✕
Poetry
Famous Poets
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
More Poets
Poetry Categories
Love Poetry
Sad Poetry
Friendship Poetry
Islamic Poetry
Punjabi Poetry
More Categories
Poetry SMS
Poetry Images
Tags
Poetry Videos
Featured Poets
Post your Poetry
News
Business
Mobile
Articles
Islam
Names
Health
Shop
More
WOMEN
AUTOS
ENews
Recipes
Poetries
Results
Videos
Directory
Photos
Business & Finance
Education News
Add Poetry
Home
LOVE POETRY
SAD POETRY
FAMOUS POETS
POETRY IMAGES
POETRY VIDEOS
NEWS
ARTICLES
MORE ON POETRY
Home
Urdu Poetry
Islamic
Search
Add Poetry
کیوں کرتے هو اتنا غرور
Poet:
Hanif nahyo
By:
Hanif nahyo, Thatta
کیوں کرتے هو اتنا غرور اے خاکی
خاک هوجاؤگے آخرخاک میں
Facebook
WhatsApp
Twitter
Rate it:
Views:
8495
Print
30 Mar, 2014
< PREV
View More
NEXT >
Related Tags on Islamic Poetry
Jumma Mubarak Poetry
Ramzan Poetry
Islamic 2 Line Poetry
Namaz Poetry
Quran Poetry
Islamic Status
Rabi ul Awal Poetry
Naat Poetry
Imam Hussain Poetry
Islamic Quotes
Load More Tags
More Islamic Poetry
Punjabi Naat Lyrics
Sab nawan to sohna naam jidy vich do meemaUs naam nu lakhan salam jidy vich do meemaNoor muhammadi chamakda aya, arsh farsh te chanan layaSohne ne sohna naam rakhaya, us naam to mein qurban jidy vich do meemaSare naam nabi de piyare, Ik duje to vadh ke sare, sare naam tajaliyan waleUs na vich meri jaan jidy vich do meemaSan nama to sona naam jide wich do meema, us naam nu lakhaanv salam jide wich do meemaNoor muhammad i chamakta aaya arash farash ty chaanan laayaSohne ny sona nam rakhaaya, us nam to main kurban jide wich do meemaSary naa nabi dy piyary eik dujy to wadh ky saary saary nam tajaliyaan walyUss naam wixh meri jan jide wich do meemaOr naam muhammad jag tumia, sab to pehle adam chumiaFer jibreel ameen ne chumia, vich chumia sadeeq usman jide vich do meemaKamli le ke umar guzari, janadi ae e dunia sari, naam nabi to sadqy wariMeri jind te meri jan jide vich do meemaAur naam muhammed jag tumiya, sub to pehly adam chumiyaFer gabrial amin ne chumiya, wich chumiya sadiq othoman jidy wich do meemaKamli ly ky umer guzaari. janadi aye eh duniya saari, naam nabi to saqke waariMeri jind ty meri jaan jidy wich do meemaJido da piyar nabi naal paya, lu lu dy vich noor samaya, arshan uto awaz ayaTo vi likh le dil ty na jidy vich do meema,Ik meem muhabbat wali, ik meem murawat wali, ik meem mubashar wali, ik meem muzafar waliIk meem dy zariye hoya karam, ik meem ne rakhya sada bharamIk muzamil wali ay, ik meem mudassar wali ay, ik meem alm nashra wali ayIk meem ty makkay wali ay, dooji meem madine wali ayIs naam nu lakhan salam jidy vich do meema, sab nawan to sohna naam jidy vich do meema
Eshan
Copy
Zahe Muqaddar Naat Lyrics
Zahe muqaddar huzoor e haq say salaam aaya payam ayaJhukao nazrein bichao palkain adab ka aala maqam aaya.Yeh kon sar say kafan lapatay, chala hai ulfat kay rastay parFarishtay hairat say tak rahe hain yeh kon zy ehteram aaya.Faza main labbaik ki sadain, zah farishta aarsh goonjti hainHar aik qurban ho raha hai, zaban pay yeh kis ka naam aaya.Yeh rah e haq hai! sambhal kay chalna! yahan hai manzil qadam qadam parPohanchna dar par, to kehna aaqa salaam lijiye ghulam aaya.Yeh kehna aaqa bohat say aashiq taraptay say chor aaya houn mainBulaway kay muntazir hain lekin, na subho aaya na shaam aayaDua jo nikli thi dil say aakhir, palat kay maqbool ho kay aayiWoh jazba jis main tarap thi sachi, woh jazba aakhir ko kaam aaya.Khuda tera hafiz o nigehban, Oh rah e bat’ha kay janay waleNabi de sad inbisat ban kar, payam darood o salaam aaya.Zahay muqadar huzur e haq se salaam aaya payam aayaJhukao nazreen bichao palkeen adab ka aala maqam aaya.
Mehtab
Copy
Sukoon Paya Hai Bekasi Ne Lyrics
Sukoon paya hai bekasi meinHudood-e-gham se nikal gaya hoonKhayaal-e-Hazrat jab aa gaya haiTo girte girte sambhal gaya hoonKhayaal-e-HazratSukoon paya hai bekasi meinHudood-e-gham se nikal gaya hoonKhayaal-e-Hazrat jab aa gaya haiTo girte girte sambhal gaya hoonKhayaal-e-HazratKabhi mein subh-e-azal gaya hoonKabhi mein shaam-e-abad gaya hoonKabhi mein subh-e-azal gaya hoonKabhi mein shaam-e-abad gaya hoonTalash-e-janaan mein kitni manzilKhuda hi jaane nikal gaya hoonTalash-e-janaan mein kitni manzilKhuda hi jaane nikal gaya hoonMere janaaze pe rone waaloFareb mein ho baghor dekhoMere janaaze pe rone waaloFareb mein ho baghor dekhoMara nahi hoon, gham-e-Nabi meinLibaas-e-hasti badal gaya hoonMara nahi hoon, gham-e-Nabi meinLibaas-e-hasti badal gaya hoonHaram ki tapti hui zameen parJigar bichane ki aarzoo meinHaram ki tapti hui zameen parJigar bichane ki aarzoo meinBahaar-e-khuld-e-bareen mili toBacha ke daaman nikal gaya hoonBahaar-e-khuld-e-bareen mili toBacha ke daaman nikal gaya hoonBa faiz-e Hassan ibn SabitBarang-e naat-e Rasool-e AkramBa faiz-e Hassan ibn SabitBarang-e naat-e Rasool-e AkramQamar mein sher-o-sukhan ki le meinAdab ke moti ughal gaya hoonQamar mein sher-o-sukhan ki le meinAdab ke moti ugal gaya hoonSukoon paya hai bekasi meinHudood-e-gham se nikal gaya hoonKhayaal-e-Hazrat jab aa gaya haiTo girte girte sambhal gaya hoonKhayaal-e-Hazrat jab aa gaya haiTo girte girte sambhal gaya hoon
Ahad
Copy
Ho Karam Sarkar Naat Lyrics
Ho Karam Sarkar Ab Tou Ho Gaye Ghum BeshumaarJaan-O-Dil Tum Par Fida Ae Do Jahan Ke TaajdarMein Akela Aur Masail Zindagi Ke BeshumaarAap Hee Kuch Kijiye Na Ae Shah-e-Aali WaqaarYaad Aata Hai Tawaaf-e-Khana-e-Ka'aba MujheAur Lipatna Multazim Se Waalihana Baar BaarSung-e-Aswad Choom Kar Milta Mujhe Kaif-O-SuroorChayn Paata Dekh Kar Dil Mustajab-O-MustajabGumbad-e-Khizra Ke Jalway Aur Woh IftariyanYaad Aati Hain Bohot Ramzan-e-Taiba Ki BahaarYa RasoolAllah Sunn Lejiye Meri Faryad KoKon Hai Jou Keh Sunnay Tere Siwaa Meri PukaarGhum Zadaa Yoon Na Huwa Hota Ubaid-e-QadriIss Baras Bhi Dekhta Gar Sabz Gumbad Ki Bahar
Asad
Copy
Humne Aankhon Se Dekha Nahi Hai Magar Naat Lyrics
Humne Aankhon Se Dekha Nahi Hai MagarUnki Tasveer Sine Me Moujood HaiJisne laakar Kalaame Ilaahi diyaWo Muhammad Madine mein Maujud haiPhool khilte hein Padh kar ke Salle AlaJhoom kar keh rahi hai ye Baage SabaAesi Khushbu Chaman ke Ghulon mein kahanJo Nabi ke Pasine mein Maujud haiHum Ne Ankhon Se Dekha Nahi Hai MagarUnki Tasveer Sine Me Moujood HaiJisne laakar Kalaame Ilaahi diyaWo Muhammad Madine mein Maujud haiHamne maana ke Jannat bahot hai haseenChhod kar Ham Madina na jayein kahinYun to Jannat mein sab hai Madina nahinAur Jannat Madine mein Maujud haiHum Ne Ankhon Se Dekha Nahi Hai MagarUnki Tasveer Sine Me Moujood HaiJisne laakar Kalaame Ilaahi diyaWo Muhammad Madine mein Maujud hai
Farhan
Copy
Huzoor Aisa Koi Intezam Ho Jaye Lyrics
Huzoor Aisa Koi Intezam Ho JayeSalaam ke lia hazir ghulam ho jayeMain sirf dekhlo ek baar subih tayaba koBala se phir meri dunya me shaam ho jayeSalaam ke lia hazir ghulam ho jayeTajaliyaan hath se bhar lo me apna kas e jaanKabhi jo un ki gali main qayam ho jayeSalaam ke lia hazir ghulam ho jayeHuzoor aap jo sunle tu baat ban jayeHuzoor aap jo kahdeen tu kaam ho jayeSalaam ke lia hazir ghulam ho jayeHuzooor aap jo chahen tu kuch nahi mushkilSimat ke fasla ye chandigam ho jayeSalaam ke lia hazir ghulam ho jayeMaza tu jab he farishte ye qabar main kahdeSabhi mid hate khair ul anaam ho jayeSalaam ke lia hazir ghulam ho jaye
Fahad
Copy
More Islamic Poetry
Popular Poetries
Download This Image
Download This Image
Download This Image
Download This Image
Download This Image
Download This Image
Load More Images
View More Poetries
Famous Poets
Mirza Ghalib
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
Faiz Ahmed Faiz
Munir Niazi
Jaun Elia
Gulzar
Tahzeeb Hafi
Ali Zaryoun
View More Poets