Poetries by Ahmed Arif
Tujhi Ko Jo Yan Jalwa Farma Na Dekha Tujhi Ko Jo Yan Jalwa Farma Na Dekha
Barabar Hai Duniya Ko Dekha Na Dekha
Mera Guncha-E-Dil Hai Woh Dil-Girifta
K Jis Ko Kaso Ne Kabhi Wa Na Dekha
Aziat, Musibat, Malamat, Balayen
Tere Ishq Main Ham Ne Kya Kya Na Dekha
Kiya Mujh Ko Dagon Sarw-E-Chiragan
Kabho Tu Ne Akar Tamasha Na Dekha
Tagaful Ne Tere Ye Kuch Din Dikhaye
Idhar Tu Ne Lekin Na Dekha, Na Dekha
Hijab-E-Rukh-E-Yar The Ap Hi Ham
Khuli Ankh Jab, Koi Parda Na Dekha
Shab-O-Roz Aye “Dard” Darapai Hun Us Ke
Kaso Ne Jise Yan Samjha Na Dekha
Danish Afzal
Barabar Hai Duniya Ko Dekha Na Dekha
Mera Guncha-E-Dil Hai Woh Dil-Girifta
K Jis Ko Kaso Ne Kabhi Wa Na Dekha
Aziat, Musibat, Malamat, Balayen
Tere Ishq Main Ham Ne Kya Kya Na Dekha
Kiya Mujh Ko Dagon Sarw-E-Chiragan
Kabho Tu Ne Akar Tamasha Na Dekha
Tagaful Ne Tere Ye Kuch Din Dikhaye
Idhar Tu Ne Lekin Na Dekha, Na Dekha
Hijab-E-Rukh-E-Yar The Ap Hi Ham
Khuli Ankh Jab, Koi Parda Na Dekha
Shab-O-Roz Aye “Dard” Darapai Hun Us Ke
Kaso Ne Jise Yan Samjha Na Dekha
Danish Afzal
Zinda Rahen To Kya Hai Jo Mar Zinda Rahen To Kya Hai Jo Mar Jayen Ham To Kya
Duniya Main Khamoshi Se Guzar Jayen Ham To Kya
Hasti Hi Apni Kya Hai Zamane K Samne
Ek Khwab Hain Jahan Main Bikhar Jayen Ham To Kya
Ab Kaun Muntazir Hai Hamare Liye Wahan
Sham A Gai Hai Laut K Ghar Jayen Ham To Kya
Dil Ki Khalish To Sath Rahegi Tamam Umr
Dariya-E-Gam K Par Utar Jayen Ham To Kya
Danish Afzal
Duniya Main Khamoshi Se Guzar Jayen Ham To Kya
Hasti Hi Apni Kya Hai Zamane K Samne
Ek Khwab Hain Jahan Main Bikhar Jayen Ham To Kya
Ab Kaun Muntazir Hai Hamare Liye Wahan
Sham A Gai Hai Laut K Ghar Jayen Ham To Kya
Dil Ki Khalish To Sath Rahegi Tamam Umr
Dariya-E-Gam K Par Utar Jayen Ham To Kya
Danish Afzal
Akhiri Tis Azamane Ko Akhiri Tis Azamane Ko
Ji To Chaha Tha Muskurane Ko
Yad Itni Bhi Sakht Jan To Nahin
Ik Gharaunda Raha Hai Dahane Ko
Sangrezon Main Dhal Gaye Ansu
Log Hansate Rahe Dikhane Ko
Zakhm-E-Nagma Bhi Lau To Deta Hai
Ik Diya Rah Gaya Jalane Ko
Jalane Vale To Jal Bujhe Akhir
Kaun Deta Khabar Zamane Ko
Kitne Majbur Ho Gaye Honge
Ankahi Bat Munh Pe Lane Ko
Khul Ke Hansana To Sab Ko Ata Hai
Log Tarasate Rahe Ik Bahane Ko
Reza Reza Bikhar Gaya Insan
Dil Ki Viraniyan Jatane Ko
Hasraton Ki Panahgahon Main
Kya Thikane Hain Sar Chhupane Ko
Hath Kanton Se Kar Liye Zakhmi
Phul Balon Main Ik Sajane Ko
As Ki Bat Ho Ki Sans ‘Ada’
Ye Khilaune Hain Tut Jane Ko Ahmed Arif
Ji To Chaha Tha Muskurane Ko
Yad Itni Bhi Sakht Jan To Nahin
Ik Gharaunda Raha Hai Dahane Ko
Sangrezon Main Dhal Gaye Ansu
Log Hansate Rahe Dikhane Ko
Zakhm-E-Nagma Bhi Lau To Deta Hai
Ik Diya Rah Gaya Jalane Ko
Jalane Vale To Jal Bujhe Akhir
Kaun Deta Khabar Zamane Ko
Kitne Majbur Ho Gaye Honge
Ankahi Bat Munh Pe Lane Ko
Khul Ke Hansana To Sab Ko Ata Hai
Log Tarasate Rahe Ik Bahane Ko
Reza Reza Bikhar Gaya Insan
Dil Ki Viraniyan Jatane Ko
Hasraton Ki Panahgahon Main
Kya Thikane Hain Sar Chhupane Ko
Hath Kanton Se Kar Liye Zakhmi
Phul Balon Main Ik Sajane Ko
As Ki Bat Ho Ki Sans ‘Ada’
Ye Khilaune Hain Tut Jane Ko Ahmed Arif