Dil Ko Rah Rah Ke Ye Andeshe Darane Lag Jaen
Wapsi Men Use Mumkin Hai Zamane Lag Jaen
Jit Jaengi Hawaen Ye Khabar Hote Hue
Tez Aandhi Men Charaghon Ko Jalane Lag Jaen
Jun Tahi-Damanon Ke Hath Khazane Lag Jaen
Jab Wo Mil Jae To Wo Baat Chhupane Lag Jaen
So Nahin Paen To Sone Ki Duaen Mangen
Nind Aane Lage To Khud Ko Jagane Lag Jaen
Phir Se Aankhon Men Tere Khwab Na Aane Lag Jaen
Aur Phir Hum Bhi Nazar Tujhse Churane Lag Jaen
Har December Usi Wahshat Men Guzara Ki Kahin
Tum Mere Shahr Men Aae To Mujhe Aisa Laga
Usko Dhunden Use Ek Baat Batane Ke Liye
Itni Takhir Se Mat Mil Ki Hamen Sabr Aa Jae