Add Poetry

Facebook

Poet: Samreen Akram By: Samreen Akram , Riyadh,Saudia Arabia

 Ager Poochte Ho To Phir Bataun Tumhe
Yeh Dunya Nahi Dhoka Hai Dikhaun Tumhe...
Apne Naik Karmo Se Ise Asaan Karle
Is Dunya Mein Reh Or Gunah Ko Haram Karle
Tabahi Ke Dahane Pe Khara He Tu,........
Khud Ko Sambhaal Kia Musalmaan He Tu??
Kia Bharosa Kal Ka Keh Mile Bhi Nahi...
Momin To Kia Tu To Musalmaan Bhi Nahi.
Itni Quwat-E-Bardaasht Nahi Ager Ungli Bhi Jal Gye
To Woh To Aag Ka Ghara He Or Koi Manzil Bhi Nahi
Tere Maa Baap Ko Koi Gali De To Jazbaat Pe Qabu Nahi Rehta
Gustakhi Ki Thi Unho Ne "AQAA" Ki Or Tujhe Dikhai Nahi Deta...
Chalo Utho Or Aaj Se Ahed Karo Ke FACEBOOK
Ko Haath Bhi Nahi Lagana He...
Mard-E-Momin Kal Bhi The Or Aaj
Bhi Hain Ye Ab Unhe Dikhana He...
 

Rate it:
Views: 802
06 Apr, 2012
Related Tags on Friendship Poetry
Load More Tags
More Friendship Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets