✕
Poetry
Famous Poets
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
More Poets
Poetry Categories
Love Poetry
Sad Poetry
Friendship Poetry
Islamic Poetry
Punjabi Poetry
More Categories
Poetry SMS
Poetry Images
Tags
Poetry Videos
Featured Poets
Post your Poetry
News
Business
Mobile
Articles
Islam
Names
Health
Shop
More
WOMEN
AUTOS
ENews
Recipes
Poetries
Results
Videos
Directory
Photos
Business & Finance
Education News
Add Poetry
Home
LOVE POETRY
SAD POETRY
FAMOUS POETS
POETRY IMAGES
POETRY VIDEOS
NEWS
ARTICLES
MORE ON POETRY
Home
Urdu Poetry
Islamic
Search
Add Poetry
شبِ معراج کو محبوب و محب جب پردہ نہ رہا
Poet:
عمران حسنی
By:
عمران حسنی , Lahore
شبِ معراج کو محبوب و محب جب پردہ نہ رہا
شاہِ رسولاں کے لب پر رب ھب لی امتی ہی رہا
Facebook
WhatsApp
Twitter
Rate it:
Views:
763
Print
28 Feb, 2022
< PREV
View More
NEXT >
Related Tags on Islamic Poetry
Jumma Mubarak Poetry
Ramzan Poetry
Islamic 2 Line Poetry
Namaz Poetry
Quran Poetry
Islamic Status
Rabi ul Awal Poetry
Naat Poetry
Imam Hussain Poetry
Islamic Quotes
Load More Tags
More Islamic Poetry
Lamyati Nazeero Kafi Nazarin Lyrics
Lamyati Nazeero Kaafi NazarinMisle To Na Shud Paida JaanaJag Raaj Ko Taaj Tore Sar SoHai Tujh Ko Shahey Do Sara JaanaAna Fi Atshiv Wa Sakha Ka AtamAye Gesu E Paak Aye Abr E KaramBarsan Haare Rimjhim RimjhimDo Boond Idhar Bhi Gira JaanaAl Bahro Alaa Wal Mavjo TaghaMann Bekaso Tufaan Hosh RubaManjdhaar Me Hu Ya RasoolallahManjdhaar Me Hu Bigri Hai HawaaMoori Naiya Paar Laga JaanaAr Rooho Fida Ka Fazid HarkaYak Shola Digar Barzan IshqaMora Tan Mann Dhan Sab Phoonk DiyaYeh Jaan Bhi Pyaare Jala JaanaAl Qalbo Shyjivm Wal Hamo ShujutDil Dar Chuna Jaan Zer ChunoPat Apni Bhi Pat Mai Kaise KahuMera Kaun Hai Tere Siwa JaanaBas Khaama E Khaam Nawa E RazaNa Yeh Taraz Meri Na Yeh Rang MeraIrshaad E Ahibba Na Atik ThaNachaar Is Raah Para JaanaMora Jiyera Larje Dharak DharakTaiba Se Abhi Na Suna Jaanaa
Samar
Copy
Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Lyrics
Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon SalamShamme Bazme Hidayat Pe Laakho(n) SalaamMehre Charkhe Nubuvvat Pe Roushan DuroodGhul E Baagh E Risaalat Pe Laakho(n) SalaamShehre Yaare Iram Tajdaare HaramNau Bahaar E Shafa’at Pe Laakho(n) SalaamShab E Asra Ke Dulha Pe Da-im DuroodNausha E Bazme Jannat Pe Laakho(n) SalaamArsh Ki Zebo Zeenat Pe Arshi DuroodFarsh Ki Teebo Nuzhat Pe Laakho(n) SalaamNoor E Ain E Latafat Pe Alt(a)f DuroodJaibo Jaine Najafat Pe Laakho(n) SalaamSarve Naaz E Kidam Maghze Raaze HikamYakka Taaze Fazilat Pe Laakho(n) SalaamNukta E Sirre Wahdat Pe Yakta DuroodMarkaze Daure Kasrat Pe Laakho(n) SalaamSahibe Raj’ate Shamso Saqqul QamarNaib E Daste Qudrat Pe Laakho(n) SalaamJiske Zere Liwa Adamo Man SivaUss Sada E Siyadat Pe Laakho(n) SalaamArsh Ya Farsh Hai Jiske Zere Nagee(n)Uski Qaahir Riyasat Pe Laakho(n) SalaamAsle Har Buudo Bahbood Takhme WajoodQasim E Kanze Ne’amat Pe Laakho(n) SalaamFathe Baab E Nubuvvat Pe Behad DuroodKhatme Daur E Risalat Pe Laakho(n) SalaamSharke Anwaare Qudrat Pe Noori DuroodFat-he Az Haare Qurbat Pe Laakho(n) SalaamBe-saheemo Q(a)simo Adeelo MaseelJouhar E Farde Izzat Pe Laakho(n) SalaamSirre Ghaib E Hidayat Pe Ghaibi DuroodItre Jaibe Nihayat Pe Laakho(n) SalaamMaahe Lahoote Khilwat Pe Laakho(n) DuroodShahe Naasoot E Jalwat Pe Laakho(n) SalaamKanze Har Bekaso Benawa Par DuroodHarze Har Rafta Taaqat Pe Laakho(n) SalaamPartave Isme Zaate Ahad Par DuroodNuskha E Jaameiyyat Pe Laakho(n) SalaamMat-la’e Har Sa’adat Pe As’ad DuroodMaqtae Har Siyadat Pe Laakho(n) SalaamKhalq Ke Dadras Sabke Fariyad RasKahfe Roze Musibat Pe Laakho(n) SalaamMujhse Bekas Ki Daulat Pe Laakho(n) DuroodMujhse Bebas Ki Quvvat Pe Laakho(n) SalaamShamme Bazme D(a)na Hu Mai Gum Kun AnaShar-he Matne Huviyyat Pe Laakho(n) SalaamIntiha E Daayi Ibtida E YakeeJam’a Tafreeqo Kasrat Pe Laakho(n) SalaamKasrat E Baad E Qillat Pe Aksar DuroodIzzate Baade Zillat Pe Laakho(n) SalaamRabb E Aala Ki Ne’amat Pe Aala DuroodHaq Ta’ala Ki Minnat Pe Laakho(n) SalaamHum Ghareebo Ke Aaqa Pe Behad DuroodHum Faqeeri Ki Sarwat Pe Laakho(n) SalaamFarhate Jaane Mo’min Pe Behad DuroodGhaize Qalbe Jalalat Pe Laakho(n) SalaamSab-be Har Sabb Muntaha E TalabIllate Julmo Illat Pe Laakho(n) SalaamMasdar E Mujhariyyat Pe Azhar DuroodMazhar E Masdariyyat Pe Laakho(n) SalaamJiske Jalwe Se Murjhayi Kaliya(n) KhiliUss Ghul E Paak Mimbat Pe Laakho(n) SalaamQadde Be-saaya Ke Saya E MarhamatJille Mamdud E Raafat Pe Laakho(n) SalaamTairan E Quds Jiski Hai Kumriya(n)Us Sahi Sarve Kaamat Pe Laakho(n) SalaamWasf Jiska Hai Aayina E HaqnumaUs Khuda Saaz Tal’at Pe Laakho(n) SalaamJiske Aage Sare Sarwara Kham RaheUss Sare Taaje Rif’at Pe Laakho(n) SalaamWo Karam Ki Ghata Ghesu E Mushk SaLakka E Abre Raafat Pe Laakho(n) SalaamLailatul Qadr Me Matlail Fajre HaqMaang Ki Istiqamat Pe Laakho(n) SalaamLakht Lakhte Dile Har Jigar Chaak SeShaana Karne Ki Haalat Pe Laakho(n) SalaamDuur O Nazdeek Ke Sunne Waale Wo KaanKaan E La’le Karamat Pe Laakho(n) SalaamChashma E Mehr Me Mouje Noor E JalaalUs Raghe Hashemiyyat Pe Laakho(n) SalaamJiske Mathe Shafa’at Ka Sehra RahaUs Jabeen E Sa’adat Pe Laakho(n) SalaamJinke Sajde Ko Mehraab E Kaaba JhukiUnn Bhavo(n) Ki Latafat Pe Laakho(n) SalaamUnki Aankho(n) Pe Wo Saaya Afghan MizaZilla E Qasr E Rahmat Pe Laakho(n) SalaamAshq Baari E Mizga(n) Pe Barse DuroodSilke Durre Shafa’at Pe Laakho(n) SalaamMa’ana E Qad Ra-aa Maqsad E Maa TagaaNargis E Baaghe Qudrat Pe Laakho(n) SalaamJiss Taraf Uth Gayi Dam Me Dam Aa GayaUs Nigah E Inayat Pe Laakho(n) SalaamNichee Aankho(n) Ki Sharmo Haya Par DuroodUnchi Beene Ki Rifa’at Pe Laakho(n) SalaamJinke Aage Charage Qamar JhilmilayUn Azaaro Ki Tal’at Pe Laakho(n) SalaamUnke Khad Ki Suhulat Pe Behad DuroodUnke Qad Ki Rishaqat Pe Laakho(n) SalaamJis Se Tareek Dil Jagmagane LageUs Chamak Waali Rangat Pe Laakho(n) SalaamChaand Se Muh Pe Taaba Darkhsha DuroodNamak Aagi Sabahat Pe Laakho(n) SalaamShabnam E Baagh E Haq Yani Rukh Ka AraqUski Sachhi Baraakat Pe Laakho(n) SalaamKhat Ki Girde Dahan Wo Dilara FabanSabz E Nahre Rehmat Pe Laakho(n) SalaamRishe Khus Mu’atadil Marham E Reshe DilHala E Mah E Nudrat Pe Laakho(n) SalaamPatli Patli Ghul E Quds Ki PattiyaUn Labo(n) Ki Nazakat Pe Laakho(n) SalaamWo Dahan Jiski Har Baat Wahee E KhudaChashma E Ilmo Hiqmat Pe Laakho(n) SalaamJiske Paani Se Shadaab Jaan O JinaaUss Dahan Ki Taravat Pe Laakho(n) SalaamJis Se Khari Kuve Shira E Jaa(n) BaneUs Julale Halavat Pe Laakho(n) SalaamWo Jabaa(n) Jisko Sab Kun Ki Kunji KaheUski Naafiz Huqumat Pe Laakho(n) SalaamUski Pyari Fasahat Pe Behad DuroodSakee Dilkash Balaghat Pe Laakho(n) SalaamUski Baato(n) Ki Lazzat Pe Laakho(n) DuroodUske Khutbe Ki Haibat Pe Laakho(n) SalaamWoh Dua Jiska Joban Bahaar E QuboolUs Naseem E Ijabat Pe Laakho(n) SalaamJinke Guchche Se Lachche Jhade Noor KeUn Sitaro Ki Nuzhat Pe Laakho(n) SalaamJiski Taskee(n) Se Rote Hue Has PadeUs Tabassum Ki A’adat Pe Laakho(n) SalaamJis Me Nahre Hai Shiro Shakar Ki Rawa(n)Us Gale Ki Nazarat Pe Laakho(n) SalaamDosh Bar Dosh Hai Jin Ke Shaane SharafAise Shaano Ki Shauqat Pe Laakho(n) SalaamHajre Aswad Ka’aba E Jaan O DilYaani Mehre Nubuvvat Pe Laakho(n) SalaamRu-e Aaina E Ilme Pushte HuzoorPushti E Qasr E Millat Pe Laakho(n) SalaamHaath Jis Samt Utha Ghanee Kar DiyaMouje Behre Sama’at Pe Laakho(n) SalaamJisko Baare Do Aalam Ki Parwah NahiAise Bazoo Ki Quvvat Pe Laakho(n) SalaamKa’aba E Deen O Imaa(n) Ke Dono Sutoo(n)Sayyedaine Risalat Pe Laakho(n) SalaamJiske Har Khat Main Hai Mouje Noor E KaramUs Kafe Bahre Himmat Pe Laakho(n) SalaamNoor Ke Chashme Lehraye Dariya BaheeUngliyo(n) Ki Karamat Pe Laakho(n) SalaamEid E Mushkil Kusha E Ke Chamke HilaalNakhoono Ki Basharat Pe Laakho(n) SalaamRaf’a E Zikre Jalalat Pe Arfa’a DuroodSharhe Sadre Sadarat Pe Laakho(n) SalaamDil Samajh Se Waraa Hai Magar Yu KahuGuncha E Raaze Wahdat Pe Laakho(n) SalaamKul Jahaa(n) Milk Aur Jou Ki Roti GhizaUss Shikam Ki Kana’at Pe Laakho(n) SalaamJo Ki Azme Shafa’at Pe Khinch Kar BandhiUs Qamar Ki Himayat Pe Laakho(n) SalaamAmbiya Tah Kare Jaanu Unke HuzoorJaanuo Ki Wajahat Pe Laakho(n) SalaamSaake Asl E Qidam Shaakhe Nakhle KaramSham’e Raah E Isabat Pe Laakho(n) SalaamKhayi Quraa(n) Ne Khaaqe Guzar Ki QasamUs Kafe Paa Ki Hur Mat Pe Laakho(n) SalaamJis Suhani Ghadi Chamka Taibah Ka ChaandUs Dil Afroz Sa’at Pe Laakho(n) SalaamPehle Sajde Pe Rouze Ajal Se DuroodYaadgari E Ummat Pe Laakho(n) SalaamZar’e Shadab E Har Zar’e Pur Sheer SeBarkaate Reja’at Pe Laakho(n) SalaamBhaiyo Ke Liye Tark Pista(n) KareDoodh Peeto Ki Nisfat Pe Laakho(n) SalaamMahde Waala Ki Qismat Pe Behad DuroodBurje Maah E Risalat Pe Laakho(n) SalaamAllah Allah Wo Bachpane Ki PhabanUs Khuda Bhaati Surat Pe Laakho(n) SalaamUth-te Buto Ki Nashwo Numa Par DuroodKhilte Guncho Ki Nikhat Pe Laakho(n) SalaamFazl E Paidaishi Par Hamesha DuroodKhelne Se Karahat Pe Laakho(n) SalaamA’etela E Jabillat Pe Aala DuroodA’etedal E Tivayat Pe Laakho(n) SalaamBe Banavat Adaa Par Hazaro DuroodBe Takalluf Malahat Pe Laakho(n) SalaamBhini Bhini Mahak Par Mahakti DuroodPyari Pyari Nafasat Pe Laakho(n) SalaamMeethi Meethi Ibarat Pe Shiree(n) DuroodAchhi Achhi Isharat Pe Laakho(n) SalaamSeedhi Seedhi Ravish Par Karoro(n) DuroodSaadi Saadi Tabi’at Pe Laakho(n) SalaamRoze Garmo Shabe Teera Wo Taar MeKoho Sahra Ki Khalvat Pe Laakho(n) SalaamJiske Ghere Me Hai Ambiya O MalakUs Jahangeer E Ba’sat Pe Laakho(n) SalaamAndhe Sheeshe Jhalajhal Damakne LageJalwa Rezi E Daawat Pe Laakho(n) SalaamLutf E Bedari E Shab Pe Behad DuroodAalam E Khwab E Rahat Pe Laakho(n) SalaamKh(a)nda-e Subho Ishrat Pe Noori DuroodGiry(a) E Abre Rehmat Pe Laakho(n) SalaamNirmi E Khu E Leenat Pe Daim DuroodGarmi E Shaane Satavat Pe Laakho(n) SalaamJiske Aage Khinchi Gardane Jhuk GayiUs Khuda Dad Shoukat Pe Laakho(n) SalaamKisko Dekha Ye Moosa Se Pooche KoyiAankh Waalo Ki Himmat Pe Laakho(n) SalaamGirde Mah Daste Anjum Me Rakhsha(n) HilaalBadr Ki Daf’e Zulmat Pe Laakho(n) SalaamShore Takbeer Se Thar-tharati Zamee(n)Zumbishe Joushe Nusrat Pe Laakho(n) SalaamNa’araha E Dilera(n) Se Ban GunjteGurrashe Kose Jur-at Pe Laakho(n) SalaamWoh Chaka Chaak Khanjar Se Aati SadaaMustafa Teri Soulat Pe Laakho(n) SalaamUnke Aage Wo Hamza Ki Jaa(n)-baaziya(n)Shere Gurrane Satvat Pe Laakho(n) SalaamAl Gharaz Unke Har Mu Pe Laakho(n) DuroodUnki Har Khu Wa Khaslat Pe Laakho(n) SalaamUnke Har Naam O Nisbat Pe Naami DuroodUnke Har Waqt O Haalat Pe Laakho(n) SalaamUnke Maula Ki Un Par Karoro(n) DuroodUnke As-habo Itrat Pe Laakho(n) SalaamPaar-haye Suhuf Ghuncha E QudusAhle Bait E Nubuvvat Pe Laakho(n) SalaamAab E Tathir Se Jis Me Paude JameUss Riyaze Najaabat Pe Laakho(n) SalaamKhuun E Khairur Rusul Se Hai Jinka KhameerUnki Be Lous Tinat Pe Laakho(n) SalaamUss Batul E Jigar Para E MustafaHaj-la Aara E Iffat Pe Laakho(n) SalaamJiska Aanchal Na Dekha Maho Meher NeUss Rida E Nazahat Pe Laakho(n) SalaamSayyeda Zahira Tayyeba TahiraJaan E Ahmad Ki Raahat Pe Laakho(n) SalaamHasne Mujtaba Sayyedul Askhiya(n)Raakib E Doshe Izzat Pe Laakho(n) SalaamOuj E Mehre Huda Mouje Bahre NidaRuh E Rouhe Sakhavat Pe Laakho(n) SalaamShahad Khware Lu-aab E Zabaan E NabiChaashni Geer Ismat Pe Laakho(n) SalaamUss Shaheed E Balaa Shahe Ghulghu KabaaBekase Dashte Gurbat Pe Laakho(n) SalaamDurre Durje Najaf Mehre Burje SharafRange Ru E Shahadat Pe Laakho(n) SalaamAhle Islaam Ki Maadarane ShafeeqBaanuvane Tahaarat Pe Laakho(n) SalaamJalw(a)-giyyane Baitush-sharaf Par DuroodPard Giyyane Iffat Pe Laakho(n) SalaamSiyyema Pahli Maa Kah-fe Amno Amaa(n)Haq Gujare Rifaqat Pe Laakho(n) SalaamArsh Se Jispe Tasleem Naazil HuiUs Saraa E Salamat Pe Laakho(n) SalaamManzillum Min Kasab La Nasab La SakhabAise Koshak Ki Zeenat Pe Laakho(n) SalaamBinte Siddeeq Araam E Jaan E NabiUs Hareem E Bara-at Pe Laakho(n) SalaamYaani Hai Sura E Noor Jinki GawahUnki Purnoor Surat Pe Laakho(n) SalaamJinme Ruhul Qudus Be-ijazat Na JaayeUn Suradiq Ki Ismat Pe Laakho(n) SalaamSahm’e Taabaane Kaashaana E IjtehaadMufti E Chaar Millat Pe Laakho(n) SalaamJaa(n)-nisaran E Badro Uhad Par DuroodHaq Guzaaran E Bai’at Pe Laakho(n) SalaamWo Daso Jinko Jannat Ka Muzda MilaUss Mubarak Jama’at Pe Laakho(n) SalaamKhaas Uss Saabik E Saire Kurbe KhudaOuhad E Kamiliyat Pe Laakho(n) SalaamSai-e Mustafa Mai-e IstafaIzzo Naaze Khilafat Pe Laakho(n) SalaamAsdaqus-sadeqi Sayyedul MuttaqiChashmo Goshe Vejarat Pe Laakho(n) SalaamWoh Umar Jis Ke Aada Pe Shaida SakarUss Khuda Dost Hazrat Pe Laakho(n) SalaamFareeqe Haqqo Baatil Imamul HudaTaighe Maslule Shiddat Pe Laakho(n) SalaamTarjumaan E Nabi Ham-zabaan E NabiJaan E Shaan E Adaalat Pe Laakho(n) SalaamJaahid E Masjid E Ahmadi Par DuroodDdoulat E Jaishe Usrat Pe Laakho(n) SalaamDurre Mansoor Quraa(n) Ki Silke BaheeZouje Do Noor E Iffat Pe Laakho(n) SalaamYaani Usmaan Saahab Kamees E HudaHulla Pushe Shahadat Pe Laakho(n) SalaamMurtaza Shere Haq Ashja-ul Ashja-eSaaqi E Sheero Sharbat Pe Laakho(n) SalaamAsl E Nasl E Safaa Wajhe Wasle KhudaBaab E Fasle Wilayat Pe Laakho(n) SalaamAwwali Dafa E Ahle Rifzo KhurujChaar Mi Rukne Millat Pe Laakho(n) SalaamShere Shamsheer-j(a)n Shahe Khaibar-shikanParvat E Dost Qudrat Pe Laakho(n) SalaamMaahi E Rifzo Tafzeel O Nasb O KhuroojHaami E Deen O Sunnat Pe Laakho(n) SalaamMomeni Peshe Fat-ho Pase Fat-h SabAhle Khairo Adaalat Pe Laakho(n) SalaamJis Musalmaa(n) Ne Dekha Unhe Ik NazarUss Nazar Ki Basaarat Pe Laakho(n) SalaamJinke Dushman Pe Laanat Hai Allah KiUn Sab Ahle Muhabbat Pe Laakho(n) SalaamBaaqi E Saakiyaan E Sharaab E TahurZain E Ahle Ibadat Pe Laakho(n) SalaamAur Jitne Hai Shehzade Uss Shah KeUn Sab Ahle Makaanat Pe Laakho(n) SalaamUnki Baala Sharafat Pe Aala DuroodUnki Waala Siyadat Pe Laakho(n) SalaamShafa’e Maaliki Ahmad Imam E HaneefChaar Baagh E Imamat Pe Laakho(n) SalaamKaamilan E Tareeqat Pe Kaamil DuroodHaamilan E Shariat Pe Laakho(n) SalaamGhouse Aazam Ima Muttuka WannukaJalwa E Shaan E Qudrat Pe Laakho(n) SalaamKutbe Abdaalo Irshaad O RushdurshaadMuh-yi-e Deen O Millat Pe Laakho(n) SalaamMard E Khaile Tareeqar Pe Behad DuroodFarde Ahle Haqeeqat Pe Laakho(n) SalaamJiski Mimbar Bani Gardan E AwliyahUss Qadam Ki Karamat Pe Laakho(n) SalaamShah E Barkaato Barkaate Peshiniya(n)Nou Bahar E Tareeqat Pe Laakho(n) SalaamSayyid Aale Muhammad Imamur RashheedGhul E Rouze Riyazat Pe Laakho(n) SalaamHazrat E Hamza Shere Khuda Wa RasoolZeenat E Qaadriyat Pe Laakho(n) SalaamNaam O Kaam O Tano Jaan O Haal O MakaalSabme Achhe Ki Surat Pe Laakho(n) SalaamNoor-jaa(n) Itre-majmu’a Aale RasoolMere Aaqa E Ne’amat Pe Laakho(n) SalaamZaibe Sajjada Sajjade Noori NihaadAhmad E Noor Teenat Pe Laakho(n) SalaamBe Azaabo Aetaabo Hisaabo KitaabTa Abad Ahle Sunnat Pe Laakho(n) SalaamTere Un Dosto Ke Tufaile KhudaBanda-e Nange Khilqat Pe Laakho(n) SalaamMere Ustaad Maa-baap Bhai BehenAhle Wuldo Ashirat Pe Laakho(n) SalaamEk Mera Hi Rehmat Me D’awa NahiShah Ki Saari Ummat Pe Laakho(n) SalaamKaash Mehshar Me Jab Unki Aamad Ho AurBheje Sab Unki Shouqat Pe Laakho(n) Salaam
Hanzalah
Copy
Ya Nabi Salam Alaika Lyrics
Sehar Ka Waqt Hai, Masoom Kaliyaan Muskurati Hain,Hawwaein Khair E Maqtam Kay Taranay Gungunati Hain,Farishtoon Ki Salami Denay Wali Fauj Gati Thi,Janab E Amina Sunti Thein, Yeh Awaz Aati Thi,Ya Nabi Salaam AlaikaYa Rasul Salaam AlaikaYa Habib Salaam AlaikaSalawaa Tullah AlaikaBaksh Do Jo Cheez ChahoKiu(n) Kay Mehboob-e-khuda HoMustafa Ho Mujtaba HoJo Kahuu(n) Ussay Siwa HoJaa(n) Kani Ke Waqt AanaKalima - E - Tayyab PerhanaMakr E Shaitaa(n) Se BachanaApne Daaman Mai(n) ChhupaanaWaasta E Aale Aba KaSadqa Hazrat Fatimah KaAur Shaheed - E - Karbala KaGham Na Ho Roz – E - Jaza KaRehmatow(n) Ke Taj WaalayDo Jahaan Ke Raaj WaalayArsh Ki Miraaj WaalayAansioo(n) Ke Laaj WaalayJaan Ker Kaafi SahaaraLe Liya Hai Der TumharaKhalq Ke Waris KhudaraaLow Salaam Ab To HamaraAye Shehenshah - E - ZamaanaApka Ye AastanaRehmatow(n) Ka Hai KhazanaHo Nigah - E - MeherbanaAye Shehenshah - E - MadinaNoor Say Mamoor SinaMushk Say Behtar PasinaDekhlay(n) Hum Sub MadinaAap Ka Tashreef LanaWaqt Bhi Kitna SuhanaJagmagaa Utha ZamanaHoore Gaatihi TaranaItna Karam Shahe Zaman HoKhali Rooh Se Badan HoAap Ke Shahr Ka KafanAur Madine Mein Dafan HoKab Woh Aeyga MahinaJab Chale Apna SafinaSu’ey Gulzare MadinahYa Mujhe Bas SaelinaMustafa Khir Ul Wara Ho,Sarware Har Do Sara Ho,Apnay Achoon Ka Tasaduk,Hum Badoon Ko Bhi Niba HoHo Mubarak Ahle Imaan,Ho Gayi Subhay Baharaan,Ho Gaya Har Ghar Charaghan,Swalawatullah Alaika.Amina Bibi Ka Jaya,Baharwi Tareekh Aaya,Subhe Saadiq Nay Sunaya,Swalawatullah AlaikaHai Ye Hasrath Dar Pe AyeAsqh Ke Darya BahayenDaag Seene Ke DhikaayenSaamne Ho Kar SunaayenNoori Jah Rab Ye Dua KarHam Dare Maula Se Jaa KarPehle Kuch Naate Suna KarYe Padhen Sarko Juka KarRanjo Gham Khaye Hue HainDoor Se Aye Hue HainTum Pe Itraye Hue HainHaat Payla Hue HainWaqth Ka Chamke SitaaraHaazreen Ka IsharaDekh Kar Roza PyaraPir Padhen Khadim ThumharaJaan Kar Kafi SaharaLeliya Hai Dar ThumaraKhalq Ke Wari KhudaraYun Salam Ab Tho HamaraAap Shahe Insoja HainBayishe Kounon Maqam HaiRahnuma Yeh Do Jahan HainPesh Waye Mursila HainNoore Rabbul Aalameen HoJalwa Haqqul Yaqeen HoSarware Duniya Deen HoDil Men Aankhon Men Makeen HoBaadshahe Anbiya HoNoore Zaathe Kibriya HoHaamiye Rouze Jaga HoKhalq Ke Mushqil Kusha HoArshe Azam Par Thumeen HoKhalq Ke Rahbar Thumeen HoSaaqiye Kausar Thumeen HoShafaye Mahshar Thumeen HoTeri Aarzoo Men JeenaTeri Justju Men MarnaYehi Meri Zindagi HaiYehi Meri Bandagi HaiDoor Hai Gham Ka KinaaraSarware Aalam KhudaraDeejiye Jaldi SaharaPaar Ho Beda HamaaraMere Maula Mere SarwarHai Yahi Armaane AkbarPehle Qadmon Par Rakhen SarPir Kahen Yeh Sar Utha KarAkbare Shaida ThumaraPir Raha Hai Mara MaraJabaja Thumko PukharaIski Ab Sunlo KhudaraAsiqhe Mayil Ki SunloBaaniye Mahfil Ki SunloSamayeen Ke Dil Ki SunloAkbare Bismil Ki SunloChor Kar Daaman TumhaaraAur Le Kis Ka SahaaraKaun Hai Daata HamaaraKis Ke Dar Pe Ho GuzaaraAap Ke Dar Ki FaqiriDo Jahaa(n) Ki Hai AmiriAb Aa Gaya Waqte PiriKijiyo Lillaah DastgiriPuri Ya Rabb, Yeh Dua KarHam Dare Maula Pe JaakarPehle Kuch Na’atei(n) Suna KarPhir Parhei(n) Sar Ko Jhuka KarLaaein Jo Imaan Tum ParKyun Na Dein Woh Jaan Tum ParMaherbaan Rehmaan Tum ParKhalq Sab Qurbaan Tum ParHijr Mein Mushkil Hai JinaDil Hua Chaak Aur SinaThaamiye Mera SafinaYa Shaafi Al MuznabinaKaash Haasil Ho HuzooriDoor Ho Jaaey Yeh DuriDil Ki Yeh Hasrat Ho PuriDekh Loon Woh Shakle NooriDil Mein Tum Masnad Nasheen HoIs Makaan Ke Tumhi Makeen HoHam Marein To Woh Zameen HoAur Sirhaane Bhi Tum Hi HoNooh Ke Tum Naakhuda HoKhalq Ke Mushkil Kusha HoSab Ke Tum Haajat Rawa HoJo Kahoon Us Se Siwa HoBakhsh Do Meri KhataaeinDoor Ho Gham Ki GhataaeinBhej Do Apni AtaaeinWajd Mein Ham Yoon SunaaeinHashr Mein Tum BakhswaanaJab Kaheen Na Ho ThikaanaApne Daaman Mein ChupaanaHar Musibat Se BachaanaJaan Kani Ke Waqt AanaKalimaaey Tayyab PadhanaChehraaey Anwar DikhaanaHam Ko Imaan Par UthaanaAey Shafi-aey Roze MehsharHai Siyaah Isyaan Se DaftarGhaus Ka Sad’qah Karam KarChash’me Dil Ko Kar Ke MunawwarAey Saba Roze Pe JaanaDaste Basta Yeh Keh SunaanaYa Nabi Dar Pe BulaanaAur Jalwaae Zeba DikhaanaFakhre Adam Fakhre HawwaFakhre Nooho Fakhre YahyaFakhre Ibrahimo MusaFakhre Ismailo IsaAey Shahenshaahe RisaalatHai Yahaan Jo Ahl-e SunnatDaaey-mi Sab Par Ho RehmatBaaniye Mehfil Pe BarkatAssalaam Aey Jaane Aa’lamAssalaam Imaane Aa’lamShaahe Dee(n) Sultaane Aa’lamTum Se Hai Samaane Aa’lamAssalaam Aey Shaahe Aa’lamAssalaam Ummat Ke WaaliJholi Reh Jaaey Na KhaaliArz Karte Hain SawaaliKatra Katra Darya DaryaDharra Dharra Tara TaraJab Hue Sarkar PaidaSara Aalam Kah Raha ThaHashr Main Sab Ik KinareUmmati Thay Dam Ko MaareAgaye Jab Wo To SaareDekh Kar Un Ko PukareinIk Jhalak Jo Dekh PaonJaan Mein Tum Par LutaonRaah Main Ankhein BichaonDast Basta Pir SunaonNaib-e-ashaab-o-sarwarPehle Hein Siddiq-e-akbarPir Umr Uthman-o-haiderBeyjiyay Salaam In ParDeen-e-haq Ki Dhaal DononHein Yeh Be Missal DononFatimah Kay Laal DononMustafa Kee Aal DononIs Jahan Se Jab Safar HoRoo-e-pak Par Nazar HoYeh Karam Naseer Par HoUs Ka Sar Ho Tera Dar HoAap Sultaane Madinah,Mehbate Wahi-e SakinaNoor Se Ma’amoor Sina,Mushk Se Behtar PasinaBakhsh Do Meri Khataaein,Door Ho Gham Ki GhataaeinBhej Do Apni Ataaein,Wajd Mein Hum Yun SunaaeinAs Salaam Aye Sabz Gumbad Ke MakeeenAs Salaam Ya Rahmatallil AalameenAs Salaam Aye Sub Rasulown Ke RasulYe Salaam – E - Aajizana Ho QuboolYa Illahi WaastaAalay RasulYe Salaam – E - AajizanaHo Qubool
Abir
Copy
Meri Ulfat Madine Se Yunhi Nahi Lyrics
Meri Ulfat Madine Se Yun Hi NahiMere Aaqa Ka Rouza Madine Mein HaiMein Madine Ki Jaanib Na Kaise KhinchuMera Deen Or Duniya Madine Mein HaiArsh E Aazam Pe Jis Ki Badhi Shaan HaiRoza E Mustafa Jis Ki Pehchaan HaiJis Ka Hum Palla Koi Mohalla NahiEk Aisa Mohalla Madine Mein HaiPhir Mujhe Mout Ka Koi Khatra Na HoMout Kya Zindagi Ki Bhi Parwah Na HoKaash Sarkaar Ek Baar Mujh Se KaheAa Tera Jeena Marna Madine Mein HaiSarware Dee Jahaa Se Dua Hai MeriYe Budo Chashmey Tar Ilteja Hai MeriUn Ki Fehreest Mein Mera Bhi Naam HoJinn Ka Roz Ana Jaana Madine Mein HaiJab Nazar Suye Taiba Rawana HuiSaath Dil Bhi Gaya Saath Jaan Bhi GaiMein Muneer Ab Rahunga Yaha KisliyeMera Sara Asasa Madine Mein HaiPhool Khilte Hain Padh Padh Ke Salle ‘AlaJhoom Kar Kah Rahi Hai Ye Bad-e-sabaAesi Khushbu Chaman Ke Gulon Me KahanJaisi Khushbu Nabi Ke Paseene Me HaiEk Hai Jannat Teri Ek Hai Hujra TeraMere Maula Bata Ab Main Jaaun KahanBhej Di Rab Ne Jannat Usi Hujre MeAmmi Ayesha(r.a) Ka Hujra Madine Me HaiEk Hai Chand Arsh Ka Ek Hai Chand Farsh KaFarsh Ke Chand Ka Jalwa Dekho ZaraEk Ishare Se Tukde Hua Wo QamarIs Qamar Ka Qamar Bhi Madine Me HaiMaine Maana Ke Jannat Bohot Hai HaseenChor Kar Mai Madina Na Jaaun KahiKyu Ke Jannat Me Sab Hai Madina NahiAur Jannat Madine Me Maojood Hai
Hadi
Copy
Khula Hai Sabhi Ke Liye Baab e Rehmat Lyrics
Khula Hai Sabhi Kay Liye Baab E Rehmat,Wahan Koi Rutbay Main Adna Naa AaliMuraadon Se Daamann Nahee Koi Khaali,Qatarain Lagaye Kharay Hain Sawali,Mein Pehlay Pehal Jab Madinaa Gya Tha,To Thi Dill Ki Halat Tadapp Janay Wali,Wo Darbaar Sach Much Mere Samnay Tha,Abhi Tak Tasawwur Tha Jiss Ka Khiali,Main Ek Haath Say Dill Sanbhalay Huay Tha,To Thi Doosray Haath Rozay Ki Jaali,Dua Kay Liye Hath Uthte To Kesay!!!Na Yeh Hath Khaali, Naa Woh Haath Khaali,Jo Poocha Hai Tum Nay, Kay Main Nazr KarnayKo Kia Lay Gya Tha, Tou Tafseel Sun Lo,Tha Naaton Ka Ik Haar, Ashkon Kay Moti,Daroodon Ka Gajra, Salamon Ki Daali,Dhani Apni Qismat Ka Hai To Wohi Hai,Deyar E Nabi (S.A.W.W) Jiss Nay Aankhon Se Dekha,Muqaddar Hai Sacha Muqaddar Ussi Ka,Nigaah E Karam Jiss Pe Aaqa(S.Aw.W) Nay Daali,Main Uss Aastaan E Haram Ka Gada Hoon,Jahan Sir Jhukatay Hain Shaahaan E Aalam,Mujhay Taajdaaron Se Kamm Mat Samajhna,Mera Sir Hai Shayaan E Taaj E Bilaali,Khula Hai Sabhi Kay Liye Baab E Rehmat,Wahan Koi Rutbay Main Adna Naa AaliMuraadon Se Daamann Nahee Koi Khaali,Qatarain Lagaye Kharay Hain Sawali
Murshad
Copy
Wo Mera Nabi Hai Lyrics
Wo jiske liye Mehfile Konain saji haiFirdose Bari jiske wasile se bani haiWo Hashmi Makki Madaniul Arabi haiWo Mera Nabi Mera Nabi Mera Nabi haiAhmad hai Muhammad hai waho Khatme Rasul haiMakhdumo Murabbi hai wahi Wali-e-Kul haiUs par hi nazar sare zamane ki lagi haiWo Mera Nabi Mera Nabi Mera Nabi haiWasShamso Duha Chehra-e-Anwar ki jalak haiWallayl saja gaisu-e-Hazrat ki latat haiAalam ko ziya jiske wasile se mili haiWo Mera Nabi Mera Nabi Mera Nabi haiAllah ka farman "Alam Nashrah La Ka Sadrak"Mansub hai jis se "Wa Rafa′na La Ka Zikrak"Jis zaat ka Quran mein bhi zikre jali haiWo Mera Nabi Mera Nabi Mera Nabi haiMuzzamilo Yaseeno wa Muddasiro TahaKya Kya naye alqabon se Maula ne pukaraKya Shan hai uski ke jo Ummi Lakabi haiWo Mera Nabi Mera Nabi Mera Nabi haiWo zaat ke jo Mazhare Laula Kalama haiJo Sahibe RafRaf Shabe Me'raj hua haiAsra mein Imamat jise Nabiyon ki mili haiWo Mera Nabi Mera Nabi Mera Nabi haiKis darja zamane mein thi mazlumi-e-AuratFir jiske badolat mili ise izzato raf′atWo mohsilno gamkhwar hamra hi nabi haiWo Mera Nabi Mera Nabi Mera Nabi haiWo jiske liye Mehfile Konain saji haiFirdose Bari jiske wasile se bani haiWo Hashmi Makki Madaniul Arabi haiWo Mera Nabi Mera Nabi Mera Nabi hai
Daniyal
Copy
More Islamic Poetry
Popular Poetries
Download This Image
Download This Image
Download This Image
Download This Image
Download This Image
Download This Image
Load More Images
View More Poetries
Famous Poets
Mirza Ghalib
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
Faiz Ahmed Faiz
Munir Niazi
Jaun Elia
Gulzar
Tahzeeb Hafi
Ali Zaryoun
View More Poets