Add Poetry

Dost Na Dena

Poet: KARAN By: SAMEER, KARACHI

Meray Rub Kisi Ko Aisi Saza Na Dena
Agar Cheenina Ho Meray Dost Ko Mujh Say
To Pher Kabhe Mjhay Dost Bananay Ka Hosla Na Dena

Mere Ansoo Beh Kar Ankhoon Say Zameen Choomien
Mery Dost Kay Answoon Ko Ankhoon Main Panha Na Dena

Kushi Kiya Mainay Rakhti Meri Auron Kay Liye
Main Dukhi Jitna Or Koi Kush Utna Aisi Zindagi Dena

Kush Kismat Woh Shakhs Jis K Pas Heray Jaisa Dost Ho
Mujhy Bhe Chahay To Hera Bana Dena

Lafzoon Say Agar Main Nay Kisi Ka Dil Dukhaya Ho
To Is Dil Ko Bhi Seenay Say Nikal Dena

Rate it:
Views: 1248
28 Nov, 2007
Related Tags on Friendship Poetry
Load More Tags
More Friendship Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets