✕
Poetry
Famous Poets
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
More Poets
Poetry Categories
Love Poetry
Sad Poetry
Friendship Poetry
Islamic Poetry
Punjabi Poetry
More Categories
Poetry SMS
Poetry Images
Tags
Poetry Videos
Featured Poets
Post your Poetry
News
Business
Mobile
Articles
Islam
Names
Health
Shop
More
WOMEN
AUTOS
ENews
Recipes
Poetries
Results
Videos
Directory
Photos
Business & Finance
Education News
Add Poetry
Home
LOVE POETRY
SAD POETRY
FAMOUS POETS
POETRY IMAGES
POETRY VIDEOS
NEWS
ARTICLES
MORE ON POETRY
Home
Urdu Poetry
Featured Poets
Ayisha
Search
Add Poetry
Poetries by Ayisha
Milna itifaak tha
Milna Itifaak Tha Bicharna Naseeb Tha
Tu Utna He Door Ho Gaya Jitna Kareeb Tha
Hum Tumko Dekhne K Liye Taraste He Rahe
Jis Ki Hatheli Pe Hamara Naseeb Tha
ayisha qurrath
Copy
Bandh Aankhon Ne
Bandh Aankhon Ne Khwab Dekha
Teri Aankhon Mein Pyaar Dekha
Teri Tasveer Aankhon Mein Basa Kar
Hum Saffar Ka Saath Dekha
Aake Teri Bahoo Mein
Dulhaan Se Hone Lagi
Teer-E -Nazar Aisa Chala
Ke Ghayal Se Hone Lagi
Chahat Meri Rang La-E To
My Paagal Se Hone Lage
Saath Na Chutay Aab Hamara
Aab To Kashti Lagjaye Kinara
Tu He Meri Zindagi Ka Sahara
Basi Meri Jaan Tujhmein Hi
Tera Naam Batadu Sabko Bhi
Ayisha Qurrath
Copy
Mai Ne Poocha Chand Se
Mai Ne Poocha Chand Se
Ke Roshani Milti Hai Kahan
To Chand Ne Kahan
Emaan Ki Roshani Hai Jahan
Mai Ne Pucha Phool Se
Ke Kaliya Khilte Hai Kahan
To Phool Ne Kahan
Jahan Titli Rahati Hai Wahan
To Pyaar Milta Hai Kahan
Dil May Jiske Mahabbat Rahti Hai Wahan
Ayisha Qurrath
Copy
Wafa Ko Aazmana Chahiye Tha
Wafa Ko Aazmana Chahiye Tha Humara Dil Dukhana Chahiye Tha
Aana- Na -Aana Meri Marzi Hai Tumko To Bulana Chahiye Tha
Humari Khwaahish Ek Ghar Ki Thi Use Sara Zamaana Chahiye Tha
Meri Aankhein Kaha Nam Hui Thi Samundar Ko Bahana Chahiye Tha
Jaha Par Panhuchna Main Chahta Hoon Waha Pe Panhuch Jana Chahiye Tha
Humara Zakhm Purana Bahut Hai Charagar Bhi Purana Chahiye Tha
Mujhse Pahle Wo Kisi Aur Ki Thi Magar Kuch Shayrana Chahiye Tha
Chalo Mana Ye Choti Baat Hai Par Tumhe Sab Kuch Batana Chahiye Tha
Tera Bhi Shaher Me Koi Nahi Tha Mujhe Bhi Ek Thikana Chahiye Tha
Ke Kis Ko Kis Tarah Se Bhoolte Hain Tumhe Mujhko Sikhana Chahiye Tha
Aisa Lagta Hai Lahoo Mein Humko Kalam Ko Bhi Dubana Chahiye Tha
Ab Mere Saath Rah Ke Tanz Na Kar Tujhe Jana Tha Jana Chahiye Tha
Kya Bus Maine Hi Ki Hai Bewafaai Jo Bhi Sach Hai Batana Chahiye Tha
Meri Barbadi Pe Wo Chahta Hai Mujhe Bhi Muskurana Chahiye Tha
Bas Ek Tu Hi Mere Saath Mein Hai Tujhe Bhi Rooth Jana Chahiye Tha
Humare Paas Jo Ye Fan Hai Miya Hume Is Se Kamana Chahiye Tha
Ab Ye Taaj Kis Kaam Ka Hai Hume Sar Ko Bachana Chahiye Tha
Usi Ko Yaad Rakha Umar Bhar Ke Jisko Bhool Jana Chahiye Tha
Mujhse Baat Bhi Karni Thi Usko Gale Se Bhi Lagana Chahiye Tha
Usne Pyaar Se Bulaya Tha Hume Mar Ke Bhi Aana Chahiye Tha
Ayisha Qurrath
Copy
Maa Tera Roothba
Maa Tera Roothba Bulandh O Roshan Waala
Badhi Mushkil Say Tum Ne Hum Ko Paala
Tanha Tu Ne Raatho Ke Neend Gawha Kar
Apne Anchal Me Hum Ko SulayaTeri Mohabbat Badhi Nerali
Meri Jholi Kabhi Na Thi Khali
Hame Kuch Hojaye To Rothi
Saare Raath Tum Na Soti
Maa Tera Rothba Buland O Roshan Waala
Badhi Mushkil Say Tum Ne Hum Ko Paala
Ayish Qurrath
Copy
Dosti Ke Liye
Dosti Ke Liye Jahaan Me
Kya Nahee Hai
Lekin Acche Dost
Yahaa Milate Nahee Hai
Kahaa-Kahaa Na Kiyaa
Hamane Talaash Jahaan Me
Magar Koee Yahaa
Wafaa Aur Jazbaat
Samajhataa Nahee Hai
Aaj Hee To Baazaar Me
Saudaa Huaa Mere Zameer Kaa
Aur Log Kahate Hai Ki
Kuch Bikataa Nahee Hai
Ayisha Qurrath
Copy
Mere Toote Hue Dil
Mere Toote Hue Dil Ko, Sahara Kon Dega
Meri Toofaan Me Kashti, Kinara Kon Dega
Yeh Kese Mor Pe Laai Ha Mujko Zindigani
Adhoori See Likhi Gyee Ha Kyun Meri Kahani
Ha Ab Kis Raah Pe Chalna Ishara Kon Dega
Mere Toote Hue Dil Ko Sahara Kaun Dega
Main Hoon Our Sath Mere Ab Meri Tanhaayan Hain
Meri Taqdeer Se Mujko Mili Ruswayian Hain
Meri Ankhon Ko Khushion Ka Nazara Kaun Dega
Mere Toote Hue Dil Ko Sahara Kaun Dega
Ayisha Qurrath
Copy
Baaghon Mein Phool
Baaghon Mein Phool Khilte Rahenge
Raat Mein Deep Jalte Rahenge
Khuda Aapko Saari Khushiyan Dede
Baaki Takleef To Hum Aapko Dete Rahenge
Ayisha Qurrath
Copy
Jise Dil Diya
Jise Dil Diya Woh Delhi Chali Gayi
Jise Pyar Kiya Woh Italy Chali Gayi
Dil Ne Kaha Khud Kushi Kar Le Zaalim
Bijali Ko Haath Lagaya To Bijali Chali Gayi
Ayisha Qurrath
Copy
Naam Meri Zindagi Tere Naam Ki
Naam Meri Zindagi Tere Naam Ki
Par Iss Kay Tootney Ki Parwaha Naa Ki
Sulagte Jazbaato Ko Mitne Na De
Pyaar Meri Zindagi Tere Naam Ki
Ayisha Qurrath
Copy
Zindagi Ek Dhoka Hai
Tanha Hum Ne Kya Kya Na Socha
Zindagi Ek Dhoka Hai
Dil Me Bhare Lakh O Arma
Per Rooh Ne Dabocha Hai
Zindagi Meri Nahi Uski Meharbani Hai
Kab Nekal Jaaye Jaan Kisne Bhi Naa Socha Hai
Ayisha Qurrath
Copy
Mere Humsafar
Meray Hamsafar Meray Hamnasheen
Main Ne Manga Tujko Raab Se He
Main Ne Jab Bhi Mangi Koi Dua
Nahi Manga Kuch Bhi Tere Siwa
Yeh Talab Kiya K Meray Khuda
Tu Miljaye Mujhai Roshani Ki Tarha
Nahi Chahiya Mujhay Takht O Taaj
Meray Hamsafar Meray Hum Nasheen
Tujhay Bhool Jaao Mai Wo Nahi
Mere Pyaar Mai Ko E Kame Nahi
Zara De Tu Mujhay Hosla
Phir Start Hogaya Hamare Pyaar Ka Silsila
Meri Jaan Bhi Haazir Kardo
Maang Kay Dekh Uff Naa Kahogi
Mere Ham Safar Zindagi Bhar
Tere Saat Chalo Gi
Meri Humsafar Meri Humnasheen
Tu Karle Mujh Pay Yakeen
Ayisha Qurrath
Copy
Pyaar Kaisa Hota Hai
Koi Puchay K Pyaar Kaisa Hota Hai
Laal Jore May Lipti Dulhan Jaisa Hota Hai
Kabhi Satata Hai Kabhi Haasatha Hai
Kabhi Tanhaie May Yaad Aata Hai Pyaar Iisa Hota Hai
Ayisha Qurrath
Copy
Dard-E-Dil
Nazar Se Door Rehne Wale Ne
Mujhe Dil Se Bhi Door Kar Diya
Khabhi Wada Kiya Tha Mujhe Hamesha Saath Rakhne Ka
Per O Wada Bhi Rooth Gaya
Ayisha Qurrath
Copy
Mahendi
Waafa Teri Mohabat Khaela E
Haat Per Lagae Howe Mahendi Rang Laa E
Churana Na Mera Rang Saajan
Chandine Bhi Dekh Kar Sharma E
Ayisha
Copy
Ye Arzu Nahi K
Ye Arzu Nahi Ke Kisi Ko Bhulaye Hum
Na Tamanna Ki Kisi Ko Sataye Hum
Par Dua Hai Us Rab Se Jisko Jitna Yaad Karti Hoon
Usko Utna Yaad Aye Hum
Ayisha
Copy
Load More
Famous Poets
Mirza Ghalib
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
Faiz Ahmed Faiz
Munir Niazi
Jaun Elia
Gulzar
Tahzeeb Hafi
Ali Zaryoun
View More Poets