Ab Dil Ki Taraf Dard Ki Yalghaar Bahut Hai
Duniya Mere Zakhmon Ki Talabgar Bahut Hai
Ab Tut Raha Hai Meri Hasti Ka Tasawwur
Mitti Ki Ye Diwar Kahin Tut Na Jae
Pani Se Ulajhte Hue Insan Ka Ye Shor
Har Sans Ukhad Jaane Ki Koshish Men Pareshan
Us Par Bhi Hoga Magar Is Par Bahut Hai
Sine Men Koi Hai Jo Giraftar Bahut Hai
Is Waqt Mujhe Tujhse Sarokar Bahut Hai
Roko Ki Mere Khun Ki Raftar Bahut Haia