Poetries by ayaz ali ayaz
Afsos Yeh Raha Hai Afsos Yeh Raha Hai Mujhe Meri Zaat Ka
Marzi Se Jee Saka Na Main Pal Bhi Hayaat Ka
Rishton Ki Bat Man K Rasmo Se Jhuk Gaya
Wadon Se Haar Man K Qasmoo Se Jhuk Gaya
Ab Kis Se Kia Gila Karon Aur Kis Ki Bata Ka
Marzi Se Jee Saka Na Main Pal Bhi Hayat Ka
Ye Jan K Bhi Tujhko Pana Ha Bada Mushkil
Karna To Main Bhi Chahon Par Ksy Kron Hasil
Hathon Main Jab Nahi Koi Tehreer Sath Ka
Marzi Se Jee Saka Na Main Pal Bhi Hayat Ka
Kehti Hai Mujhse Duniya Tujhko Bhula Don Main
Veraan Zindagi Ko Phir Se Saja Don Main
Koi To Raah Dhondo Ghum Se Nijaat Ka
Marzi Se Jee Saka Na Main Pal Bhi Hayaat Ka
Yadien Tumhari Dil Se Mumkin Nai Mitana
Duniya Ko Kia Khabar Hai Kaisa Hai Dil Lagana
Koi Subah Nahi Hai Ashiq Ki Raat Ka
Marzi Se Jee Saka Na Main Pal Bhi Hayaat Ka
ayaz

Mulaqaat (book dastaan) Kiya Khoob Unse Pahli Mulaqat Howi Thi
Sun Lo Tumhien Sunaon Jo Baat Howi Thi
Main Ne Kaha K Ap Mujhse Milnay Aiye
Usne Kaha K Phir Kabhi Humko Bulaiye
Sun K Yeh Baat Unse Behad Khafa Howe
Jazbaat Main Ye Keh Diya Tum Bewafa Howe
Usne Kaha Majboor Hon Main Bewafa Nahi
Chahay Main Tujhse Door Hon Lekin Juda Nahi
2 Din K Baad Main Khud Hi Milnay Aongi
Wada Hai Yeh Mera Main Yeh Wada Nibhaongi
Main Ne Kaha K Kab Tera Wada Wafa Howa
Lagta Hai Tu Ajj Bas Mujhse Juda Howa
Yeh Keh K Phir Unse Apni Baat Khatum Ki
Dil Se Phir Umeed-E-Mulaqaat Kahtum Ki
Jo Kuch Bhi Ho Raha Tha Sab Kuch Ajeeb Tha
Milna Na Tha Muqadar Khona Naseeb Tha
Yeh Soch K Jo Dil Ne Ek Aah Thi Bhari
Iss Aah Main Bhi Unki Bas Chaah Thi Bhari
Asay Main Agaye Jo Woh Aalam Badal Gaya
Betaab Sa Ho K Yeh Mera Dil Machal Gaya
Dekha Jo Husun-E-Yaar Ko Hairaan Ho Gaya
Hona Jisay Tha Hoor Woh Insaan Ho Gaya
Hathoon Main Mere Unse Jab Hath De Diya
Umar Bhar Ka Jasy Ho Sath De Diya
Ankhon Main Aashk Bhar K Kehna Laga Mujhe
Dil Main Utar K Dil Mai Bharnay Laga Mujhe
Kehna Woh Mujhse Uska Mujhe Chorde Na Dena
Armaan Bharay Is Dil Ko Kahin Torde Na Dena
Main Ne Kaha K Bin Tere Jeena Nahi Mujhe
Yeh Zaher Zindagi Ka Peena Nahi Mujhe
Yeh Mera Muqadar Hai K Tum Ho Gaye Haasil
Dharkan Ho Meri, Tm Ho Meri Rooh Main Shamil
Ab Kasy Koi Tujhko Mujhse Juda Karay
Koi Sochay Bhi Na Aisa, Kabhi Khuda Karay ayaz ali ayaz

Dard Sunana'y Betha Tha Main Khuwab Sajanay Betha Tha
Qismat Ko Mananay Betha Tha
Jo Waqt Nikal Kar Door Gaya
Main Usko Bulanay Betha Tha
Ek Baar Mujhe Dekha Bhi Nahi
Main Samnay Unkay Betha Tha
Kia Mujh Pay Koi Dhaye Sitam
Woh G Ko Jalanay Betha Tha
Itna Hi Kahoon Jalnay Ka Sabab
Ek Ahad Nibhanay Betha Tha
Woh Haar K Mujhse Jeet Gaya
Jo Jeet Jatanay Betha Tha
Kia Ishq Ka Hum Pay Tha Wo Junoon
Ghar Tak Bhi Lutanay Betha Tha
Ek Pal Bhi Usko Yad Nahi
Jo Sadiyaan Betanay Betha Tha
Dard Ko Meray Shair Kaha
Main Shair Sunanay Betha Tha
Wah Wah K Tamachay Khoob Milay
So Main B Khanay Betha Tha
Har Ek Hi Utha Tha Jhoom Yahan
Jab Khaak Uranay Betha Tha
Ek Boojh Tha Dil Pay Aj Meray
So Ashk Bahanay Betha Tha
Tasveer Basi Thi Dil Main Teri
Bas Usko Mitnay Betha Tha
Harjayai Tera Mehboob Ayaz
Tu Uss Se Nibhanay Betha Tha???
ayaz ali ayaz
Qismat Ko Mananay Betha Tha
Jo Waqt Nikal Kar Door Gaya
Main Usko Bulanay Betha Tha
Ek Baar Mujhe Dekha Bhi Nahi
Main Samnay Unkay Betha Tha
Kia Mujh Pay Koi Dhaye Sitam
Woh G Ko Jalanay Betha Tha
Itna Hi Kahoon Jalnay Ka Sabab
Ek Ahad Nibhanay Betha Tha
Woh Haar K Mujhse Jeet Gaya
Jo Jeet Jatanay Betha Tha
Kia Ishq Ka Hum Pay Tha Wo Junoon
Ghar Tak Bhi Lutanay Betha Tha
Ek Pal Bhi Usko Yad Nahi
Jo Sadiyaan Betanay Betha Tha
Dard Ko Meray Shair Kaha
Main Shair Sunanay Betha Tha
Wah Wah K Tamachay Khoob Milay
So Main B Khanay Betha Tha
Har Ek Hi Utha Tha Jhoom Yahan
Jab Khaak Uranay Betha Tha
Ek Boojh Tha Dil Pay Aj Meray
So Ashk Bahanay Betha Tha
Tasveer Basi Thi Dil Main Teri
Bas Usko Mitnay Betha Tha
Harjayai Tera Mehboob Ayaz
Tu Uss Se Nibhanay Betha Tha???
ayaz ali ayaz
Book Name (Dastaan) Namaz-E-Ishq Ko Humse To Qaza Hona Tha
Faraz-E-Duniya Ko Bhi Duniya Main Ada Hona Tha
Usay Khoya Hai To Abb Kho K Na Rona Dil
Jism-O-Jaa'n Ko To Ek Roz Juda Hona Tha
Shab Bhar Ki Tadap Aur Yeh Ankhon Ki Nami
Kia Aisa Hi Mohabat Ka Selaah Hona Tha
Lakh Chahien Magar Na Kar Sakien Gay Kuch B Tabeeb
Elaaj-E-Ishq Main Dilbar Ko Dawa Hona Tha
Kouin Hairaa'n Howe Howe Dekh K Larzish Ko Meri
Unki Ankhon Main Jo Dekha To Nasha Hona Tha
Har Saans Parhay Unki Jo Tasbhi To Ayaz
Aisi Chahat Pay To Butt Ko Bhi Khuda Hona Tha ayaz ali ayaz

کتاب داستان بے جرم و خطا مجھکو گنہگار کر دیا
بدنامیوں کا مجھکو سزاوار کردیا
میں جسکو دوست کہتے تھکتانہ تھا کبھی
اس نے ہی دوشمنوں میں شمارکردیا
واقف کوئی کہاں تھا اس دل کی کیفیت سے
اک تو نے آکے اسکو بازار کر دیا
کچھ اور تو نہیں پر نقصان یہ ہوا ہے
اک سانس بھی سکوں کا دشوار کر دیا
اب موت مجھکو اچھی لگنے لگی ایاز
اس زندگی نے اتنا بیزار کر دیا ayaz ali ayaz

Shikway Na Kar Saka Shikayat Na Shikway Na Kar Saka Shikayat Na Ho Saki
Kuch Isliye Bhi Unse Mohabat Na Ho Saki
Unko Gumaan Tha K Main Haar Jaonga
Mujhko Yakeen,Yeh Meri Adat Na Ho Saki
Mano Sabhi Ki Baat Yeh Koshish Rahi Meri
Majboor Tha K Dil Se Baghawat Na Ho Saki
Apni Ana Kuchal K Woh Atay To Khoob Tha
Itni Bhi Na Samjh Se Inayat Na Ho Saki
Royiengay Ek Din Mujhe Kho K Woh Ayaz
Jinko Jafa Pay Apni Nadamat Na Ho Saki