Ali Ke Sath Hai Zehra Ki Shadi Lyrics
Poet: Hassan By: Hassan, CharsaddaAli K Sath Hai Zahra Ki Shadi Sabh Khush Hain Khudai Bhi Khuda Bhi Larka Hai Khuda K Ghr Ka Larki Hai Nabi K Ghr Ki Wo Arzo Sama Ka Malik Ye Malkaye Bahro Br Ki Zamee Rqsa Hai Rqsa Asma Bh Haidar Hain Kule Eema Or Kule Asmt Zahra Us Sr Pe Wafa Ka Sehra Is Sr Pe Haya Ka Sehra Wo Shehzada Hai Or Ye Shehzadi Kheti Ne Bachaya Sbza Sooraj Ne Ujaly Bante Khud Daste Khuda Ne Shab K Anchal Pe Sitare Tanke Huwi Rangi Jo Thiii Tasweer Sadi Bola Ye Khuda Har Janib Rahmt Ki Ghata Brsay Gi Jo Bughz Se Bnjar Hogi B’s Wohi Zamee Tarse Gi Utho Jibrail Ye Kr Do Manadi Barat Chali Haidar Ki Rahmat K Saye Saye Barat K Agay Agay Quran Qaseede Gaye Saray Chale Bn Kr Barati Tohfe Mai Milay Mai Kese Unhe Kosar Or Jannat Ko Ye Sara Namak Or Paani Haq Mehar Mila Zahra Ko Salami Mai Mili Marzi Khuda Ki Qudrat Ki Taraf Se Inko Abh Tohfe Or Milenge Kal Inky Hasee Angan Mai Wo Asli Phool Khilenge Hasee Shajre Jinhe Denge Salami Ab Chahe Koi Bharky Ab Chahy Koi Tarpy Ab Meri Bala Se Chahe Marjaye Koi Jal Jal K Khushi Ki Bat Thiii Mai Ne Suna Di Kese Ho Baya Wo Manzar Jb Khatam Huwi Sb Rasmai Konen Ki Har Shay Gohar Kehti Thi Kha Kr Qasmai Mubarak Hai Mubarak Hai Ye Shadi