✕
Poetry
Famous Poets
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
More Poets
Poetry Categories
Love Poetry
Sad Poetry
Friendship Poetry
Islamic Poetry
Punjabi Poetry
More Categories
Poetry SMS
Poetry Images
Tags
Poetry Videos
Featured Poets
Post your Poetry
News
Business
Mobile
Articles
Islam
Names
Health
Shop
More
WOMEN
AUTOS
ENews
Recipes
Poetries
Results
Videos
Directory
Photos
Business & Finance
Education News
Add Poetry
Home
LOVE POETRY
SAD POETRY
FAMOUS POETS
POETRY IMAGES
POETRY VIDEOS
NEWS
ARTICLES
MORE ON POETRY
Home
Urdu Poetry
Featured Poets
Tariq Lucki
Search
Add Poetry
Poetries by Tariq Lucki
Hamare Saath
Har Eik Baat Na Kiun Zehar Si Hamari Lage
Ke Hum Ko Dast-E-Zamana Se Zakham Kaari Lage
Uddasiyaan Hoon Mussalsal Tu Dil Nahi Ruta
Kabhi, Kabhi Tu Yeh Kafiyaat Bhi Piyaari Lage
Bazahir Eik Hi Shab Hai Firaaq-E-Yaar Mager
Koi Guzarne Bethe Tu Umer Saari Lage..!
Ilaaj Iss Dil-E-Dard Ashna Ka Kiya Kijyee
Ke Teer Ban Ke Jise Harf-E-Ghamghusaari Mile
Hamare Paas Bhi Betho, Bas Itna Chahte Hein
Hamare Saath Agar Tabiyat Tumhari Lage..!!!
Taria Lucki
Copy
Mohabbat
Aisa Nahi K Us Sa Mohabbat Nahi Hamain,
Gham Roz Roz Sehna Ki Aadat Nahi Hamain,
Har Bar Us K Samna Sar Ko Juka Liya,
Our Pir B Dekh Uss Sa Shikayat Nahi Hamain,
Aetibar Kar K Chahte Hai Hum,
Uss K Siwa Kisi Ki B Chahat Nahi Hamain,
Hum Jantain Hai Wo B Hai Tanha Hamra Bina,
Oouron Sa Poochne Ki Zarorat Nahi Hamain,
Kaisay Rahain Ga Bin Uss K Ab Baat Man Lay,
Us K Bagair Rahnay Ki Aadat Nahi Hamain...!!!
Taria Lucki
Copy
Mohabbat Muqaddar Hai Ek Khuwab Nahi
Mohabbat Muqaddar Hai Ek Khuwab Nahi
Ye Wo Rishta Hai Jis Me Sab Kamyab Nahi
Jinhe Sath Mila Unhe Ungliyon Par Gin Lo
Jinhe Mili Judai Unka Koi Hisaab Nahi
Taria Lucki
Copy
Harf-e-dua
Lafzon Ki Justuju Mai Sub Kuch Ganwa Dia
Woh Chal Dia Main Tarz-E-Ada Dhundta Raha
Us Ko Kisi Ne Rab Se Mang Lia Aur Main
Sajdey Mai Gir K Harf-E-Dua Dhundta Raha
Taria Lucki
Copy
Aaj Bhi Toot K Shiddat Se Humein Chahte Ho
Tum Mohabbat Bhi Mosam Ki Tarha Nibhate Ho
Kabhi Baraste Ho Kabhi Ek Boond Ko Tarsate Ho
Pal Mein Kehte Ho Zamane Mein Faqat Tere Hain
Pal Mein Izhaar-E-Muhabat Se Muker Jate Ho
Bhari Mehfil Mein Dushmano Ki Tarah Milte Ho
Aur Duaaon Mein Mera Naam Liye Jate Ho
Dayar-E-Ghair Mein Mujh Ko Talash Karte Ho
Miloon To Paas Se Chupchaap Guzer Jate Ho
Lakh Mosam Ki Tarah Rung Badalte Raho
Taria Lucki
Copy
Wo Bohot Nadaan Haa
Mushkilon Ko Karta Jo Aasan Hai
WO Asal Me Hi To Ek Insan Hai
Gham Se Ghabara Ke Jo Himmat Chhod De
Buzdili Ki Uski To Pahchan Hai
Zindagi Hai Ek Dariya Dard Ka
Dard Se Khele Wahi Insan Hai
Khushali Me Sab Yaha Jee Lete Hai
Ghum Me Jeena To Alag Ek Shan Hai
Ham Bana Saktey Hain Khud Takdeer Ko
Gham Ham Hi Me Josh Ka Elan Hai
Kahte Hain Eh Waqt Hai Ek Dhup Chhaon
Feer Bhala Kyon Aadami Hairan Hai
Khud Ko Jo Samjhe Ki Ham Kamzor Hain
WO Bahut Nadan Hai Anjan Hai
Taria Lucki
Copy
Bata Nahi Sakta...!
Tumse Kitni Mohabbat Hai Ye Me
Bata Nahi Sakta
Apni Zindagi Me Tumhari Ahemiyat
Jata Nahi Sakta
Meri Zindagi Ka Har Lamha Tumhi Se
Shuru Hota Hai
Tumse Duur Reh Ke Ek Pal Bhi Akele
Bita Nahi Sakta
Mumkin Hai Me Khud Ko Bhool Jaau Par
Tujhe Bhoolne Ki Khata Me Kar Nahi Sakta
Tum Mere Dil Me Hi Nahi Mere Rom-Rom Me
Base Ho
Tumse Bichad Ke Me Ye Zindagi Jee Nahi Sakta
Yekeen Nahi Hota Ki Tum Chahte Nahi Hume
Apne Dard Ko Apni Zubaan Se Bayan Kar Nahi Sakta
Aaj Vaada Hai Mere Dil Se Ae Mere Sanam
Tumhare Siva Me Kisi Aur Ko Chah Nahi Sakta
Taria Lucki
Copy
Phool r Kantay
Aik Din Kaantey Ney Phool Sey Poocha K Aaye Phool
Mujhe Tumhari Mohabbat Sey Kya Haasil Howa?
Mujhe Dekhtey Hi Har Koi Apney Teevar Badal Leta Hai Shayad
Iss Liye K Mein Unhain Zakhmi Kar Deta Hoon
Or Duniya Tum Par Marti Hai
Tariq Lucki
Copy
Kash
Kash Tum DEKH Sakty
Tuty Huy Dil Ko
Behty Huy Ansuon Ko
Is Adhury Mosam Ko
Kash Tum PARH Sakty
Mery Hathon Ki Lakeron Ko
Khawabon Ki Taberon Ko
Dil K Afsanon Ko
Kash Tum Samjh Sakty
Mery Lafzon Ki Gehrai Ko
Honton Ki Sachai Ko
Mehfil Ki Tanhai Ko
Kash Tum Jorr Sakty
Iss DIL Ko.
Iss WADY Ko.
Lekin Ye Soch Kr Khamosh Ho Jata Hun.
KASH .Tum JAN Sakty Is Ishq Ko.KASH
Jee Leaty Agar Ishq Na Karty.
Tariq Lucki
Copy
Ishq
Chupake Chupake Asar Kartaa Hai
Ishq Kainsar Ki Tarah Barrhtaa Hai
Jo Koi Ji Na Sake Mar Jaaye
Aap Kaa Naam Abas Letaa Hai
Kaun Sunataa Hai Kisi Ki Vipadaa
Sab Ke Maathe Pe Yahi Qissaa Hai
Koi Darataa Hai Bharii Mahafil Men
Koi Tanhaai Men Hans Parrataa Hai
Yahii Jannat Hai Yahii Hai Dozakh
Aur Dekho To Yahii Duniyaa Hai
Sab Kii Qismat Men Fanaa Hai Jab Tak
Aasmaanon Pe Koi Zindaa Hai
Saans Roke Hue Baitho 'Lucki'
Vaqt Dushman Kii Tarah Chalataa Hai
Tariq Lucki
Copy
Jaam
Ae Saqi Hamara Ehsan Hai K Tere Passchale Atte Hain Peenay JAAM
Warna Humary Yar Ki Ankhen Kisi Mekhaney Se Kum Nahi
Tariq Lucki
Copy
Koi To Ho Eisa
Koi To Ho Eisa
Jo Sirf Mera Ho!
"BATON" Mein Uski "KHUSHBU" Ho!
"DIL" Mein Uska "BSERA" Ho!
"CHAHE" To "CHAHAT" Meri!
Mange To "MOHABT" Meri!
Wo "CHAND" Ki Chandni Ho To
"CHAND" Sirf Mera Ho!
Wo "DIN" Ki Roshni Ho To!
"SURAJ" Sirf Mera Ho!
Wo "PHOLON" Ki Khushbu Ho To "EHSAS" Sirf Mera Ho!
Wo Rat Ka Ujala Ho To!
"Charagh Sirf Mera Ho!
"Wo Ishq Or Mohabt Ho To!
"DIL" Sirf Mera Ho"!
Wo "PANI" Ka "CHENTA" Ho To!
"DARYA" Sirf Mera Ho....
Tariq Lucki
Copy
Dukh...>>>
Hazaron Dukh Paray Sehna Mohabbat Mar Nahin Sakti
Hai Tum Say Bus Yeh Hi Kehna Mohabbat Mar Nahin Sakti
Tera Har Baar Meray Khat Ko Parhna Aur Ro Dena
Mera Har Baar Yeh Hi Likh Dena Mohabbat Mar Nahi Sakti
Kia Tha Hum Ney Campus Ki Nadi Per Ik Haseen Waada
Bhalay Hum Ko Paray Marna Mohabbat Mar Nahin Sakti
Jahan Mai Jab Talak Panchi Chahektay Udtay Phirtay Hain
Hai Jab Tak Phool Ka Khilna Mohabbat Mar Nahin Sakti
Puranay Waadey Ko Jab Zinda Kernay Ka Khiyaal Ayay
Muyjhay Bas Itna Likh Dena Mohabbat Mar Nahin Sakti
Wo Tera Hijar Ki Shab Phone Rakhnay Say Zara Pehlay
Bohat Rotey Huay Kehna Muhabbat Mar Nahin Sakti
Puraanay Raabton Ko Phir Naey Waadon Ki Khwahish Hai
Zara Ik Baar To Kehna Mohabbat Mar Nahin Sakti
Gayay Lamhaat Wo Fursat K Kahan Say Dhoond Ker Laaoon
Wo Pehron Hathon Pai Likhna Mohabbat Mar Nahi Sakti.
Ager Hum Hasraton Ki Qabar Mai Hi Dafan Ho Jaain
To Yeh Kutbon Per Likh Dena Mohabbat Mar Nahin Sakti
Tariq Lucki
Copy
Chaandni Raato Mein
Chaandni Raato Mein Jab Sara Jahan Sota Hai
Lekin Kisi Ki Yaado Mein Koi Badnaseeb Rota Hai
Khuda Kisi Ko Mohabbat Per Fida Na Kare
Aur Agar Kare Toh Kisi Se Juda Na Kare
Tariq Lucki
Copy
Meray Sath
Jo Chala Gaya Mujhay Chor Kar
Wohi Aaj Tak Mere Saath Hai
Kary Pyar Jo ,Tou Gila Na Hoo
Yeh Kissi Kissi Ka Naseeb Hai
Yeh Karam Hai Uski Jafa Nahi
Wo Juda Bhi Rehkay Qareeb Hai
Wo Aankh Hai Mere Ru Baru
Ussi Haath Mein Mera Haath Hai
Jo Chala Gaya Mujhay Chor Kar
Wohi Aaj Tak Mere Saath Hai
Mera Nam Tak Jo Na Lay Saka
Jo Mujhay Qarar Na Day Saka
Jissay Ikhtiyaar Tau Tha Magar
Mujhay Apna Pyar Na Day Saka
Wohi Shakhs Meri Talassh Hai
Wohi Dard Mera Hayaat Hai
Jo Chala Gaya Mujhay Chor Kar
Wohi Aaj Tak Meray Saath Hai
Tariq Lucki
Copy
Meri Chahat...!
Laakh Miltay Hain Hum Bahanay Say
Pyar Chupta Nahi Chupanay Say
Ummar Guzari Hay Dar-Badar Apni
Hum Hillay Thay Zara Thikanay Say
Aik Jadu Sa Kar Gaye Mujh Par
Kuch Makaan Thay Puranay Say
Baat Karta Raha Main Us Say Magar
Baat Banti Nahi Bana’Nay Say
Ho Jo Mumkin To Yeh Bhi Kar Dekho
Tum Nikalo Humain Fasanay Say
Meri Chahat Main Bhi Woh Baat Na Thi
Woh Bhi Rukhsat Hua Bahanay Say
Yeh Bhi Rakha Hay Dhiyaan Main Hum Nay
Teer Palta Agar Nishanay Say
Tariq Lucki
Copy
Aik Shaks
Tamaam Rung Meray Aur Saray Khuwaab Meray
Fasaana Tha Kay Fasaana Bana Gaya Ek Shaks
Main Kisi Hawa Mein Urroon Kisi Faza Mein Lehraoon
Dukhoon Kay Jaal Her Aik Soo Bechaa Gaya Ek Shaks
Palat Sakoon Main Na Aagay Hii Baher Sakoon Jis Per
Mujhay Ye Koun Se Rastay Laga Gaya Ek Shaks
Muhabbatein Bhi Aajab Uss Ki Nafratein Bhi Kamaa
Meri Terha Ka Hi Mujh Mein Sama Gaya Ek Shaks
Woh Mahtaab Tha Marhum Badasth Aaya Tha
Mager Kuch Aur Sewa Dil Dukha Gaya Ek Shaks
Khula Yeh Raaz Ki Aaina Ekhana Hai Duniya
Aur Is Mein Mujh Ko Tamasha Bana Gaya Ek Shaks
Tariq Lucki
Copy
Mera Haal
Itna To Mere Haal Par Ahsaan Kya Kar
Ankhon Se Mera Dard Pehchan Liya Kar
Koi Sath De Safar Main Bohat Thak Gaya Hoon Main
Kuch Pal Hon Tere Sath, Meri Maan Liya Kar
Afsane Mohabat K Adhure Na Chor Tu
Jurm-E-Wafa Ka Mujh Se Har Bayaan Liya Kar
Muddat Hoi Is Aas Par Thehra Howa Hoon Main
Bhule Se Kabhi Tu Bhi Mera Naam Liya Kar
Tu Apni Zaat Se Wabasta Kar Mujhe
Ho Kar Khafa Na Mujh Se Meri Jaan Liya Kar
Tariq Lucki
Copy
"KYUN"
Woh Meri Soch Hai' Koi Aur Ussay Sochay Tu Kyun
Woh Meray Laboun Ka Naghma Hai'koi Aur Ussay Gungunay Tu Kyun
Wo Meri Chahat Hai' Koi Aur Ussay Chahay Tu Kyun
Woh Meri Nazar Ka Aayina Hai' Koi Aur Ussay Daikhay Tu Kyun
Wo Sirf Mri "Dua" Hai' Koi Aur Ussay Maangay Tu Kyun
Tariq Lucki
Copy
Ye Dil To Tere Naam
Ye Dil To Tere Naam Pe Qurban Kardia
Humne To Apni Jaan Ko Bhi Be-Jaan Kardia
Rakhty Nahi Ho Shoq Tum Dedar Ka Mere
Ankho Ko Apni Mujhse Hi Anjan Kardia
Hum To Samjhty Thy K Nibhaogy Sath Tum
Tanha Mujhey Chhor K Pareshan Kardia
Kuch Pal Sahi Tum Merey Dil Main To Rehtey
Nilaam Kar K Mujhko Be-Makaan Kardia
Hona Tha Kisi Or Ka To Chupke Se Ho Jate
Tumne Tu Sare Aam Elaan Krdia
Tariq Lucki
Copy
Load More
Famous Poets
Mirza Ghalib
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
Faiz Ahmed Faiz
Munir Niazi
Jaun Elia
Gulzar
Tahzeeb Hafi
Ali Zaryoun
View More Poets