakzayee Ko
Parliament K Zameer Furoshoo Ko
Mulk Khoroo'n Ko
Insan Numa Khoonkhwaroo Ko
Qatiloo Or Dehshat Gardoo'n Ko
Kis Kis Ko Khatra Imran Sey
Gunda Culture Ko
Dog Culture Ko
Milawat Kernewaloo Ko
Jaalee Dawa Furoshoo Ko
Plot Mafiaz Ko
Water Mafiaz Ko
Rishwat Mafiaz Ko
Lootmaar Mafiaz Ko
Kis Kis Ko Khatra Imran Se
M.hasan
Copy
Jeena B Sikhadee Merna B
Jeena B Sikhadee Merna B Sikhadee
Is Ishq Se Behter Koi Ustaad Nahi Hey
Hasna B Sikhadee Rona B Sikhadee
Is Ishq Se Bher Ker Koi Humraaz Nahi Hey
Kamana B Sikhadee Pakana B Sikhadee
Is Ishq Se Berter Koi Funkaar Nahi Hey
Jagna B Sikhadee Sona B Sikhadee
Is Ishq Se Berh Ker Koi Saazgaar Nahi Hey
Apnoo Ko Gair Banadee,Gairoo Ko Apna
Is Ishq Se Bher Ker Koi Rishtadaar Nahi Hey
Faqoo Se Mer Gia Tha Is Ishq Ne Bachadee
Is Ishq Se Bher Ker Koi Rozgaar Nahi Heya
M.hassan
Copy
Ilm K Charagh Jalatey Jao
Ilm K Charagh Jalatey Jao
Jahalat K Dagh Mitatey Jao
Ilm Ambia Ki Wirasat Hey
Ye Peghaam Sunatey Jao
Ilm Per Dunya Qaim Hey
Nasloo Ko Samjatey Jao
Dunya Per Raaj Unhee Ka Hey
Kitaboo Se Dosti Bharatey Jao
Dunya Mei Muqam Usi Ka Hey
Mehnat Ko Shuaar Banatey Jao
Her Medan Mei Kood Paro
MSC,MBA Or PHD Kertey Jao
Siasat Ka Medan B Khalee Hey
Is Per B Tawajjuh Detey Jao
Samaaj Mei Tabdeelee Jb Aayega
Apni Sochoo Ko Badeltey Jao
Ird Gird Waloo Ka Khayal Rakho
Logoo K Diloo Mei Utertey Jao
Musalman Ka Matlab Kia He Janoo
Saalim Raho Or Saalim Rakhtey Jao
Mohabbat O Akhuwwat He Islam Ka Juz
Yahee Sabaq Dunya Ko Pharatey Jao
Nafrat Or Taassub K Butoo'n Ko Toro
Apney Watan Ko Jannat Banatey Jao
Aaj Ka Insan Bohot Dukhee Hey
In K Dukhoo Per Merhum Rakhtey Jao
Koi Pharey Ya Na Pharey Tuj Ko
Purki Tum Subho Sham Likhtey Jao
Bund Karo Ye Lerna Jagerna
Maaf Karo Mafee Detey Jao
Guzarish He Bhayoo Behnoo Sey
Is Ko Pharo Or Share Kertey Jao
M.hassan
Copy
Qoom ka Nooha
Me Her Dum Noha Pherta Raha
Nojawanoo Ko Samjata Raha
Ilm Ki Shama Mei Jalata Raha
Magar Muj Se Door Bhagta Raha
Kutub Khana B Khoob Chalta Raha
Ilm Dushmanoo K Hathoo Ye Jata Raha
Kutub Khana Ki Jaga Murda Khana Banaker
Apni Nasloo Ko Zinda Dafan Ye Kerta Raha
Qoom Ki Is Sooch Ney Aaj Ye Din Dikhadee
Qom K Nonihaal Galyuoo Mei Bhatakta Raha
Us Waqt Qoom Tamasha Dekhta Raha
Gia Waqt To Yooo Hath Malta Raha
Mei Nashey Mei Quin Doobta Gia
Mei Haqeeqat Se Faraar Hota Raha
Mei Sigrette Se Heroin Peeney Laga
Din Ba Din Nashey Me Terqi Kerta Raha
Mei Naddee Kinarey Betha Raha
Raat Bher Soota Lagata Raha
Mei Raat Bher Ghar Se Gaib Raha
Mera Baap Mujko Doondta Raha
Meri Maa Feryaad Kerti Rahi
Magar Mera Dil Puththur Hota Raha
Meri Behnei'n Merey Hal Per Sisaktee Rahee
Magar Mera Dil Roz Baroz Sakht Hota Raha
Burey Lerkoo Ko Dost Banata Raha
Apney Ghar Per Dakatee Lagata Raha
Burey Suhbat Ki Lut Ne Muje Ye Din Dikha Dee
Me Apney Piaroo Sey Door Hota Raha
Meri Gerat Maloom Nahi Kahaa'n Mer Gayee
Mei Badbakhtoo Ki Saf Mei Aata Raha
Apni Behnoo K Pesey Churata Raha
Un K Aankhoo Ka Lahoo Me Peeta Raha
Gareeb Baap Ka Dil Dukhata Raha
Subho Sham Usko Rulata Raha
Jo Mehnat Se Pesey Kamata Raha
Usey Mei Apna Dushman Samajhta Raha
Jis K Dum Se Ghar Chalta Raha
Us Charagh-E-Saher Ko Bhujata Raha
Me Nadaa'n Tha Bohot Nasamaj Tha
Her Waqt Is Hastee Ko Koosta Raha
Jo Chahta Tha Mei Kutch Pherh Jawoo
Us Firishtey Ko Mei Ullu Banata Raha
Uski Batoo Ko Mei Ignore Kerta Raha
Pharayee Choor Ker Sarak Chapta Raha
School K Bajaye Idhar Udhar Chupta Raha
Class Mei Her Saal Fail Hota Raha
Qeematee Waqt U Hi Zaye Kerta Raha
Jawani Bekaar Kamoo Mei Khota Raha
Apni Mama Papa Ko Satata Raha
Apni Behnoo Ko Aansu Rulata Raha
Nashey Ki Lut Muj Ko Perta Raha
Waqt,Pesa Or Jawani Rulta Raha
Allah, Rasool Se Door Hota Raha
Quran Ki Tilawat Se B Ghafil Raha
Namazoo Se Bee Door Bhagta Raha
Subho Shaam Roza Bee Khata Raha
Azaab Ilahee Muj Pe Aata Raha
Apnoo Ki Nazroo Se B Girta Raha
Mei Insanoo Se Khud Ko Chupata Raha
Roz Baroz Zillat Muj Ko Milta Raha
Jesey Jesey Dunya Se Nafrat Bherta Raha
Din Ba Din Mera Nasha Bee Bherta Raha
Baar-E-Ilahee Tu Muj Per Karam Ker
Mei Uoo Hi Apnoo Se Lerta Jagrta Raha
Tu Raheem-O-Kareem Or Maghfoor Hey
Tu Gunahgaroo Ko Hamesha Bakhshta Raha
Mei Bee Tera Ek Siahkaar Hoo'n
Tu Gumrahoo Ko Raah Dikhata Raha
Hidayet De Perwerdigaar Muj Ko B
Mei Hidayat Sey Door Hota Raha
Dil Ki Aawaz Hey Logoo Zara Goor Se Sun
Merey Dil Se Aah Or Feryaad Nikalta Raha
Bachawo Apni Nasloo Ko Ye Kidher Ja Rahe Hein
Mei Akeley Hi Naqqar Khaney Mei Bolta Raha
Jamhooree Tamasha Ajab Hey Zamana
Ewanoo Mei Hewanoo Ka Raaj Chalta Raha
Masjidein Din Badin Bhertee Rahee'n
Hidayat Se Log Door Hota Raha
Masjid K Ander Sannata Bohot Hey
Baher Speaker Ka Shoor Hota Raha
Beemaroo Ka B Khayal Rakhta Nahi
Be-Hisee Pey Beemar Rota Raha
Sukoon Tha Zamaney Mei Jub Ye Bhompoo Na Tha
Ye Jub Aaya To Molvee Sahab B Garajta Raha
Jo Kal Tuk Isey Kufur Ka Aala Kehta Raha
Aaj Galey Me Daal Ker Basoo Mei Mangta Raha
Waqt K Sath Muftiyoo Ka Fatwa Badalta Raha
Jo Qul Per Palta Raha Aaj Dollar Mangta Raha
Ye Dunya He Yahaa'n Pul Pul Badalta Hey Insan
Jo Badalta Nahi Wo Puthur Ka Puththur Raha
Yahaa'n Koi Kisi Ka Dost Nahi Purki
Nafsa Nafsee Ne Ye Din Dikhata Raha
Jo Din Raat Husain Husain Kerta Raha
Wo Ilm Ker Nashey Mei Merta Raha
Qoom K Jo Kerta Dherta Hein Yahaa'n
Apney Dhandhoo Mei Inko Lagata Raha
Khud To Andhey Hein Ye Leader Loog
Qoom Ko B Andheroo Mei Fansaa Raha
Jo Qoom Andheroo Ka Aadee Ho Purki
Us Ko Andheroo Se Maza Aata Raha
Kon Jaga Sakta Hey Is Churser Qoom Ko
Hadee-E- Berhaq Ka Din Raat Intizar Kerta Raha
Khana Peena,Sona Jagna Jis Qoom Ka Maqsood Ho
Ilmo Hikmat K Charagoo Ko Apney Pawoo Taley Roondta Raha
Jis Qom Ka Leader Firoon-O- Namrood Jesey Hoo
Us Qoom Ka Roona U Hi Umr Bher Bekaar Jata Raha
M.hassan
Copy
Ewanoo Mei Hewanoo Ka Raaj Chalta Raha
Mei Nashey Mei Doobta Raha
Mei Heroin Ko Tarasta Raha
Mei Naddee Kinarey Betha Raha
Raat Bher Soota Lagata Raha
Mei Raat Bher Ghar Se Gaib Raha
Meri Maa'n Mujko Doondhtee Rahi
Burey Lerkoo Ko Dost Banata Raha
Apney Ghar Per Dakatee Lagata Raha
Apni Behnoo K Pesey Churata Raha
Un K Aankhoo Ka Lahoo Me Peeta Raha
Gareeb Baap Ka Dil Dukhata Raha
Subho Sham Usko Rulata Raha
Jo Mehnat Se Pesey Kamata Raha
Usey Mei Apna Dushman Samajhta Raha
Jis K Dum Se Ghar Chalta Raha
Us Charagh-E-Saher Ko Bhujata Raha
Me Nadaa'n Tha Bohot Nasamaj Tha
Her Waqt Is Hastee Ko Rulata Raha
Jo Chahta Tha Mei Kutch Pherh Jawoo
Us Firishtey Ko Mei Ullu Banata Raha
Uski Batoo Ko Mei Ignore Kerta Raha
Pharayee Choor Ker Sarak Chapta Raha
School K Bajaye Idhar Udhar Chupta Raha
Class Mei Her Saal Fail Hota Raha
Qeematee Waqt U Hi Zaye Kerta Raha
Jawani Bekaar Kamoo Mei Khota Raha
Apni Mama Papa Ko Satata Raha
Apni Behnoo Ko Aansu Rulata Raha
Nashey Ki Lut Muj Ko Perta Raha
Waqt,Pesa Or Jawani Rulta Raha
Allah, Rasool Se Door Hota Raha
Quran Ki Tilawat Se B Ghafil Raha
Namazoo Se Bee Door Bhagta Raha
Subho Shaam Roza Bee Khata Raha
Azaab Ilahee Muj Pe Aata Raha
Apnoo Ki Nazroo Se B Girta Raha
Mei Insanoo Se Khud Ko Chupata Raha
Roz Baroz Zillat Muj Ko Milta Raha
Jesey Jesey Dunya Se Nafrat Bherta Raha
Din Ba Din Mera Nasha Bee Bherta Raha
Baar-E-Ilahee Tu Muj Per Karam Ker
Mei Uoo Hi Apnoo Se Lerta Jagrta Raha
Tu Raheem-O-Kareem Or Maghfoor Hey
Tu Gunahgaroo Ko Hamesha Bakhshta Raha
Mei Bee Tera Ek Siahkaar Hoo'n
Tu Gumrahoo Ko Raah Dikhata Raha
Hidayet De Perwerdigaar Muj Ko B
Mei Hidayat Sey Door Hota Raha
Dil Ki Aawaz Hey Logoo Zara Goor Se Sunoo
Merey Dil Se Aah Or Feryaad Nikalta Raha
Bachawo Apni Nasloo Ko Ye Kidher Ja Rahe Hein
Mei Akeley Hi Naqqar Khaney Mei Bolta Raha
Jamhooree Tamasha Ajab Hey Zamana
Ewanoo Mei Hewanoo Ka Raaj Chalta Raha
M.hassan
Copy
Bersoo Laga Tha I Love U Kehney Ko
Ek Na Ek Din Jana Hey
Her Rishtey Ne Tootna Hey
Jaan B Jisim Se Nikalna Hey
Ooladoo Ne B Bara Hona Hey
Aaj Nahee To Kal Choorna Hey
Betey Hoo Ya Betiyaa'n
Sb Ney Sath Choorna Hey
Begum Ka B Koi Bharosa Nahi Raha
Aaj Kal Baghawat Kerna Aasan Hey
Mobile Ne Sb Deewarein Mita Dee
Ab Kia Kia Hona Baqi Hey
Sarey Kam Hoo Beshak Mushkil
Magar Ishq Larana Aasan Hey
Her Kam Aasan Kerdee Goroo Ney
Goriyoo Se Chub Chub Ker Kia Milna Hey
Kia Zamana Tha Jb Dil Ki Baat Kehney Ko
Bersoo Lagta Tha I Love You Kehney Ko
Mamnoon Hoo Mashkoor Hoo Goroo Ka
Diloo Ko Joordee Mohabbat Kernewaloo Kaa
M.Hassan
Copy
Husain Deen Ka Sutoon Hey
Husain Deen Ka Sutoon Hey
Ye Nam Diloo Ka Sukoon Hey
Is Nam Se La Ilah Hey
Jo Binaye La Ilah Hey
Ye Kaaley Rung Ka Alum
Asil Me Percham-E-Ilah Hey
Gilaf-E-Kaba Siah Hey
Hajr Aswad B Siah Hey
Ye Kali Kamlee Ka Rung Hey
Jo Rubb Ko B Pasand Hey
M.Hasan
Copy
Husain Ilm K Charagh Hein
Husain Ilm K Charagh Hein
Shujaatoo K Nishaa'n Hein
Mazloomoo K Imam Hein
Zalimoo Pe B Meherban Hein
Wo Be-Kasoo'n K Aasra Hein
Wo Be- Zabanoo'n Ki Zabaan Hein
Jo In K Perokaar Hein
Jannat In Ka Muqam Hein
Jo In Se Dushmani Rakhey
Jahannam K Makeen Hein
M.Hasan
Copy
Qasam
Jo Log Samajtey Hein Kerbala Ko Iqtidaar Ki Jang
Nadaa'n Hein Na Samajh Hein Allah Ki Qasam
Islam Bach Gia Shabbeer K Khoon Sey
Warna Islam Ka Khoon Hota Allah Ki Qasam
M.hasan
Copy
Kuffar Se Madad
Zakhm Se Chuur Musalman Kuffar Se Madad K Khwahaa'n Hey
Kuinkar Ye Musalman , Musalman K Khoon Ka Piasa Hey
Jahaa'n Dekho Musalman Ek Dusrey Ka Dushman Hey
Dekho,Jaano Or Samjhoo Kahee'n Ye Chaal To Nahi Hey
Muslim K Bhais Mei Koi Kafir To Nahi Hey
Jin Ko Deen-E- Muhammad (Sa) Ka Koi Paas Nahi Hey
Deen-E-Islam To Be-Gunah Musalman K Qatel Ko B
Kaabey Ki Hurmat Se B Muhtaram Gardanta Hey
M.hasan
Copy
Islam Dars Deta Hey Love Or Unity Ka
Kon Le Ga Hisab In Zalimoo Sey
Awam So Rahi Hey Bersoo Sey
Teri Dunya Per Hey Zalimoo Ka Qabza
Khool Rakha Hey Mafiawoo Ne Jabra
Marketooo Se Le Ker Haspataloo Tuk
Majma Laga Hey Kali Bheroo Ka
Parliament Se Le Kr Awan PM Tuk
Qabza Jama Hey Luteroo Ka
Memberoo Se Le Kr Maqbaroo Tuk
Dhera Laga Hey Peshawar Thagoo Ka
Mulk Ka Her Idara Khasarey Mei Quin
Her Shakh Per Basera Hey Dakuwoo Ka
Merey Logoo Ko Kb Shaoor Aayega
Islam Dars Deta Hey Love Or Unity Ka
Hr Ek Ney Apney Qaber Mei Jana Hey
Apni Fiker Karo Yaro Choor Fikr Oroo Ka
Her Ek K Galey Mei Aamal Ki Takhtee Hogee
Khud Apna Muhasib He Apney Hi Kertutoo Ka
Merey Tamam Aaza Khud Merey Khilaf Hongay
Hath Pair Gawah Hongay Merey Aamaloo Ka
Tofeeq Dey Ya Rub Mujko Khud Ko Sahi Kerneka
Amal To Bohot Kum Hey Derkhwast He Karam Ka
M.hasan
Copy
Zarrar
Allah Ka Gar To Ab Kahee'n Kahee'n Raha
Mullawoo Ney Masjidoo Ko Zarrar Bana Dia
Chandey Pe Zoor Hey Aajkal Masjid K Sehen Mei
Jis Jaa Ko Aap Ne Ilm O Amal Ka Markaz Banadia
Tha Wo Markaz-E-Ahdo Wafa Ka Door
Ab Khali Kholi Der-O- Deewaar Reh Gia
Mullawoo Ne 2 4 Bhompoo Laga Ker
Maal Jama Kerney Ka Zaree Aa Banadia
Ird Gird K Bachoo Ko Zabardastee Bula Ker
Ilm K Nam Per Jahalat Ka Markaz Banadia
In Madrasoo Mei Nafrat Ki Beej Boker
Jahad K Nam Pe Fasadgah Banadia
Taleem O Terbiat Ka Nam O Nishan Nahi
Ulta Masoom Zehnoo Ko Mujrim Banadia
Deen Islam Hey Mohabbat O Akhowwat Ka Hafiz
Hafiz K Nam Pey In Ko Dehshat Gard Banadi
M.hasan
Copy
Qatl-E-Insan Ko Qatle Insaniat
Qatl-E-Insan Ko Qatle Insaniat Thehraya
Quran Ney B Esoo Ko Mukammal Kafir Thehraya
Ye Kesey Musalman Hein Musalman Ko Maar Ker
Nara-E-Takbeer Buland Ker K Musalman Thehraya
M.hasan
Copy
Her Koi Dard Ka Maraa Hey
Insanoo K Meley Mei
Tano Tanha Hoo Mei
Akeley Aaya Hoo
Akeley Jawonga
Apna Zakhm Kisey Dikhawoo
Apna Dard Kisey Batawoo
Yahaa Hr Shaks Akela Hey
Hr Koi Dard Ka Maara Hey
M.hasan
Copy
Islam Amno Mohabbat Ka Deen Hey
Merey Mulk Per Fironoo Ka Qabza Hey
Sarey Wasail Pr Mafiaz Ka Qabza Hey
Adalat Ki Kursiyoo Pr Andhoo Ka Raaj Hey
Bari Bari Seetoo Pr Choroo Ka Raaj Hey
Barey Barey Molvee In K Hissadaar Hein
Awam Becharey Jahalat K Shikaar Hein
Allah Ki Zameen Pr Waderoo Ka Raaj Hey
Mulk Mei Jis Ki Lathee Uski Bhains Wala Muamila Hey
Memberoo Per Fasadiyoo Ka Qabza Hey
Jahaa'n Se Nafrat -O-Adawat Ka Pegham Aam Hey
Zaroorat Se Ziada Loadspeaker Laga Ker
Shehriyoo Ka Sukoon Barbaad Kr Dia Hey
Islam K Pegham Ko Pasopusht Daal Ker
Apna Apna Agenda Faila Dia Hey
Islam Amno Mohabbat Ka Deen Hey
Be-Deenoo Ney Isy Lain Dain Bana Dia Hey
M.hasan
Copy
Ishq O Mohabbat Sb Dhoka Hai
Ishq Mohabbat Sb Dhoka Hey
Ye Sb Jawani Ka Mashgala Hey
Waqt K Sath Insan Badal Jata Hey
Jo Na Badley Wo Hewan Kehlata Hey
Thokrein Kha Kr Wo Aakhir Sambal Jata Hey
Jo Waqt Pr Na Sambley Wo Aakhir Pachtata Hey
Jo Theek Se Pherta Or Mehnat Karta Hey
Wo Bohot Jald Mehnat Ka Fal Pata Hey
Jo Apna Waqt Dostoo Mei Zaya Karta Hey
Wo Insan Kisi Kam Ka Nahi Rehta Hey
Maa Baap Se Berh Kr Koi Mukhlis Nahi Dunya Me Tera
Jo Un Ko Satata Hey Aakhir Khud Shikaar Ho Jata Hey
Jesee Karnee Wesee Bhernee Ek Mashhoor Kahawat Hey
Jesa Karoogay Wesa Bharo Gay Ye Dunya Ki Kahani Hey
M.hasan
Copy
Chahney Ka B Kharaj Deta Hoo'n
Jis Se Jitna Qareeb Hota Hoo'n
Us Se Utna Hi Door Hota Hoo'n
Jin Se Milney Ko Dil Nahi Karta
Un Sey Kuin Bar Bar Milta Hoo'n
Apni Ooqaat Mei Rehna Achcha
Kuin Me Ooqaat Bhool Jata Hoo'n
Kisi Ko Chahna B Koi Aasan Kam Nahi
Chahney Ka B Kharaj Deta Hoo'n
Koi Kb Tuk Dunyadari Nibhaye Gaa
Taalluq Jortey Jortey Thuk Gia Hoo'n
Sisak Sisak K Jeena B Koi Jeena Hey
Nawaz Ki Nahi Awam Ki Bat Karta Hoo'n
Koi Kia Jaaney Waqt K Samander Mei
Zinda Rehney K Liye Dubkia'n Lagata Hoo'n
Teri Dunya Mei Apnoo Ki Zulmatein
Yad Kr Kr K Roney Lagta Hoo'n
Fir B Seeney Mei Dard Uthta Hey
Jb Un Ki Yadoo Me Doob Jata Hoo
Un K Siwa Sub Kho Dia Mei Ney
Waqt K Sath Sb Bhool Jata Hoo'n
Matlab K Yaraney Or Garz K Rishtey
Sb Kutch Toot-Ta Dekh Raha Hoo'n
M.hasan
Copy
Mei Fir B Azaad Hoo
Mei Azaad Hoo
Dekho Merey Tun Pe Kapra B Nahi
Merey Pait Met Roti B Nahi
Muje Pherney Ka Shooq Bohot Hey
Magar Meri Jaib Mei Ek Sikka B Nahi
Mei Fir B Azaad Hoo
Beemar Hoo Mei Kb Sey
Koi Poochta Hi Nahi Muj Sey
Maa'n Baap Mer Gaye Jb Sey
Footpath Pe Para Hoo Kb Sey
Mei Fir B Azaad Hoo
Mera Yahaa'n Koi Nahi Hey
Kia Ye Islami Falahi Mumlikat Hey
Janwaroo K B Haqooq Hotey Hein
Per Yahaa'n Insanoo Ka B Pursan-E-Haal Nahi Hey
Mei Fir B Azaad Hoo
68 Sal Meri Umr Hogayee Hey
Jo B Aata Hey Pakistan Ka Nara Lagata Hey
Or Apni Apni Jeibein Bher Bher K Jata Hey
Mery Nam Pe Khoob Khoob Shikar Khelta Hey
Apney Ahlo Iyaal Ko Dunya Ki Sair Karata Hey
Fooj Der Fooj Beroon-E- Mulk Jata Hey
Qoomi Khazaney Ko Khoob Choona Lagata Hey
Mei Fir B Azaad Hoo
Lamha Ba Lamha Mei Barbad Ho Raha Hoo'n
Din Ba Din Mei Reza Reza Ho Raha Hoo'n
Ku Ba Ku Lahoo Lahaa'n Ho Raha Hoo'n
Sal Ba Saal Be-Jan Ho Raha Hoo 'N
Bal Bal Qarzoo Mei Doob Raha Hoo'n
Mei Fir B Azaad Hoo
Merey Log Under Se Mer Rahe Hein
Sisak Sisak Kr Jee Rahe Hein
Koi In K Dukh Dard Ko Janta Nahi
Janey B To In Ka Koi Madawa Nahi
Koi In Pe Marham Rakhney Wala Nahi
Mei Fir B Azaad Hoo
Na Nalkoo Mei Pani Ki Rawani Hey
Na Taroo Mei Bijlee Ki Rawani Hey
Jaga Jaga Badbu Ki Farawani Hey
Maheeney K Aakhir Mei Biloo Ki Rawani Hey
Bill Bharaney K Ilawa In Ka Koi Kam Nahi Hey
Mei Fir B Azaad Hoo
Galee Galee Badmashoo Ka Raaj Hey
Bhatta Khooree Or Seena Zori Aam Hey
Koi Subah Ko Koi Sham Ko Lut-Ta Hey
Qanoon Ki Aankhein Andhee Hein
Sarey Forces In K Sathee Hein
Mei Fir B Azaad Hoo
Azadee Ka Jashan Mananey Waloo
Raat Bher Goolian Chalaney Waloo
Berqee Qamqamey Jalaney Waloo
Oonchey Jhandey Laganey Waloo
Halla Gulla Karney Waloo
Aas Pas Ka Sukoon Barbad Karne Waloo
Quran K Furman Ka Hi Kutch Lihaz Kerloo
Mei Fir B Azaad Hoo
Quran Ka Furman Hey Ek Ho Jaa
Ek Ho Kr Dushmanoo Ki Moot Ho Jaa
Dushman Kon Hey Ye To Samaj Jaa
Jo Hum Ko Taqseem Karey Us Ko Bhaga Jaa
Mei Fir B Azaad Hoo
M.hasan
Copy
Her Dukh Her Aarzi Yahaa'n
Hr Dukh Hr Khushi Arzee Hey Yahaa'n
Tum B Koi Bojh Dil Pr Mat Lo Yahaa'n
Hr Rishta Hr Taalluq Aarzee Hey Yahaa'n
Girgit Ki Tarah Log Badal Jatey Hein Yahaa'n
Apna Dukh Dard Kisi Ko Mat Batao Yahaa'n
Kisi Ko B Apna Hamdard Mat Banao Yahaa'n
Apni Khidmat Ka Charcha B Mat Karo Yahaa'n
Jo Kr Sako To Karo Sirf Khuda K Liye Yahaa'n
Kisi Se Apni Qurbaniyoo Ka Gila Na Kr Yahaa'n
Kumzarfoo K Liye Khud Ko Barbad Na Kr Yahaa'n
Be-Loos Insanoo Ki Qadr Koi Kia Janey Log
Matlab Parastoo K Dermian Jo Rehta Ho Yahaa'n
Jin K Dilooo'n Mei Insaniat Ka Dard Tuk Na Ho
Wo B Kia Insanoo Mei Shumaar Hein Yahaa'n
Jin Ko Dosroo K Dard Ka Ilm Tuk Na Ho
Ainda Esoo Sey Kia Wastaa Rakhna Yahaa'n
Wo Jahaa'n Rahey Khush Rahey Aabad Rahey
Hum Subho Sham In K Liye Dua Kartey Hein Yahaa'n
Hum Ney Jo B Kia Rubb Ki Khushnoodee K Liye Kia
Allah In Ko Sukhee Rakhey Her Waqt Hi Yahaa'n
M.hasan
Copy
Load More
Famous Poets
Mirza Ghalib
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
Faiz Ahmed Faiz
Munir Niazi
Jaun Elia
Gulzar
Tahzeeb Hafi
Ali Zaryoun
View More Poets