✕
Poetry
Famous Poets
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
More Poets
Poetry Categories
Love Poetry
Sad Poetry
Friendship Poetry
Islamic Poetry
Punjabi Poetry
More Categories
Poetry SMS
Poetry Images
Tags
Poetry Videos
Featured Poets
Post your Poetry
News
Business
Mobile
Articles
Islam
Names
Health
Shop
More
WOMEN
AUTOS
ENews
Recipes
Poetries
Results
Videos
Directory
Photos
Business & Finance
Education News
Add Poetry
Home
LOVE POETRY
SAD POETRY
FAMOUS POETS
POETRY IMAGES
POETRY VIDEOS
NEWS
ARTICLES
MORE ON POETRY
Home
Urdu Poetry
Featured Poets
Afshan Rahman
Search
Add Poetry
Poetries by Afshan Rahman
Birthday
Mondays child is fair of face
Tuesday child is full of grace
Wednesday child is full of woe
Thursday child has far to go
Fridays child is loving and giving
Saturday child works so hard for living
But the child that is born on Sunday
is fair and wise and good every day
Afshan Rahman
Copy
Love
My love is a day
The day you came to my way
I found no words to say
Just how I felt inside
I show you but I could not hide
Some day some where you said
you love me And walked into my life
Afshan Rahman
Copy
Tere Hi Naam Se Hotee Hay Ibtada Meree
Tere Hi Naam Se Hotee Hay Ibtada Meree
Nahi Bager Tere Koee Inteha Meree
Too Mera Rub Hay Meree Aas Hay Meree Umeed
Her Ek Zarra Mein Hotee Hay Mujh Ko Teree Deed
Yeh Rung Berung Manazer Ye Khush Nooee Sub
Gawahi Detee Hay Khalqat Teree Khudaee Sub
Tere Hi Husn Ka Her Pertoo Hay Ye Haseen Dunya
Tera Azeem Taqayul Hay Mah Jabeen Dunya
Meree Subah Bhi Tere Naam Se Mehektee Hay
Meree Her Shaam Tere Naam Se Hi Dhaltee Hay
Usee Jahaan Mein Maza Agaya Jannet Ka
Ye Samer Hay Teree Janib Se Her Ibadet Ka
Too Aae Dene Pe Phir Kon Rok Sekta Hay
Too Jo Chahe To Khazan Mein Bhi Gul Mehekta Hay
Qadem Qadem Pe Ujalla Hay Teree Rehmat Ka
Atta Kia Too Ne Ehsas Her Mohabbet Ka
Jo Humd Likh Sakoon Teree 'Teree Inayyat Hay
Meree To Hasel Dunya Teree Ebadet Hay
Her Ek Saans Loon Afshan Mein Allah Keh Lia
Wojood Mera Fanna Ho Usee Wafa Keh Lia
Afshan Rahman
Copy
Mere Mola Karem Ho Karem
Mere Mola Karem Ho Karem
Tum Se Feryaad Kerte Hein Hum
Yeh Zameen Or Ye Aasmaan
Tere Qabze Mein Hein Do Jahan
Sub Per Too Hi To Hay Meherbaan
Too Hi Sunta Hay Sub Ki Sadaa
Too Hi Rakhta Hay Sub Ka Bharrum
Mere Mola Karem Ho Karem
Bekason Ko Sahara Mile Doobteon Ko Kinara Mile
Ser Se Toofaan Jo Hay Dhale
Too Kare Jo Meherbaaniaan Door Ho Jaen Her Ek Ghum
Mere Mola Kerem Ho Karem
Kahan Jaaenge Tere Der Ke Siwa Mola
Is Dunya Per Ker Ek Karem Damen Kahan
Phelaen Mola Tere Der Ke Siwa Mola Kahan Jaaen Hum
Mere Mola Karem Ho Karem
Tum Se Feryaad Kerte Hein Hum
Afshan Rahman
Copy
Miltaa Hay Kia Namaz Mein
Munker Nakeer Qaber Mein Poochen Gen Jub Hisaab
Detee Hay Namaz Her Chees Ka Jawab
Mittaa Jaega Sub Qaber Ka Aazab
Is Waqt Too Namaz Mein Dil Laga Ker Dekh
Miltaa Hay Kia Namaz Mein Sijde Mein Jaake Dekh
Allah Ke Hazoor Mein Ser Ko Jhuka Ker Dekh
Miltaa Hay Kiaa Namaz Mein Sejde Mein Jaaker Dekh
Is Rub Zul Jalaal Ki Merzee Namaz Hay
Beqshish Ki Or Nijaat Ki Seeree Namaz Hay
Derwaza Behesht Ki Kunjee Namaz Hay
Sub Kuch Milega Tujh Ko Namazee Bun Ker Dekh
Allah Ke Hazoor Mein Ser Ko Jhuka Ker Dekh
Miltaa Hay Kia Namaz Mein Sijdah Mein Jaker Dekh
Woh Rub Alameen Hay Wohi Mukhtaar Hay
Rehmaan Hay Raheem Hay Gafaar Hay Wohi
Beshuk Teree Namaaz Ka Huqdaar Hay Wohi
Naraz Na Hojae Woh Bande Khada Yeh Dekh
Miltaa Hay Kiaa Namaz Mein Sijdah Mein Jaake Dekh
Allah Ke Hazoor Mein Ser Ko Jhuka Ke Dekh Miltaa Hay
Kiaa Namaz Mein Sijdah Mein Jaake Dekh
Afshan Rahman
Copy
Udas
Mein Oos Keh Saare Rawayoon Per Moterez Hotee
Meree Terha Se Mager Thaa Dukha Hoowa Wo Bhi
Mein Oos Ki Khoj Mein Deewana Waar Phirtee Rahee
Isee Lagan Se Kabhi Mujh Ko Dhontaa Hay Woh Bhi
Afshan Rahman
Copy
Load More
Famous Poets
Mirza Ghalib
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
Faiz Ahmed Faiz
Munir Niazi
Jaun Elia
Gulzar
Tahzeeb Hafi
Ali Zaryoun
View More Poets