✕
Poetry
Famous Poets
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
More Poets
Poetry Categories
Love Poetry
Sad Poetry
Friendship Poetry
Islamic Poetry
Punjabi Poetry
More Categories
Poetry SMS
Poetry Images
Tags
Poetry Videos
Featured Poets
Post your Poetry
News
Business
Mobile
Articles
Islam
Names
Health
Shop
More
WOMEN
AUTOS
ENews
Recipes
Poetries
Results
Videos
Directory
Photos
Business & Finance
Education News
Add Poetry
Home
LOVE POETRY
SAD POETRY
FAMOUS POETS
POETRY IMAGES
POETRY VIDEOS
NEWS
ARTICLES
MORE ON POETRY
Home
Urdu Poetry
Featured Poets
falick faisal
Search
Add Poetry
Poetries by falick faisal
Yoon Sitamgar Nahi Hote Janaa
Yoon Sitamgar Nahi Hote Janaa
Phool Pathar Nahi Hote Jaana
Kiyoon Mere Dil Se Kaheen Jate Ho
Ghar Se Beghar Nahi Hote Jaana
Hum Tumhen Bott Ki Tarah Pujte Hain
Pher Bhi Kafir Nahi Hote Jaana
Hum To Rehte Hain Tumhari Had Mein
Had Se Baher Nahi Hote Jaana
Is Qadar Khoon Na Bahaana Dil ka
Dil Samunder Nahi Hote Jaana
falick faisal
Copy
Wafa Zaat Hai Uraat Ki
Woh Aksar Mujh Se Kehti Thi
Wafa Hai Zaat Aurat Ki
Magar Jo Mard Hote Hain
Bohat Be’dard Hote Hain
Kisi Bhanwre Ki Surat
Gul Ki Khushbu Loot Jate Hain
Suno Tum Ko Kasam Meri
Riwayat Torr Dena Tum
Na Tanha Chorr Ke Jana
Na Yeh Dil Torr Ke Jana
Magar Phir Yu’n Hua Ik Din
Mujhe Anjaan Raste Per
Akela Chorr Kar Usne
Mera Dil Torr Kar Usne
Mohabbat Chorr Di Usne
Wafaa Hai Zaat Aurat Ki
Riwayat Torr Di Us Ne
falick faisal
Copy
Qissay Meri Ulfat K Jo
Qissay Meri Ulfat K Jo Marqoom Hain Saare"
Aa Dekh Tere Naam Se Mosoom Hain Saare"
Bus Is Liye Har Kaam Adhoora Hi Parra Hai"
Khaadim Bhi Meri Qaum K Makhdoom Hain Saare"
Ab kon Mere Paaon Ki Zanjeer Ko Kholay"
Haakim Meri Basti K Bhi Mehkoom Hain Saare"
Shayed Yeh Zarf Hai Jo Khamosh Houn Ab Tak"
Warna To Tere Aeib Bhi Maloom Hain Saare"
Sub Jurm Meri Zaat Se Mansoob Howy "Mohsin"
Kya Mere Siwa Shehar Mein Masoom Hain Saare
falick faisal
Copy
Kehna Ghalt Ghalt To Chupana Sahi Sahi
Kehna Ghalt Ghalt To Chupana Sahi, Sahi
Qasid Kaha Jo Us Ne Btana Sahi Sahi
Ye Subah Subah Chehry Ki Rangat Urri Hui
Kal Raat Tum Kahan Thay Btana Sahi,Sahi
Dil Ly K Mera Hath Me Kehty Hain Mujh Se Wo
Kya Lo Ge Iska Daam Btana Sahi, Sahi
Ankhen Milao Ghair Se Do Hum Ko Jaam_E_Mai
Saqi Tumhen Qasm Hai Pilana Sahi, Sahi
Ay Mai Farosh Bheer Hai Teri Dukan Par
Ga'hak Hain Ham Bhi Maal Dikhana Sahi, Sahi
Ghalib To Jaan_O_Dil Se Faqt Apka Hai Bas
Kya Ap Bhi Hain Uske Btana Sahi,Sahi
falick faisal
Copy
Meri Aankhen Kharido Gy
Meri Aankhen Kharido Gy?
Boht Majbur Halat Me
Mujhy Nailam Krni Hen
Koi Mujh Sy Naqad Lay Lay
Main Thoray Daam Lay Lun Ga
Jo Day Day Pehli Boli To Usi K Naam
Kr Dun Ga
Mujhy Baazar Waly Keh Rhy Hen
"Kam Aqal Taajir"
Suno Logo
Nhi Hun Main Koi Hirs Ka Khwaha'n
Nafa Nuqsan Ki Shatranj Nhi Main
Khelny Aaya
Bata Paon Tumhen Kesy
K
Kis Tashveesh Me Hun Main
Suno Logo
Bari Mehboob Hen Mujh Ko
Ye Meri Neem Tar Aankhen
Mgr Ab Bechta Hun K
Main Ne Ik Khwab Dekha Tha
Usy Apna Bnany Ka
Usy Dil Mei Basany Ka
Mujhy Us Khwab Ka Tawaan Bhrna
Hai
Inhain Nailaam Karna H
falick faisal
Copy
Tum Yad Kar Lena
Ho Raat Akeli Sundar Si
Aur Chaand Aangan Me Aa Jaye
Tum Chaand Ki Maanind Tanha Ho
Ye Baat Tumhen Tarpa Jaye
Kuch Khuwab Saja Kar Palkon Pe
Tum Chaand Se Baaten Kar Lena
Hum Yaad Tumhen Hi Karte Hain
Tum Yaad Humen Bhi
Kar Lena
Kuch Baat Na Ho Jab Aise Me
Num Aankh Tumhari Ho Jaye
Tum Baat Kahin Pe Karte Ho
Dil Aur Kahin Pe Kho Jaye
Jazbat K Aise Aalam Me
Muskaan Labon Par Bhar Lena
Hum Yaad Tumhen Hi
Karte Hain
Tum Yaad Humen Bhi Kar Lena
falick faisal
Copy
Aaj Yaad Boht Tum Aaye Ho
Aaj Yaad Boht Tum Aaye Ho'
Aaj Halki Halki Barish Thi
Aaj Sard Hawa Ka Raqs Bi Tha
Aaj Phool Bi Nikhre Nikhre The
Aaj Un Mein Tera Aks Bi Tha
Jo Khna Tha Wo Kh Na Sakay
Jo Sunna Tha Wo Sun Na Sakay
Yun Lagta Hai Dil Mein Mere
Tum Hi Tum Samaye Ho
Aaj Yaad Boht Tum Aaye Ho
falick faisal
Copy
Muslim Haie Hum
NEWS For Indians:
- Mili Aazadi Jis-Se Tum Logo Ko Wo Shakhs
'Musalman' Hi Tha
Diya Hind Ko Taj Mahal Jisne Wo Shakhs
'Musalman' Hi Tha
Aaj Kehte Hain Wo Log K Dehshat-Gard Hai
Musalman,
Shuru Ki Jisne Tum Logo K Liye Jang-E-Aazadi
Wo Tipu Sultan 'Musalman' Hi Tha
Jaha Lehrate Ho Tum Log Tiranga,
Kiya Tameer Jisne Laal Qila Wo Shakhs
'Musalman' Hi Tha
Kehte Ho "Sare Jahan Se Achha HINDUSTAN Hamara"
, Ye Likhne Wala
ALLAMA IQBAL 'Muslman'
Hi Tha
Yun Hi Nahi Azad Ho Gaya
Azad-E-Hind,
Jab Azadi Mili Tum Logo Ko Woh Mahina
'Ramzan' Hi Tha
falick faisal
Copy
Goongi ho gai aJ kuch zuban kehty kehty
Goongi Ho Gai Aaj Kuch Zuban Kehty Kehty
Hichkicha Gya Main Khud Ko Musalman Kehty Kehty
Ye Baat Nahi K Muj Ko Us Par Yaqeen Nahi
Bas Darr Gya Khud Ko Saheb-E-Imaan Kehty Kehty
Tofeeq Na Hoi Mujhy Ek Waqt Ki Namaz Ki
Oor Chup Hoa Moazan Aazaan Kehty Kehty
Kisi Kafir Ne Jo Poocha K Ye Maheena H Kon Sa
Sharam Se Paani Hath Sy Gir Gaya Ramzan Kehty Kehty
Mari Almari Main Gard Se Ati Kitaab Ka Jo Poocha
Main Garh Gya Zameen Main Quran Kehty Kehty
Ye Sun K Chup Sadh Li "IQBAL" Us Ne
Yoon Laga Jese Ruk Gaya Ho Mujhy Hewaan Kehty
falick faisal
Copy
achy nahi lagty
Kahin Sehra Kahin Sokhy Shajar Achy Nhi Lagty
Mujy Ab Khawab Zaron K Safr Achy Nhi Lagty
Jawabi Khat Men Yon Us Ny Mery Bary Men Likha Tha
Bura B Keh Nhi Sakty Magar Achy Nhi Lagty
Samandar Terti Lashon Sy Ye Kehta Raha Shab Bhar
Mujy B Dobny Walo Bhanwar Achy Nhi Lagty
Nhi Aesa K Ab Parwaz Ki Taqat Nhi Baki
Meri Umed K Panchi Ko Par Achy Nhi Lagty
Nhi Masrof Man Itna K Ghar Ka Rasta Bholon
Na Ho Jab Muntzir Koi To Ghar Achy Nhi Lagty
falick faisal
Copy
Muskarahat
Apny Chehry Per Muskarahat Saja K Milta Hn
Apny Sir Ko Thora Juka K Milta Hn
Adawat Haie Kuch Logo Sy Mujhe
Mager Jb Mily Koi, M Aana K Pardy Gira K Milta Hn
Tang Karty Haie Ab Log Mujhe Tary Naam Sy
M Apni Zaat Ko Mita K Milta Hn
Mily Ager Ajnabi Koi
M Osy Hum-Raaz Bana K Milta Hn
Kuch Log Rakhty Haie Shok-E-Mhbt
Falick M Oun Sy Jb B Milta Hn Nazry Mila K Milta Hn
falick faisal
Copy
Be-naam
Hum Roaz Marty Haie Roaz Jeety Haie
Hum Tary Be-Naam Safar K Be-Naam Musafar Haie
Mushkil H Zindgi Ka Ye Safar, Bs Yad Rakhna Mujh Ko
Tari Be-Naam Duwaoon K Be-Naam Taalib Haie
Roaz Jalty Haie Roaz Bujty Haie
Tari Be-Naam Kitab K Be-Naam Kagaz Haie
Kabi Roye Mujhe Woh Yaad Kar K Falick
Hum Os Ki Haseen Ankho K Be-Naam Ansoo Haie
falick faisal
Copy
Mujhe Rait M Ghar Banana Nahi Ata
Mujhe Rait M Ghar Banana Nahi Ata
Mary Honto Ko Ab Muskarana Nahi Ata
Woh Mujhe Bhoal Gaya Raqeebo Sy Mil K
Mujhe Os Ki Yad Ko Bholana Nahi Ata
Jis Ko Chand Kaha Osy Chand Maana
Mujhe Kuch B Kisi Sy Chupana Nahi Ata
Woh Be-Wafa Ho K Sir Utha K Khara Tha
Osy Sir Jukaana Nahi Ata Mujhe Sir Uthana Nai Ata
Gum M B Hum Aksar Muskara Daty Haie
Hum Woh Phool Haie Jis Ko Murjana Nahi Ata
Mangne Py Aya Tu Judai Mang K Ly Gaya Falick
Q K Hamy Khali Hath Lotana Nahi Ata
falick faisal
Copy
Udaasiyun Ka Ye Mosam Badal Bhi
Udaasiyun Ka Ye Mosam Badal Bhi Skta Tha
Wo Chahta To Mare Sath Chal Bhi Skta Tha
Wo Shakhs Tune Jisay Chornye Ki Jaldi Ki
Tare Mizaj K Sanchy Me Dhal B Skta Tha
Wo Jaldbaaz Khafa Ho K Chaldia Warna
Tanazaat Ka Koi Hal Nikal B Skta Tha
ANNA Ne Hath Uthnay Nahi Diye Warna
Meri Dua Say Wo Pather Pigal B Skta Tha
Tamam UMAR Tera Muntazir Raha Mohsin
Ye Aur Baat K Wo Rassta Badal B Skta Tha!
falick faisal
Copy
Bicharna Hai To Khushi Se Bichro Sawal Kese
Bicharna Hai To Khushi Se Bichro Sawal Kese, Jawab Chorro
Kise Mili Hein Jahan Ki Khushiyan, Mile Hein Kis Ko Azaab Chorro
Naye Safar Pe Jo Chal Pare Ho, Mujhe Khabar Hai K Khush Bare Ho
Hai Kon Ujra Tumhare Peeche Ya Kis K Toote Hein Khuwab Chorro
Mohabaton K Tamam Wade Nibhaye Kis Ne, Bhulaye Kis Ne
Tumhein Pashemani Ho Gi Jana, Jo Meri Maano Hisaab Chorro
falick faisal
Copy
Load More
Famous Poets
Mirza Ghalib
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
Faiz Ahmed Faiz
Munir Niazi
Jaun Elia
Gulzar
Tahzeeb Hafi
Ali Zaryoun
View More Poets