✕
Poetry
Famous Poets
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
More Poets
Poetry Categories
Love Poetry
Sad Poetry
Friendship Poetry
Islamic Poetry
Punjabi Poetry
More Categories
Poetry SMS
Poetry Images
Tags
Poetry Videos
Featured Poets
Post your Poetry
News
Business
Mobile
Articles
Islam
Names
Health
Shop
More
WOMEN
AUTOS
ENews
Recipes
Poetries
Results
Videos
Directory
Photos
Business & Finance
Education News
Add Poetry
Home
LOVE POETRY
SAD POETRY
FAMOUS POETS
POETRY IMAGES
POETRY VIDEOS
NEWS
ARTICLES
MORE ON POETRY
Home
Urdu Poetry
Featured Poets
Adil Iftikhar
Search
Add Poetry
Poetries by Adil Iftikhar
Yoon Hi
Roz Dil Ki Daastan
Likhta Hoon
Koi Parrhta Hi Nahin
Kisi Ko Fursat Hi Nahin
Bas Tanha Apni Hi Anjuman Saja Ke
Baith Jaata Hoon
Khud Say Milta Hoon
Pahron Baatein Karta Hoon
Hansta Hoon
Rota Hoon
Phir Khud Ko Thapki Dey Ke
Sulaata Hoon
Yoon Hi Her Shab
Beet Jaati Hai Mairi
Yoon Hi Har Shab
Adil Iftikhar
Copy
Kisi Ki Aass Ban Kar
Kisi Ki Aass Ban Kar Phir Issey Tanha Nahin Karna
Bhale Kuch Bhi Parrey Karna Magar Aisa Nahin Karna
Khabar Kya Kis Gharri Woh Raakh Kar Daaley Terey Sapney
Yoon Hi Jaltey Shararon Say Kabhi Khaila Nahin Karna
Ye Na Ho Iss Ki Yaadein Rooh Ka Sartan Ban Jayein
Kabhi Had Say Zyada Tum Issey Socha Nahin Karna
Mohabbat Mein Shikayat Ka Kahan Dastoor Hota Hai
Gila Kar Ke Mohabbat Ko Kabhi Ruswa Nahin Karna
Wafaein Dar Haqeeqat Be-Panah Anmol Hoti Hain
Kabhi Apni Wafaon Ka Silaa Maanga Nahin Karna
Kahin Aisa Na Ho Woh Apni Manzil Ka Nishan Kho Dey
Kisi Ka Saath Rastey Mein Kabhi Chorra Nahin Karna
Adil Iftikhar
Copy
Aawaz Na Dey Mujhey
Aawaz Na Dey Mujhey
Mairey Guzrey Huwey Kal
Tujhey Khabar Nahin
Mujhey Aagey Jaana Hai
Bohat Aagey
Aawaz Na Dey Mujhey
Mairey Guzrey Huwey Kal
Tujhey Khabar Nahin
Main Gar Peechey Murr Ke Daikhoon Ga
Pathar Ka Ho Jaoon Ga
Adil Iftikhar
Copy
Aansu Shayari Urdu
Dukh Apna Kisi Pay Hum Kholtey Nahi
Chup Hi Rehtey Hain Boltey Nahi
Mohabbat Khush Gumman Hi Sahi
Hum To Sarshaar Thay
Kisi Ki Mohabbat Ke Talabgaar Thay
Par Jaaney Kya Huwa
Iss Khush Gumani Ko Bhi Kisi Ki Nazar Lag Gayi
Hum Haar Gaye
Khud Pay Bharosa Kis Qadar Tha
Par Shayad
Naar-E-Ishq Mein Jalna Hi Muqadar Tha
Kon Humein Samjha Hai Kon Samjhey Ga
Hum Nahin Jaantey
Chup Hi Rehtey Hain Boltey Nahin
Dard Apna Kisi Pay Hum Kholtey Nahin
Par Jaaney Kyun
Zabt Ki Saari Hadein Torr Ke
Qatra Qatra Humarey Aansoo
Bahey Jaatey Hain
Bahey Jaatey Hain
Adil Iftikhar
Copy
وفا
Wafa Mein Aab Yeah Hunar Ikhtiyaar Karna Hai
Woh Sach Kahay Na Kahay Aaitbaar Karna Hai
Yeah Tujh Ko Jaagtay Rehnay Ka Shouq Kab Say Howa
Mujhay Tu Khair Taira Intazaaar Karna Hai
Hawa Ke Zad Mein Jalanay Hain Ansoon Kay Chiraagh
Kabhi Yeah Jashan Sar Rah'guzaar Karna Hai
Woh Muskura Kay Naye Waswasoon Mein Daal Gaya
Khayaal Tha Ke Ussay Sharamsaar Karna Hai
Misaal E Shaakh E Barhana Khizan Ke Rut Mein Kabhi
Khud Apnay Jisam Ko Bay Barg O Baar Karna Hai
Tairay Firaaq Mein Din Kiss Tarhaan Kattain Apnay
Keh Shughal E Shab Tu Sitaray Shumaar Karna Hai
Chaloo Yeah Ashak Hee Moti Samajh Kay Baich Ayain
Kissi Tarhaan Tu Humain Rooz'gaar Karna Hai
Kabhi Tu Dil Mein Chupay Zakham Bhi Numayaan Hoon
Qaba Samajh Kay Badan Taar Taar Karna Hai
Khuda Khabar Yeah Koi Zid Keh Shouq Hai Mohsin
Khud Apni Jaan Kay Dushman Say Payaar Karna Hai
Adil Iftikhar
Copy
Load More
Famous Poets
Mirza Ghalib
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
Faiz Ahmed Faiz
Munir Niazi
Jaun Elia
Gulzar
Tahzeeb Hafi
Ali Zaryoun
View More Poets