Add Poetry

Chand aur Sooraj

Poet: abbasi By: abbasi, riyadh

Ek dil waloo ki basti thi jaha chand ur sooraj rehty thay
Kuch sooraj man ka pagal tha kuch chand bhi shookh chanchal tha
Basti basti phirty thay har pal hasnty rehty thay
Phir ek din dono rooth gay wo sare sapne toot gay
Ab chand bhi us waqt aata hai sooraj jab so jata hai
Badal sab se ye kehtay hain sooraj uljha sa reta hai
Chand k sath sitare hain par sooraj tanha rehta hai

Rate it:
Views: 1766
05 Apr, 2008
Related Tags on Friendship Poetry
Load More Tags
More Friendship Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets