Jo Aqal Unki Meraj Ko Pa Ske
To Phir Meraj Iss Ko Aqal Ki Kahain
Pr Khird Ki Itni Kahaan Intiha
Un K Talwoon Ko Ankhoon Ne Jo Chho Lia
Iss Pe Qismat Pe Naz Hum Ne Itna Kia
Me Kahan Aur Mery Issiaan Kahan
Bholy Aisy K Jesy Wo Thy Sb Gumaan
Apni Qismat Pe Heran Hota To Kia
Un K Talwoon Ki Azmat Ko Takta Rha
Phir Bhi Chho Na Ska Wo Ha`D Mera Herat Kda
Aur Khird Ki Bhi Itni Kahan Intiha
Wo Kahan Aur Mujh Sa Aajiz Kahan
Jin Ki Azmat Ko To Sirf Jany Khuda
Aqal K Goshy Goshy Se Ye Hi Su`Nein
“Jo Aqal Unki Meraj Ko Pa Ske
To Phir Meraj Iss Ko Aqal Ki Kahein”