✕
Poetry
Famous Poets
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
More Poets
Poetry Categories
Love Poetry
Sad Poetry
Friendship Poetry
Islamic Poetry
Punjabi Poetry
More Categories
Poetry SMS
Poetry Images
Tags
Poetry Videos
Featured Poets
Post your Poetry
News
Business
Mobile
Articles
Islam
Names
Health
Shop
More
WOMEN
AUTOS
ENews
Recipes
Poetries
Results
Videos
Directory
Photos
Business & Finance
Education News
Add Poetry
Home
LOVE POETRY
SAD POETRY
FAMOUS POETS
POETRY IMAGES
POETRY VIDEOS
NEWS
ARTICLES
MORE ON POETRY
Home
Urdu Poetry
Featured Poets
ASIF SULTAN AAH
Search
Add Poetry
Poetries by ASIF SULTAN AAH
ab Koi Wajud Na Tha
Jab Koi Wajud Na Tha Kisi Rooh Ka Arash Par
Us Waqt Malik-E-Kul Ne Banaya Rasul Ko
Kitne Rasul Guzre Un Se Qabal Farsh Par
Lekin Sardar-E-Anmbya Banaya Rasul Ko
Phr Deedar Ki Talab Main Khud Khalq-E-Haqeeqi
Sab Se Alag Meraj Pe Bulaya Rasul Ko
Jahan Main Un Ki Zaat Sadiq-O-Ameen Thehri
Har Zee K Dil Main Awal Basaya Rasul Ko
Jab Zindagi Se Majbur Ho Kar Gira Aah
Tareek Dil Main Roshni Se Racahaya Rasul Ko
ASIF SULTAN AAH
Copy
HAMD
Ae Zat-E-Bari Taala Tughe Kia Se Kia Kahoon
Har Shae Ko Us K Rang Main Banaya Hai Teri Zaat Ne
Har Phool Main Mehek ,Yeh Gulon Ka Muskarana
Parindon Ko Chehchahana Bhe Sikhaya Hai Teri Zaat Ne
Jahan Dunya K Rishton Ne Sab Naton Ko Masal Dia
Wahan Par Bhe Saath Ae Khuda Nibhaya Hai Teri Zaat Ne
Har Nafs Zindagi Main Bhatakta Tha Darbadar
Sab Ko Sirat-E-Mustaqeem Dikhaya Hai Teri Zaat Ne
Jahan Lajawab Tha Har Zee ,Jahan So Rahe The Har Saans
Yunus Ko Shikam-E-Mahe Main Bachaya Hai Teri Zaat Ne
Be Kaso Lachar Aah Yeh Gunahon K Hain Anbaar
Phr Bhe Maafi Yeh Neam Ka Bagh Lagaya Hai Teri Zaat Ne
ASIF SULTAN AAH
Copy
زندگی چند خیالوں میں مد ہو ش تھی
زندگی چند خیالوں میں مد ہو ش تھی
زند گی پھر حسیں اور بے دو ش تھی
ہر کسی کو گلے سے لگا تا تھا میں
اور سبھی کو محبت سکھا تا تھا میں
زند گی میر ی پر کیف و مسحور تھی
عشق و د ل لگی مجھ سے کو سوں دورتھی
عشق سے دور رکھتا تھا ہر ایک کو
دل لگی سے ہٹا تا تھا ہر ایک کو
مگر تم نےشا ید سنی ہو پہیلی
محبت کی بازی جس نے بھی کھیلی
نہ اس کا رہا کوئی ساتھی نہ بیلی
دکھوں کی چلی اس کے ساتھ ریلی
آ ہ پہ بھی کچھ ایسی قیامت تھی ٹو ٹی
کہ سب ناطے رشتے اور دنیا تھی رو ٹھی
محبت کا آغاز لب سے ہوا تھا
انجام دکھ غم کی شب سے ہوا تھا
کچھ وہ بھی کتراتے تھے حالات سے
کچھ ہم بھی گبھرا تے تھے جز با ت سے
اب تو گن گن کے تاروں کو کٹتی ہیں راتیں
اور رلا جا تی ہیں اس کی وفا والی باتیں
اب تو مو سم بھی دل کو لبھا تے نہں
باغ چاھت کا دل میں لگاتے نہیں
اب تو اک آس ہے ذات باری تعا لی
بچالے سبھی کو بلا سے با ری تعا لی
ASIF SULTAN AAH
Copy
اگر ہو گی جنت میں تجھ سے ملا قات
اگر ہو گی جنت میں تجھ سے ملا قات
وہاں پر بھی ہو گی محبت کی بات
کا لج کو جاتے ہو ے دن میں اکثر
تیر ے گیسو ں سے چھا جاتی رات
ابھی خزاں کے زخموں سے ہوں چور
سنا ہے کہ پھر آ رہی ہے بر سا ت
خیالو ں میں تیرے کچھ یوں ہوں سمایا
جیسے نہیں ہے مو جو د اپنی ذات
آہ کی زیست بڑی پر کیف گز ر جا تی ہے
جب بھی تھا موں تم چپکے سے میرا ہاتھ
ASIF SULTAN AAH
Copy
HAMSAFAR
Jab Bhe Chalte Hain Mere Sath Woh Do Char Qadam
Ik Zamana Sa Hua Jata Hai Ham Se Barham
Tum Khuda'ra Kisi Taraf Se Laut Ao
Zamana Dushman Hai Rakh Lo Mahabbat Ka Bharam
Khud Hon Hairan K Woh Ghar Main Hain Tashreef Rakhe
Ham Ne Jana K Kia Hota Hai Allah Ka Karam
Hamsafar Shab-E-Hijran He Hue Meri Faqat
Kia Tha Pyar Use Bas Itna Hai Jurm
Aah Ne Socha Hai K Ik Likhon Kitab Us Par
Phr Har Ek Warq Pe Likha Ho Bedard Sanam
ASIF SULTAN AAH
Copy
Bahar
Kahein To Phoolon K Har Ho Tum
Kahein Chaman Ki Bahar Ho Tum
Kahein To Lehron Ki Mauj Main Ho
Kahein To Nadion K Paar Ho Tum
Q Itne Gum Sum Udaas Q Ho
K Maikashi Ka Khumaar Ho Tum
Kabhe Raqeebon Se Jo Hans Baitho
Jigar Main Phir Chubhta Khar Ho Tum
Tum Jo Bolo Muskaraa K
Aah Ki Khusian Hazaar Ho Tum
ASIF SULTAN AAH
Copy
Hasrat-e-Nadan
Ab To Aghosh Main Ser Rakh K Sulaa Do Mugh Ko
Phr Ghanni Zulf Se Jannat Ki Hawa Do Mugh Ko
Main To Muddat Se Hon Ujrre Gulistan Ki Tarah
Apne Bagheche Main Kahein Kone Main Laga Do Mugh Ko
Mera Din Raat Yahe Kam Tughe Sochna Bas
Gar Ghalat Hon To Sadion Ki Saza Do Mugh Ko
Bistr-E-Marg Pe Sansain Hain Rukki Meri
Tum Jo Choo Jao K Zindah Sa Bna Do Mugh Ko
Kehte Hain K Aah Ko Kahein Pyar Hua Hai
Phele Afaq Main Pehle Se Jala Do Mugh Ko
ASIF SULTAN AAH
Copy
Maa
Maa Ko Kaise Slam Likh Bhejoon
Qisa-E-Gham Tmam Likh Bejoon
Na Kate Koi Nhe Tere Baghair
Chahaton Ki Woh Shaam Likh Bhejoon
Tha Main Jis Se Balandion Par
Nazar Teri Ka Woh Jaam Likh Bhejoon
Azal Se Main Ne Sune Hain Jo Bhe
Teri Azmat Main Sare Kalam Likh Bhejoon
Maa Tu Jo Asif Ko Ishaara Kar De
Jaan Apni Tere Kadmon K Naam Likh Bhejoon
ASIF SULTAN AAH
Copy
Load More
Famous Poets
Mirza Ghalib
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
Faiz Ahmed Faiz
Munir Niazi
Jaun Elia
Gulzar
Tahzeeb Hafi
Ali Zaryoun
View More Poets