✕
Poetry
Famous Poets
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
More Poets
Poetry Categories
Love Poetry
Sad Poetry
Friendship Poetry
Islamic Poetry
Punjabi Poetry
More Categories
Poetry SMS
Poetry Images
Tags
Poetry Videos
Featured Poets
Post your Poetry
News
Business
Mobile
Articles
Islam
Names
Health
Shop
More
WOMEN
AUTOS
ENews
Recipes
Poetries
Results
Videos
Directory
Photos
Business & Finance
Education News
Add Poetry
Home
LOVE POETRY
SAD POETRY
FAMOUS POETS
POETRY IMAGES
POETRY VIDEOS
NEWS
ARTICLES
MORE ON POETRY
Home
Urdu Poetry
Featured Poets
Aftab Anwar Sanwal
Search
Add Poetry
Poetries by Aftab Anwar Sanwal
Door Ja Rha Ha Koi
Bhut Qarib Aa Kar Door Ja Raha Hai Koi
Mujh Ko Apna Bana Kar Ja Raha Hai Koi
4 Din Ki Zindagi Hai Phir Lout K Jana Hai
Qyon Mujh Ko Behad Sata Raha Hai Koi
Mere Hisse Ki Zindagi Bhi Us K Nam Kar De
Duaon Ma Ro Ro K Hath Utha Rha Hai Koi
Zindagi Ma Kabi Bhi Hum Juda Na Hon Ge
Wo WadeWo Qasmein Bhula Raha Hai Koi
Wo Hath Jin Se Hamesha Duaen Mangein Then
Aj Unhein Hathon Se Mayyat Utha Rha Hai Koi
Bhut Jee Chuke Ho Ab Araam Kar Lo Sanwal
Mout Ka Paighaam Le Kar Bula Rha Hai Koi
Aftab Anwar Sanwal
Copy
Dil Ne Dhadkna Chor Dia
Pani Ki Lehron Pe Nam Likhna Chor Dia
Sahil Ki Rair Pe Ghar Banana Chor Dia
Itna Cha Kr B Wo Mera Na Ho Saka
Had Se Zayada Usko Chahna Chor Dia
Sapno Ma Rehne Wale Haqeqat Ma Ni Milte
Dil Ne Sapno K Mahal Banana Chor Dia
Ro Ro K Ye Ankhen Sokh Gayi Han
In Ankhon Ne B Ab Rona Chor Dia
Bina Usk Ma Kaise Ji Paon Ga Dost
Ye Soch K Dil Ne Dhadkna Chor Dia
Usko Khabr He Na Hui Mere Jane Ki Sanwal
Kaise Chupke Se Hum Ne Zamana Chor Dia
Aftab Anwar Sanwal
Copy
Sirf Khuda Yaad Nahi
Hum Kon Hain Kia Hain Baa Khuda Yaad Nahin
Apnay Aslaaf Ki Koi Bhi Adda Yaad Nahin
Hain Agar Yaad To Kafir K Taranay He Bass
Hai Nahin Yaad To Masjid Ki Sada Yaad Nahin
Bint-E-Hawwa Ko Nachatay Hain Sar-E-Mehfil Hum
Kitnay Sung Dil Hain K Rasm-E-Haya Yaad Nahin
Aaj Apni Zillat Ka Sabab Ye He Hai Shayad
Sub Kuch Hai Yaad Magar, Sirf KHUDA Yaad Nahi
aftab anwar sanwal
Copy
Door Ja Rah Koi
Bhut Qareeb Aa Kar Door Ja Raha Hai Koi
Dosti Ka Hath Mila Kar Door Ja Rha Hai Koi
Char Din Ki Zindagi Hai Phir Wapis Jana Hai
Phir Q Mujh Ko Behad Sata Raha Hai Koi
Mere Hisse Ki Zindagi Bhi Us K Naam Kar De
Baargah E Elahi Mai Hath Utha Rha Hai Koi
Zindagi Bhar Kabi Bhi Hum Juda Na Hon Ge
Wo Waade,Wo Qasmein Bhula Raha Hai Koi
Wo Hath Jin Se Hameesha Duaein Mangein Thein
Aj Unhein Hathon K Sath Mayyat Saja Rha Hai Koi
Bhut Jee Chuke Ho Ab Araam Kar Lo Sanwal
Mout Ka Paighaam Le Kar Bula Rha Hai Koi
Aftab Anwar Sanwal
Copy
Wafa Nahi Hoti
Dost Tu Bhut Hain Magar Wafa Nahi Hoti
Har Gire Howe Ghonghat Mai Hiya Nahi Hoti
Apni Ana Ko Har Cheez Pe Qurban Kar Dete Han
Magar Dosti Se Piyarri Ana Nahi Hoti
Us K Har Sitam Ko Hans K Seh Lete Han
Jo Dost Sitam De Wo Saza Nahi Hoti
Har Dard Ka Ellaj Majud Hai Is Dunia Mai
Lekin Jo Dost Zakham De Uski Dawa Nahi Hoti
Dil Or Aayene Mai Farq Sirf Itna Sa Hai
Jab Dil Toote Tu Us Ki Sada Nahi Hoti
Sanwal Heewanon Se B Bad Tar Hai Wo Insaan
Jis Mai Apne Doston K Liye Wafa Nahi Hoti
Aftab Anwar Sanwal
Copy
Waqt Nahi
Har Khushi Hai Logon Ke Daman Mein
Par Ek Hansi Ke Liye Waqt Nahi
Din-Raat Dhundhti Duniya Mein
Zindagi Ke Liye Waqt Nahi
Maa Ki Loree Ka Ehsas Toh Hai
Par Maa Ko Maa Kahne Ka Waqt Nahi
Saare Rishton Ko Toh Hum Maar Chuke
Ab Unhe Dafnane Ka Bhi Waqt Nahi
Gairon Ki Kya Baat Karein
Jab Apno Ke Liye Hi Waqt Nahi
Aankhon Mein Hai Neend Bari
Par Sone Ke Liye Waqt Nahi
Dil Hai Ghamon Se Bhara Hua
Par Rone Ko Bhi Waqt Nahi
Paiso Ki Daur Mein Aise Daure
K Thakne Ka Bhi Waqt Nahi
Paraye Ehsano Ki Kya Kadar Karein
Jab Apne Sapno Ke Liye Hi Waqt Nahi
Tu Hi Bata Ae Zindagi Iss Zindagi Ka Kya Hoga
K Har Pal Marne Waalon Ko Jeene Ke Liye Waqt Nahi
Aftab Anwar Sanwal
Copy
Tum Sirf Mere Ho
Meri Zindagi Ko Barbad Kar K Wo Pachtaya Q
Na Thi Mujh Se Mohabat Tu Meri Zindagi Mai Aaya Q
Cheen K Hr Kushi, Kush Rehne Ka Keh Gia
Wo Tha Mera Ghumgusaar Tu Phir Mujhe Roolaya Q
Sari Raat Us K Aane Ki Umeed Mai Guzar Jati
Tum Ne Nhen Aana Tha Tu Phir Mujhe Tarpaya Q
Tumhari Dosti Mai Har Ek Ko Beegana Samjhne Lage
Tum Sirf Mere Ho Ye Mujhe Bataya Q
Zindagi Tu Unhi Tumhare Dukh Sahne Mai Basar Hoi
Mai Tha Ek Khiloona Tu Phir Mujhe Aazmaya Q
Mujhe Dukh De K Wo Hamesha Kush Rehte Thy
Mai Thera Paraya Tu Phir Muj Ko Sataya Q
Heerat Hai "Sanwal"Mere Marne Ka Sun K Wo B Chal Basa
Gar Tha Mera Parwana Tu Phir Mujko Jhuttlaya Q
Aftab Anwar Sanwal
Copy
Bewafaa
Hm Tu Intikhaab Karte Karte Mar Jaein Ge Faraz
Koi Tu Aaye Meri Zindagi Mai Jo Bewafaa Na Ho
Aftab Anwar Sanwal
Copy
Ehsas
Tere Jane K Bad B Ye Ehsaas Hai
Tu Gia Nahi Abhi B Mere Pass Hai
Tu Chala Gia Hai Phir B Teri Yaad Aati Hai
Lagta Hai Teri Yad Se Kuch Rishta Khas Hai
Rona Chahon Tu B Aansu Nahi Aate Hain
Aankhon Mai B Tujhe Dekhne Kii Payas Hai
Tere Bad Kuch B Acha Nahi Lagta Hai
Ye Dil B Teri Yaad Mai Bohut Udaas Hai
Wo Kehta Hai K Hameesha Kush Raha Karo
Kaise Kush Rahon Jab Dil Hii Us Ke Pass Hai
Mere Bad Wo Pata Nahi Kaise Rahe Ga Sanwal
Marne B Nahi Deeta Najane Ye Kaisa Ehsaas Hai
Aftab Anwar Sanwal
Copy
Zawal
Phool Khil Jaein Tu Us Shakas Se Kam Milna Mohsin
Aise Mosam Mai Hee Mohabbat Pe Zawaal Aata Hai
Aftab Anwar Sanwal
Copy
بے وفا
Wo Bewfaa Na Tha Yunhii Badnaam Ho Gia Mohsin
Hazaron Thay Chahne Waale Kis Kis Se Wafa Karta
Aftab Anwar Sanwal
Copy
Khof
Kitna Khof Hota Hai Sham K Andheron Mai Mohsin
Pooch Un Prindoon Se Jin K Ghar Nahi Hote
Aftab Anwar Sanwal
Copy
Pyaar Nahi Karna
Dard Jitna B Mila Ho Kabhi Uska Izhaar Nahi Karna
Kisi Se Kabhi B Zikre Mohabat Sarr E Bazar Nahi Karna
Jis Ko Tum Chahte Ho Us K Chahne Se Kia Matlab
Jo Tumhein Pyaar De Usse Kabhi B Inkaar Nahi Karna
Chahe Barbad Ho Jao Chahe Khak Mai Mil Jao Magar
Apne Chahne Wale Ko Kabhi B Shramsaar Nahi Karna
Ye Dunia Tu Musafir Khana Hai Hr Kisi Ko Lout K Jana Hai
Tanha Chood K Jane Walon Ka Kabhi B Intizaar Nahi Karna
Doolat K Chakar Mai Bhai Bhai Ka Khoon Kar Raha Hai
Bheadion Ki Is Dunia Mai Hr Kisi Pe Itbaar Nahi Karna
Har Koi Pyaar Ka Daawedar Hai Magr Manzil Nahi Milti
Yaad Rakhna Sanwal Kabhi Bhool K B Pyaar Nahi Karna
Aftab Anwar Sanwal
Copy
Mujhe Tum Se Mohabat Hai
Wo Ek Masoom Si Shakal Thi
Jis K Bina Mai Adhoora Tha
Wo Jo Meri Rag Rag Mai Basi Thi
Lekin Mai Izhaare Mohabat Na Kar Saka
Darta Tha K Khein Wo
Gusse Mai Aa K Milna Choor De
Meri Mohabat Ko Neelam Kar De
Khein Wo Badnam Na Ho Jaye
Mai Chup Raha
Phir Wo Kisi Or Ki Ho Gaye
Mai Khamoosh Khara
Apni Barbadi Ka Tamasha Dekhta Raha
Apni Kismat Ko Koosta Raha
Us Din Se Aj Tak
Mai Cheen Se Nahen So Saka
Q K Mai Usk Bina Adhoora Hon
Har Pal Ab Tu Yehi Soochta Hon
Kash K Wo Lout Aaye
Mai Ek Bar Us Se Ye Keh Sakoon
Mujhe Tum Se Mohabat Hai
Mujhe Tum Se Mohabat Hai
Aftab Anwar Sanwal
Copy
Judai
Zindagi Mai Jitne B Dukh Mile Howe Thy
Ye Sab Tumhare He Diye Howe Thy
Barha Kha Tha K Itna Zulam Acha Nhen
Hum Kab Se Tumhari Judai Sahe Howe Thy
Tum Ko Dekh Lein Tu Youn Mehsoos Hota Hai
Jaise Tumhari Banhon Mai Soye Howe Thy
Tum Na Milo Tu Rat Youn Guzarti Hai
Jaise Kanton K Bister Pe Soye Howe Thy
Logon Ne Tu Bhut Samjaya Tha Mujhe Lekin
Mohabbat Mai Doonow Jahan Samooye Howe Thy
Tum Ne Tu Ab Apni Rawash Badal Lei Hai
Kia Faida Hum Tu Khak Mai Soye Howe Thy
Zindagi Ne Kab Hamara Sath Choor Diya ''Sanwal''
Hum Tu Teri Chahat Mai Is Qadar Khowe Howe Thy
Aftab Anwar Sanwal
Copy
Kuch Dair Or Ruck Jao
Abhi Tu Bhut Zindagi Hai Bitani Kuch Dair Or Ruck Jao
Tumhein Apni Rodad E Hayat Hai Sunani Kuch Dair Or Ruck Jao
Tujh Ko Pane K Liye Mai Ne Kia Kia Sitam Uthaye Han
Meri Khani Hai Abhi Baqi Kuch Dair Or Ruck Jao
Tum Tu There Paraye Tumhein Kia Mere Halat Ki Khabar
Sub Kuch Sunana Hai Apni Zabani Kuch Dair Or Ruck Jao
Tumhari Mohabat Ne Mujh Ko Apnon Se Juda Kar Dia Hai
Bas Yehi Hai Tumhari Nishani Kuch Dair Or Ruck Jao
Tum Tu Meri Mohabat Ka Daawa Kar K Kisi Or K Ho Gaye Ho
Tum Ne Ki Hai Mere Sath Beemani Kuch Dair Or Ruck Jao
Tum Ne Tu Kaha Tha K Marte Dam Tak Mera Sath Do Ge
Sanwal Abhi Meri Jaan Hai Jani Kuch Dair Or Ruck Jao
Aftab Anwar Sanwal
Copy
Yaad
In Ajnabi Raston Pe Mai Kho Gia Hon
Jab Se Teri Yad Mai Mehv Ho Gia Hon
Wadha Kar K Agar Na Aya Tu Kia Howa
Is Dil Mai Teri Yad Ko Tu Smow Gia Hon
Uski Judai Mujko Har Waqt Roolati Rehti Hai
Mai Khud Ko Apne Hi Ansoon Mai Dabu Gia Hon
Us Ne Itne Gham Diye Han K Aise Lagta Hai
Waqt Se Pehle Hi Mout Ki Neend Soo Gia Hon
Us K Beghair Zindagi Ka Safar Katte Ga Kaise
Itna Sooch K Hi Apni Palkon Ko Bhigo Gia Hon
Mai Bewafaa Tha Ya Us Mai Wafa Na Thi Sanwal
Inhii Soochon Main Hii Ab Tu Mai Kho Gia Honn
Aftab Anwar Sanwal
Copy
Parwanoow Se Mohabat Bhut Hai
Suna Hai Us Ko Parwanoow Se Mohabat Bhut Hai
Toot K Chahne Walon Se Use Aqeedat Bhut Hai
Wo Kehte Han Hamein Un Se Mohabat Nhen Hai
Koi Bataye Unhein Unki Ki Ebaadat Bhut Hai
Bar Bar Thokar Khaie Lekin Phir B Sanbhal Gaaye
Pyar K Dushmanow Ne Ki Mujhe Malamat Bhut Hai
Hum Tu Deewane Thy Is Liye Sar E Bazar Bik Gaye
Unhon Ne Tu Ki Mere Pyaar Ki Tijarat Bhut Hai
Usko Chaha Tu Bhut Magar Hasil Na Kar Saka
Usko Paane Ki Mai Ne Ki Reeazat Bhut Hai
Mera Pyar Sacha Hai Is Mai Koi Dekhawa Nhen
Agar Azma Sako Tu Is Mai Sadaqat Bhut Hai
Zindagi Mai Kabhi B Kisi Ko Dil Na Dena Phir Pachtao Ge
Aqal Walon Ne Tu Sanwal Mujhko Ki Naseehat Bhut Hai
aftab anwar sanwal
Copy
Wafaa Na Hoti
Kash K Kabhi Mohabbat Ki Saza Na Hoti
Kash K Kabhi Zindagi Be Wafaa Na Hoti
Chooti Chooti Baat Pe Larne Lag Jate Hain
Kash K Kabhi Insaan Mai Itni Ana Na Hoti
Cheer K Nikle Jo Mazloom K Seene Se
Kash K Kabhi B Aisi Koi Sada Na Hoti
Gira K Rakh De Jo Ghareeb K Aashyne Ko
Kash K Kabhi B Aisi Teez Hawa Na Hoti
Cheen K Sahara Doosron Ka Jo Kush Rehte Hain
Kash K Kabhi Un Ko Koi Khushi B Ata Na Hoti
Karte Han Ham Jis Khata Se Bar Bar Tooba,
Kash K Kabhi Humse Phir Wo Khata Na Hoti
Tumhein Itni Mobahat De K Tumhara Daman Bhar Dia
Kash K Kabhi B Mohabat Ki Koi Inteha Na Hoti
Hum Bawafaa Thy Is Liye Thukra Dia Sanwal
Kash K Kabhi Hum Main Wafaa Na Hoti
Aftab Anwar Sanwal
Copy
Load More
Famous Poets
Mirza Ghalib
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
Faiz Ahmed Faiz
Munir Niazi
Jaun Elia
Gulzar
Tahzeeb Hafi
Ali Zaryoun
View More Poets