Add Poetry

Baarish Ki Jaaye Song Lyrics

Poet: B Praak By: Aqib, karachi

Yeh suraj se bhi keh do
Ke apni aag bujha ke kare
Yeh suraj se bhi keh do
Ke apni aag bujha ke kare
Agar mujhse baatein karni hain
To phir nazar jhuka ke kare
To phir nazar jhuka ke kare

Taare uske hath mein hone hi chahiye
Jugnu uske sath mein sone hi chahiye
Ho khushbuon se uski sifarish ki jaye
Ho khushbuon se uski sifarish ki jaye

Ae khuda tu bol de tere badlon ko
Ae khuda tu bol de tere badlon ko
Mera yaar hass raha hai baarish ki jaaye
Yaar hass raha hai baarish ki jaaye

Yeh suraj se bhi keh do
Ke apni aag bujha ke kare
Agar us se baatein hain karni
To nazarein jhuka ke kare

Yeh suraj se bhi keh do
Ke apni aag bujha ke kare
Agar us se baatein hain karni
To nazarein jhuka ke kare

Mohabbate Jaani ki
Poori khwaahish ki jaye
Mohabbate Jaani ki
Poori khwaahish ki jaye

Ae khuda tu bol de tere badlon ko
Ae khuda tu bol de tere badlon ko
Mera yaar hass raha hai baarish ki jaaye
Yaar hass raha hai baarish ki jaaye

Haye aashik hoon jaane mein
Kitna waqt lagta hai
Rabb ke ghar mein aane mein
Kitna waqt lagta hai
Dekha use to yeh malum hua
Ke jannat ko paane mein
Kitna waqt lagta hai

Yeh zamana jaane na kya kara sakti hai
Ho yaar mere ki nazrein hain
Dariya duba sakti hai

Uska bas chale to sara dariya pee jaye
Uska bas chale to sara dariya pee jaye

Ae khuda ae khuda
Ae khuda tu bol de tere badlon ko
Mera yaar hass raha hai baarish ki jaaye
Yaar hass raha hai baarish ki jaaye

Ae khuda tu bol de tere badlon ko
Mera yaar hass raha hai baarish ki jaaye
Yaar hass raha hai baarish ki jaaye
Baarish ki jaaye

Na duniya ke liye likhte
Na mere liye likhte
Na duniya ke liye likhte
Na mere liye likhte
Ghalib zinda hote
To tere liye likhte
Ghalib zinda hote
To tere liye likhte

Rate it:
Views: 1522
02 Oct, 2021
Related Tags on Rain/Barish Poetry
Load More Tags
More Rain/Barish Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets