Add Poetry

Adhori Larki Ka Liya Ak Nazam

Poet: asghar nadeem syed By: Nadeem, Khi

 Tera Mera Darmiyan Ankar Ka Pahlao Hai
Ankar Bhi Azhar Hi Ka Chahra Hai
Jo Zaton Ka Batwarah Kera
Ya Akhari Mehra Hai Jo Paspa Kera Alfaz
Mera Our Tera Darmiyan Bola Gai
Ankar Ak Sehra Hai Jo Har Gum Shuda Ka Ghont Behr Leta Hai
Or Phir Dhop Ma Hansta Hai Pagal Ki Hansi
Awaz Ma Basot Hai
Ankar Meri Mout Hai
Tahraou Bhi To Akhari Hichki Ma Hain Wade Milan Ke Saton Ka
Sham Ki Khusbo Bhi To A Rahi Hai Dobti Nao Sa Or Tote Howe Patwar Se
Tahrao Mera Alfaz Apne Alwadai Saans Ma Kuch Kah Rahe Hain
Tera Mera Dermiyan Ankar Ka Pahlao Hai
Our Khamoshi Ki Gounj Hai
Otre Howe Darya Hamari Wepsi Ka Muntazir Hain
In Ka Is Janaib Masafat Khof Ka Pahlao Hai
 

Rate it:
Views: 958
02 Jun, 2015
Related Tags on Asghar Nadeem Syed Poetry
Load More Tags
More Asghar Nadeem Syed Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets