Add Poetry

Azaadi

Poet: Usman Arif By: Usman Arif, Lahore

Azaadi ka Josh Tha Dill Bay khof Tha
Farangi Thay Zor Mein Yahan Her Insan Kamzor Tha
Chor Ker Sab Kuch Maidan Mein Aagaye
Jo Kuch Nahi Bhi Kerta Tha Uske Sar Pay Bhi Azaadi Ka Josh Tha
Dill Mein Thay Jazbat Bazzuon Mein Zor Tha
Thi Talvaron Ki Garaj Aur Seenoo Mein Garam Laho Oubal Raha
Raja Thay Srif Naam K Ye Easte India Company Ka Dour Tha
Allah Pak Ne Rehmat Ki Takdeer Badli Gulamo Ki
Hinduon Se Alag Huwe Ye Ab Tha Musalmano Ka Morcha
Iqbal Ka Khwab Tha Quaid Ki Lagan
Ye Watan Apna Huwa Puri Koom Mein Shor Tha
Pakistan Zindabad Pakistan Paindabad.
 

Rate it:
Views: 1196
02 Apr, 2019
More Patriotic Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets