Add Poetry

Aur Apne Hath Ko Mere Hath Men Rahne Do

Poet: Fahmida Riaz By: Faraz, khi

Aur Apne Hath Ko Mere Hath Men Rahne Do
Aur Apne Hath Ko Mere Hath Men Rahne Do

Ab Inhen Bhula Do So Jao
Ye Thandi Sans Hawaon Ki

Bite Na Kabhi Tum So Jao
Kuchh Sine Men Chubhti Yaaden

Ye Jhilmil Karti Khamoshi
Aur Apne Hath Ko Mere Hath Men Rahne Do

Sab Batla Do Phir So Jao
Kuchh Khoi Khoi Si Baaten

Achchha To Koi Aur Bhi Thi
Kuchh Apne Ghar Ke Aangan Ki

Aur Kitne Dheron Pyare Ho
Ab Tak Zid Karne Ki Aadat

Aur Apne Hath Ko Mere Hath Men Rahne Do
Tum Chand Se Mathe Wale Ho

Achchha Phir Baat Kahan Nikli
Aur Achchhi Qismat Rakhte Ho

Bachche Ki Sau Bholi Surat
Kuchh Aur Bhi Yaaden Bachpan Ki

Ye Dhalti Raat Sitaron Ki
So Jao Tum Shahzade Ho

Rate it:
Views: 1413
20 Apr, 2015
More Fahmida Riaz Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets