✕
Poetry
Famous Poets
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
More Poets
Poetry Categories
Love Poetry
Sad Poetry
Friendship Poetry
Islamic Poetry
Punjabi Poetry
More Categories
Poetry SMS
Poetry Images
Tags
Poetry Videos
Featured Poets
Post your Poetry
News
Business
Mobile
Articles
Islam
Names
Health
Shop
More
WOMEN
AUTOS
ENews
Recipes
Poetries
Results
Videos
Directory
Photos
Business & Finance
Education News
Add Poetry
Home
LOVE POETRY
SAD POETRY
FAMOUS POETS
POETRY IMAGES
POETRY VIDEOS
NEWS
ARTICLES
MORE ON POETRY
Home
Urdu Poetry
Featured Poets
Farhan
Search
Add Poetry
Poetries by Farhan
Chalo Mohsin!
Chalo Mohsin Mohabbat Ke Nai Bunyad Rakhtay Hain
Khud Paband Rahtay Hain, Usay Azad Rakhtay Hain
Hamaray Khoon Main Rab Ne Yahe Taseer Rakhi Ha
Burai Bhol Jatay Hain Achai Yaad Rakhtay Hain
Mohabat Main Kaheen Ham Se Gustakhi Na Ho Jae
Ham Apna Har Qadam Us K Qadam K Baad Rakhtay Hain
Farhan rasheed
Copy
Wo Bhi Kya Din The
Wo Bhi Kya Din The K Pal Main Kr Diya Krty The Hum
Umr Bhar Ki Chahtain Hr Ek Harjai k Naam
Ab Ke Woh Rut Hai Ke Her Taza Qayamat Ka Azaab
Apney Dil Mein Jagtey Zakhmon Ki Gahraye Ke Naaam
Ab Ke Apney Ansoaon Ke Sub Shikista Ayeney
Kuch Zamaney Ke LIye, Kuch Apni Tanhai Ke Naam
Farhan rasheed
Copy
معلوم اگـر ہوتــا
معلوم اگـر ہوتــا، بھـاتـے ہیـں تجـھے آنسـو
ہم آنکھ کے پردے میں ساحل کو بٹھا لیتے
Farhan rasheed
Copy
Junoon Main, Shauq Ki Gehraiyon Se Darta Raha
Junoon Main Shauq Ki Gehraiyon Se Darta Raha
Main Apni ZaaT Ki Sachaiyon Se Darta Raha
Mohabton Se Shanasa Huwa Main Jis Din Se
Phir Us K Baad Shanasaiyon Se Darta Raha
Wo Chahta Tha K Tanha Miloon To Baat Kre
Main Kya Krun K Main Tanhaiyon Se Darta Raha
Mein Regzaar Tha Mujh Main Basay Thay Sanaatay
Isi Liye To Main Shehnaiyon Se Darta Raha
Main Apne Baap Ka Yousuf Tha is Liye Mohsin
Sakoon Se So Na Saka Bhaiyon Se Darta Raha
Farhan rasheed
Copy
Yaad_e_Mazi Mai Jo Ankhon Ko Saza Di Jaye
Yaad_e_Mazi Mai Jo Ankhon Ko Saza Di Jaye
Is Say Behtar Hai Kay Har Baat Bhula Di Jaye
Main nay Apno Kay Rawayon Say Ye Mehsoos Kiya
Dil Kay Angan Mai Bhi Dewaar Utha Di Jaye
Mai Nay Yaroon Kay Bhicharne Say Ye Seekha “MOHSIN”
Apne Dushman Ko Bhi Jeene Ki Dua Di Jaye
Farhan rasheed
Copy
Nazar Mein Zakham-e-Tabassum Chhupa Chhupa Ke Mila
Nazar Mein Zakham-e-Tabassum Chhupa Chhupa Ke Mila
Khafa Tou Tha Wo Magar Mujh Se Muskura Ke Mila
Wo Hamsafar Ke Mere Tanz Pe Hansa Tha Bohat
Sitam Zareef Mujhe Aaina Dikha Ke Mila
Mere Mizaaj Pe Hairaa.n Hai Zindagi Ka Shaoor
Mein Apni Mout Ko Aksar Galay Laga Ke Mila
Mein Os Se Maangta Kia Khoon Bahaa Jawaani Ka
Ke Wo Bhi Aaj Mujhe Apna Ghar Luta Ke Mila
Mein Jis Ko Dhoond Raha Tha Nazar Ke Rastay Mein
Mujhe Mila Bhi Tou Zaalim Nazar Jhuka Ke Mila
Mein Zakham Zakham Badan Le Ke Chal Dya “Mohsin”
Wo Jub Bhi Apni Qabaa Per Kanwal Sajaa Ke Mila
Farhan rasheed
Copy
Jad Da Putar Bahr Gya Ayy
Jad Da Putar Bahr Gya Ay Khali Ho Ghar Baar Gya Ayy!
Jhoty Hansy Hasdi Hy PaiMaan Logan Nu Dasdi Hy Pai
Dolar Pound Kamanda Ay Sonhran Othy Daftr Janda Ay Sonhran
Uchi Kothi Paa Bethi Aan Sonhran Ghaar Bana Bethi Haan
Koli Chad K Kothi Pai Hy Keeti Sari Os Kamai Ay
Peu Da Bhaar Utha Leya Hy Sonhriya Ena Kuch Kama Leya Ay Sonhriya
Jad Ve Shehr Main Jani Aan Lakhan De Vech Lani Aan
Hunr Kada Pardes Ni Ariye Baahr Ve Apna E Des Ni Ariye
Jad V Koi Majbori Howay Oda Aanr Zarori Howay
8 Ghanty Vech Aa Janda Ay Sare Kum Nimta Janda Ay
Eny Wich Do Hanju Dhy Pay Enjh Nikly K Bolanr Bay Pay
Fir Maan Such Such Bolanr Lag Pai Dil De Zakhm Pharolanr Lug Pai.
Bahro Bahron Jendiya Ariye Andron Te O Maar Gya Ay
Jad Da Putar Bahr Gya Ay Khali Ho Ghar Bar Gya Ay!
Roti Thandi Khanda Nai Si Kapre Gande Panda Nai Si
Neindr Da Bara Ee Paka Si Ho Subha Maseeti Janda Nahin Si
Ena Ghusa Krda Se Ho Gal Gal Uty Lada Si Ho
Othy Kis Naal Larda Hosi Keinway Guzara Krda Hosiy
Ay Ghum Dil Nu Thaar Gya Ay
Jad Da Putar Bahr Gya Ay Khali Ho Ghar Baar Gya Ay!
6 Maah Pehly Aay Si O. Apne Ghar Paraya Si Ho
Roti Thandi Kha Lenda Ay Kapre Gande Paa Lenda Ay.
Jad Ve Pochni Aaan Tu Khush Hain Hans K Chup Jeya Kr Janda Ay
Main Udi Maan Wan Ariye Adab Di Odi Thaan Wan Ariye
Mere Age Bolda Nain Ay Hanjuan De Dar Kholda Nhin Ay
Main Dukhi Na Ho Jawan Hans Hans Waqat Guzar Gya Ay
Jad Da Putar Bahr Gya Ay Khali Ho Ghar Baar Gya Ay!
Main Unun Pehchanrdiyan Main Te Hr Gal Janrdiyan
Ankh Olay Pardes Ni Ariye Des Te Honda Ay Des Ni Ariye
Ang Wich Saran Kamaiyan Ariye Paiyan Jinhan Judaiyan Ariye
Hunr Te Ay Erada Kita Ay Apne Dil Naal Wada Kita Ay
Rukha Sukha Kha Lan Gi Main Waps Putr Bula Lan Gi Main.
Waps Putr Bula Lan Gi Main.
Waps Putr Bula Lan Gi Main.
Farhan
Copy
Load More
Famous Poets
Mirza Ghalib
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
Faiz Ahmed Faiz
Munir Niazi
Jaun Elia
Gulzar
Tahzeeb Hafi
Ali Zaryoun
View More Poets