Add Poetry

A Nadan

Poet: Saba Tariq By: Saba Tariq, karachi

Har Pal Har Ghari Main
Gunha Kiye Ja Rahi Ho

Khud Hi Apni Zindagi Ko
Tabha Kiye Ja Rahi Ho

Dunya Ki Fani Zindagi K Liye
Akhrat Ko Nazar Andaz Kiye Jarahi Ho

A Badan Main Sansain Ha
Jisim Sehat-Mand Bhi Ha

Phir Akhir Q Esay Main
By-Car Kamo Ma Ura Rahi Ho

Har Pal Har Ghari Main
Gunha Kiye Ja Rahi Ho

Ay Nadan Aja
Aj Bhi Tuba K Darwazay Khulay Ha

Abhi Naza Ka Waqat Nahi Aya Tujh Par
Phir Q Tu Apny Rab Say
Dor Ja Rahi Ho

Ay Mery Rab Maf Farma Dy Mugh Ko
Tujh Say Teri Rehmat Ki Hi
Aas Laga Rahi Ho

Rate it:
Views: 493
24 Dec, 2009
More Religious Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets