✕
Poetry
Famous Poets
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
More Poets
Poetry Categories
Love Poetry
Sad Poetry
Friendship Poetry
Islamic Poetry
Punjabi Poetry
More Categories
Poetry SMS
Poetry Images
Tags
Poetry Videos
Featured Poets
Post your Poetry
News
Business
Mobile
Articles
Islam
Names
Health
Shop
More
WOMEN
AUTOS
ENews
Recipes
Poetries
Results
Videos
Directory
Photos
Business & Finance
Education News
Add Poetry
Home
LOVE POETRY
SAD POETRY
FAMOUS POETS
POETRY IMAGES
POETRY VIDEOS
NEWS
ARTICLES
MORE ON POETRY
Home
Urdu Poetry
Featured Poets
sania
Search
Add Poetry
Poetries by sania
Yahan Piyar Mat Krna
Usey Kehna
Ye Duniya Hai
Yahan Har Shakas
Matlab Ki Haddon Tak Sath Chalta Hai
Jun Hi Moasam Badalta Hai
Mohabet K
Sabhi Daawe
Sabhi Qasmein
Sabhi Waade
Achanak Toot Jate Hain
Usey Kehna
Ye Dunyan Hai
Yahan Har Morh Pe Apni
Sada Ankhein Khuli Rakhna
Koi Ktna B Acha Ho
Koi Kitna B Sacha Ho
Magar Aitebar Mat Kerna
Usey Kehna
Ye Dunaya Hai
Yahan Piyar Mat Karna
sania
Copy
Taqdeer To Khuda Likhta Hai
Apne Hathon Ki Hatheli Pe Us Ka Naam To Likh Liye
Per Ye Na Socha K Taqdeer Khuda Likhta He
sania
Copy
Mujhe Tum Yaad Aty Ho
Zara Tehro! Chalay Jana
Mujhe Tum Se Kuch Kehna Hai
Zada Waqt Nahi Lun Gi
Zara Si Baat Krni Hai
Na Dukh Apne Sunane Hain
Na Koi Faryad Krni Hai
Na Ye Maloom Krna Hai
K Ab Halat Kaise Hain
Tumhare Humsafar The Jo
Tumhare Sath Kaise Hain
Na Ye Maloom Krna Hai
Tere Din Raat Kaise Hain
Mujhe Bas Itna Kehna
Mujhe Tum Yaad Aty Ho
Bohat Hi Yaad Aty Ho
sania
Copy
Ay Mere Gumshuda.
Abhi Waqt Hai
Abhi Sans Hy
Abhi Loat Aa
Mere Gumshuda
Mujhe Naaz Hai
Bare Zabt Ka
Mujhe Khoob Rula
Mere Gumshuda
Ye Nahi K Tere Firaaq Me
Main Ujar Gai Ya Bikhar Gai
Han! Muhabaton Pe Jo Maan Tha,
Wo Nahi Raha
Mere Gumshuda
Mujhe Ilam Hai K Tu
Chand Hai Ksi Or Ka
Magar Ik Pal
Mere Aasman-E-Hayat Pe
Zara Jagmaga
Mere Gumshuda
Tere Itfaat Ki Barishen
Jo Meri Nahi To Bata Mujhe
Tere Dasht-E-Chah Mein
Kis Liye Mera Dil Jala
Mere Gumshuda
Ghaney Jangalon Me Giri Hu Main
Bara Ghup Andhera Hai Char Soo
Koi Ik Chiragh To Jal Uthay
Zara Muskura
Mere Gumshuda
sania
Copy
Ose Khna K Aaj Bhi..
Usey Kehna
Ke Aaj Bhi
Koi Apni Saanson Mein
Teri Sansain Talash Karta Hai
Usey Kehna
Ke Aaj Bhi
Koi Apne Dil Mein
Teri Dharkan Talash Karta Hai
Usey Kehna
Ke Aaj Bhi
Koi Apne Seeney Mein
Teri Chahat Ki Haraarat Talash Karta Hai
Usey Kehna
Ke Aaj Bhi
Koi Apne Hathon Per
Tere Hathon Ka Lamss Talaash Karta Hai
Usey Kehna
Ke Aaj Bhi
Koi Hijar Ki Raaton Mein
Wassl Ke Lamhaat Talash Karta Hai
sania
Copy
Soch
Har Bar Yehi Socha
Har Bar Qasam Khai
Iss Bar Na Roain Gay
Daman Na Bhigoen Gay
Aiy Mani-E Gul Leikin
Jab Mosam-E Gul Aaya
Masoom Shagoofo’n Ki
Masoom Adao’n Ne
Majboor Bana Dala
Har Bar Rula Dala
sani
Copy
Ek Kasak Jo Lafzon Ki
Ek Kasak Jo Lafzon Ki
Aagosh Me Sisak Rahi Thi
Ek Dua Jo Duur Arsh
Pe Bhatak Rahi Thi
Wo Dua Jo Tuutey Dil
Sy Nikal Rhi Thi
Wo Dua Jo 2 Labon
Pe Machal Rahi Thi
Kaash !
Ek Shaam Wo Laut Aaye
Ya Kaash !
Wo Shaam Laut Aaye
Is Dil Ne Bohat Usay
Chaha Tha
Hum Ne Rab Sy Bas
Usy Hi Maanga Tha
Pr Meri Dua Tou Kahin
Arsh Pe Hi Kho Gai
Aur Phr Taqdeer B
Andhera Aurh K So Gai
Aur Phir Zabt Ka Daaman
Hum Sy Chooth Gaya
Ek Tuuta Hua Dil
Aur Bhi Tuut Gaya ?
sania
Copy
Tawan
Suno Logo Meri Ankhain Khareedo Gay?
Mujhay Ik Khwab Ka Tawaan Bharna Ha
Ek Esa Khwab Tha
Jo Keh Jagti Ankhoun Ne Dekha Tha
Baray Hi Chao Say
Or Kitny Armanoun Se Dekha Tha
Magar Dekhay Huay Us Khwab Ki Tabeer Ulti Ha
Nahin Shikwa Kisi Say Apni Hi Taqdeer Ulti Ha
Jo Ab Tak Ho Chuka Mujh Ko, Whi Nuksan Bharna Ha
Ab Ankhain Baich Kar Hi Khwab Ka Tawan Bharna Ha
sania
Copy
Hawa...
Tum Janti Ho Sab
Ke Mein Ne Raat Ke Pichle Pehar
Chupke Se Sari Dastaan Tum Ko Sunaye Thi
Tumhien To Yaad Hi Ho Ga
Tabhi
Jab Ashk Meri Baat Ke Raste Mein Hayal The
Tabhi
Jab Lafz Mere Durd Ki Shidat Se Ghayal The
Meri Sochien
Jab Uski Chaap Ke Peechay Gaien Thien To
Hawa Tum Ne Hi Mera Bheegta Pallo Sukhaya Tha
Hawa Tum Sun Rahi Thien Na Ke Jab Us Ne Kaha Tha
Muntazar Rehna Mein Aoon Ga
Hawa Tum To Gawa Ho Ke Tab Se Ab Talak
In Rastoon Se
Meri Ankhoon Ke Diye Bhujnay Nahi Paye
Hawa Tum To Usi Ke Rastoon Se Ho Ke Aye Ho
Hawa
Wo Aa Raha Tha Na?
Hawa
sania
Copy
Load More
Famous Poets
Mirza Ghalib
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
Faiz Ahmed Faiz
Munir Niazi
Jaun Elia
Gulzar
Tahzeeb Hafi
Ali Zaryoun
View More Poets