Add Poetry

Asha`ar

Poet: RIDA AMANAT By: RIDA AMANAT, khanewal

Sitary Jo Qismt K Chamky Hovy Hain
Jnab-E-Muhammad K Sadqy Hovy Hain

Asbab-E-Takhleeq Qonain Jo Hain
Dua-E-Khalili Me Simty Hovy Hain
*****************
Jo Na Hogi Nazar-E-Karam Teri
Mughy Jeena Bhi To Mahal Hai

‘‘Teri Ik Nazr Ki Bat Hai
Mri Zindagi Ka Swal Hai’’
****************
Kaaty Thay Hath Husn-E-Yosaf Pe Zan Ne
Kaha Aysha Ne Jo Dekhein Nabi Ko
To Dil Cheer Leteen Husn Dekh Kr Wo
K Husn Ye Mery Nabi Ka Hai
****************
Tishngi Jmal-E-Yar Ki Kuch Aurbhi Bari
Ye Nazar Un K Na`Laen-E-Mubark Pejb Pari
****************
Mangny Kul Aalm Tery Dar Pe Chla Ata Hai
Bha Gia Hai Jahaan Ko Ye Dastor-E-Ata Tera
****************
Mri Khata`Oon Pe Dar Guzr Me Teri Ata`Een Na Kam Hovein Pr
Teri Ata`Een Smaetny Me Mera Hi Daaman To Km Hova Hai
****************
Nabi Pe Mr Mit Jany Waly Islam K Khalis Sheda Thay
Pr Ab Muslim Qome Ye Sary Haq-E-Mohabat Bhol Gai
Islam To Zinda Hai Ab Bhi Zehnoon Me Pr Aisy K
Phol To Dekha Yaad Rha Khoshboo Hi Bs Bhol Gai
****************
Arz Ki Ae Khuda Dekhoon Tujy Hai Hai Iltija Meri
Jwab Aya K Ae Mosa Sahy Ga Na Jhalk Meri
Aye Ga Dekhny Wala Ik Aa Kr Mugh Ko Dekhy Ga

Rate it:
Views: 393
17 Mar, 2012
More Religious Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets