Poetries by AAMIR JOYIA
Palkon Se Tapkta Raha Sawan Halka Halka Palko,N Se Tapkta Raha Sawan Halka Halka
Or Rooh Talak Main Bheegta Raha
Lagai Bohat Rookawte,N
Magar Dil Doobta Raha
Kisi Ko Na Hal Suna Paye
Tum Jo Na Thy
Thi Bus Sunsan Shaame,N
Or Phir Raato,N Ko Aram Na Tha
Ke Khumario,N Main Teri Shararte,N Na Thi
Karwato,N Ko Koi Shikayat Thi
Hum Kaya Jaawab Dete Onhe
Tum Jo Na Thy
Adhora Chand Tha
Be Rang Deeware,N
Be Soz Tha Sama Sara
Thi Khamoshiyan Char So
Sanso Main Na Koi Saaz E Zindgi
Ke
Tum Jo Na Thy
Thi Oodasi Gheere Her Lamha Mera
Bojhe Thy Armano Ke Cheerag
Thi Fakat Weeraniyan
Or Hum Aakele
Meri Dhadkaane Bhi Thi Khafa Mujh Se
,, AAMIR ,,
Ke
Tum Jo Na Thy
Tum Jo Na Thy
AAMIR JOYIA Syed Mohsin Naqvi . V/S . Aamir Joyia Seyd Mohsin Naqvi .
Kahta Tha Ke Tu Na Mila To Mar Jaon Ga
,, Mohsin ,,
Woh Aj Bhi Zindah Yahi Bat Kisi Or Ko Kahne Ke Leye
,,Aamir Joyia ,,
Mil Jata To Bhi Rolata Woh Hamen Khoon Ke Ansoo
,, Aamir ,,
Mar Jate Hain Chup Chap Ishq Wale Magar Shoor Nahi Karte
AAMIR JOYIA