✕
Poetry
Famous Poets
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
More Poets
Poetry Categories
Love Poetry
Sad Poetry
Friendship Poetry
Islamic Poetry
Punjabi Poetry
More Categories
Poetry SMS
Poetry Images
Tags
Poetry Videos
Featured Poets
Post your Poetry
News
Business
Mobile
Articles
Islam
Names
Health
Shop
More
WOMEN
AUTOS
ENews
Recipes
Poetries
Results
Videos
Directory
Photos
Business & Finance
Education News
Add Poetry
Home
LOVE POETRY
SAD POETRY
FAMOUS POETS
POETRY IMAGES
POETRY VIDEOS
NEWS
ARTICLES
MORE ON POETRY
Home
Urdu Poetry
Featured Poets
Iqshah
Search
Add Poetry
Poetries by Iqshah
Ye Zamny Sae Haal
Ye Zamny Sae Haal Insaan Ka Chupa Nahi
Dil Lagii K Bad Koi Apna Raha Nahi
Tamna Ussy Bhi Tanhy Kii
Akela Hai K Abb Koi Apna Raha Nahi
Ye Adda Zamny Kii Ussy Bhi Bhayae
Kal Usay Jo Chahy Ajj Koi Chahta Nahi
Dewana Ore Pagal Sunty Kan Tahk Gye
Zamny Sae Abb Koi Naya Naam Suna Nahi
Iqshah
Copy
Jan E Jana
Bhool Jana Jan E Jana Jab Jaye Gee Ye Jan
Hum Ko Tm Dil Sae Bhoolana Jab Jaye Gee Ye Jan
Sarngii Main Doob Jata Hon Teri
Rubaab Hai Yan Awaz Dil Ki Ye Jan
Main Khoo Kar Pa Nahi Saka
Wo Bhola Jab Azad Howi Ye Jan
Iqshah
Copy
Josh Kii Batein
Josh Kii Batein Boht Howein Abb Aml Ka Waqt Aya Hai
Uthy Hain Sabb Bus Utha Wohi Nahi Nara Jiss Nae Lagya Hai
Iqshah
Copy
Rasty Dekhy
Main Nae Bohut Sae Rasty Dekhy, Par Koi Manzil Tak Na Jain
Kash Khawab Mery Bhi Iqbaal Ki Tarhan Saach Ho Jain
Iqshah
Copy
Pate Kii Agg
Pate Kii Agg Bhojhany Ko Milla Khoon Insaan Ka
Haal Kya Bataoon Main Tum Ko Apny Hoqmarran Ka
Iqshah
Copy
Meri Zindagi
Meri Zindagee Ko Wo Phoolon Kii Tarhan Mehqa Gaya
Har Dum Mere Dil Main Ankhoon Main Basta Gaya
Charg Sa Lagta Hai Muje Ko
Aa K Andhera Mitta Gaya
Asq Ankhon Sae Behny Lagay
Uss Kii Judaye Ka Tasuvur Howa
Nahi Koi Mera Haal Jan
Kissy Ko Wo Jo Na Milla
Iqshah
Copy
Kuch Jo Lenae Kii Adat Na Thi
Kuch Jo Lenae Kii Adat Na Thi ,Yae Dil Deta Hai
Na Raha Haal-E-Dil Wasa ,Haal Khasta Hai
Main Banjar Sa Aabb Kii Talash Main
Millae Ga Aik Din Azma Lae Azmany Ko Dil Chahta Hai
Iqshah
Copy
Aqa Un Ka Dil Bhi Dharka
Aqa Un Ka Dil Bhi Dharka Jasy Mera Dil Dhrkaya Gya
Akhir Muj Akeely Ko Hee Kun Azmaya Gya
Iqshah
Copy
Pak Kar Deya
Main Nae Muhammad(Saw) Ka Naam Lety Howae Honton Par Hath Rakh Deya
Uss K Bad Jis Cheez Ko Choowa Ussy Pak Kar Deya
Iqshah
Copy
Main Kese Kii Baddwa
Main Kese Kii Baddwa Sae Kya Daroon Qabool Karny Wala To Hai
Main Mangoon Tuj Sae Apny Leeyae Muje Wo Khass Atta Karny Wala To Hai
Iqshah
Copy
Ajeeb Sa Mosam Hai
Ajeeb Sa Mosam Hai Na Koi Din Hai Na Raat Hai
Bas Ankh Hai Jo Band Hai Ore Uss Ka Tasawur Sath Hai
Iqshah
Copy
آدم شناس مجھے پہچان آدم صحرائی سے آیا ہوں
آدم شناس مجھے پہچان آدم صحرائی سے آیا ہوں
سعد بن کر بھی دل میں درد ہے خامی بتا اصلاح کے لیے ایا ہوں
آدمی کا شیطان آدمی ہے
بات پرانی ہوں مگر عمل میں اب بھی ہوں
آدمی آدمی انتر کوئی ہیرا کوئی لنکر
بتا مجھے اگر لنکر ہوں تو ہیرا لینے آیا ہوں
اے استاد بھر دے زندگی میری اپنے علم کی دولت سے
فائدہ ہے تیرا تیری چمک بھرے گی
ورنہ جو آئینہ اب ہے اسی سے دیکھتا ہوں
Iqshah
Copy
Har Begoonah Kabreestan Sae
Har Begoonah Kabreestan Sae
Atii Hai Sada Muje Mar Kar Tuje Mila Kya
Magr Hokmaran Rehta Hai Hawaoon Main
Raya Heran Asii Bhi Khushfehmii Kya
Terii Raya Khoonkhoor Yae Kehtii Hai
Dunya Kii Sab Sae Barii Bala
Magr Ton Bhool Gya Yae Char Din
Jo Katy Wafis Kabhii Aaa Payein Gae Kya
iqshah
Copy
Bhoolna Chahta Hon
Bholna Chata Hon, Jo Ankhon Main Hai Basta
Bholna Chahta Hon, Jo Dil Main Hai Rehta
Mery Badn Sae Khoon Nachoor Loo
Wo Rag Rag Main Mery Hai Basta
Zamana Bar Bar Yehi Hai Kehta
Merii Ankh Main Hai Ek Chehra Dekhta
Bhol Jata Hon Ehad Apny Dil Sae
Rozz Bhool Kar Dil Un Ko Yaad Hai Karta
Bhoolna Chahta Hon Yehi Hon Bhoolta
Baqii Sab Yad Muj Ko Hai Rehta
Bholna Chata Hon, Jo Ankhon Main Hai Basta
Bholna Chahta Hon, Jo Dil Main Hai Rehta
Iqshah
Copy
Na Dukh Dae Itna
Na Dukh Dae Itna Yae Shayar Rota Hai Bohot
Tere Aik Aik Inkar Par Phir Zakhm Rasta Hai Bohot
Na Rakh Koi Shart Ab Bhi Lota Ton Muje Pae
Na Ab Raha Main Wasa Sahara Faqeer Leta Hai Bohot
Iqshah
Copy
Har Koi Apna Dushman Lagy
Har Koi Apna Dushman Lagy
Koi Sathi Na Sajan Lagy
Hum Ummer Bhar Jis K Leeyae Roye Thay
Abb Wohi Ansu Parae Lagay
Iqshah
Copy
Un Ka Ho Kar
Rooty Ho Kyun Kehta Reh Gya
Main Bus Un Ka Ho Kar Reh Gya
Zoor Dil Ka Chalta Nahi Muje Pae
Main Bus Un Ka Ho Kar Reh Gya
Un K Ansu Sae Batein Karta Raha
Wo Heran Ho Kar Dekhta Reh Gya
Wo Na Jnta Tha Ye Dil Hai Kya
Main Bus Un Ka Ho Kar Reh Gya
Rooty Howe Uss Nae Kaha
Main Bus Un Ka Ho Kar Reh Gya
Iqshah
Copy
Main Chalta Raha
Main Chalta Raha Roka Hee Nahi
Wo Kehta Hai Main Agay Bhra Hee Nahi
Kash Aik Bar Mur Kar Dekha Hota
Wo Kehta Hai Wo Wahan Sae Bhra Hee Nahi
Main Chall Para Door Tak Peechy Ajj Tak Dekha Nahi
Muje Ajj Bhi Yaad Hai Wo Suraat Jiss K Jasa Koi Hai Hee Nahi
Wo Kanch Thii Main Janta Tha
Pathar Kaisy Ho Gye Main Samja Hee Nahi
Door Ja Kar Bhi Muje Yaad Aatii Hai Wo
Main Jo Zinda Tha Abb Zinda Heee Nahi
Main Ajj Bhi Rehta Hon Uss Dil Main,Wo Bar Bar Muj Sae Kehti Hai
Pata Nahi Saach Hai Kya ,Janta Hee Nahi
Iqshah
Copy
Mohabat Kii Inteha Chahyae
Wo Muj Se Pochta Hai Tuje Kya Chahyae
Main Bhi Kehta Hon Mohabbat Kii Inteha Chahyae
Main Jo Kehta Hon Sacch Hai Man Jayae
Mohabbat Kii Inteha Chahyae
Wo Kehta Too Janta Nahi
Mohabbt Hai Kya Ore Tuje Kya Chahyae
Main Kehta Hon Ehq Inteha Hai Ess Kii
Muje Mohabbat Kii Inteha Chahyae
Aik Bar Keh Do Muje Hee Chahty Ho
Muje Izhar Lafzon Ka Chahyae
Main Khoya Rahon Ga Ummeer Bhar
Jam Lafzon Ka Asa Chahyae
Abb Na Poochna Muje Kya Chahyae
Muje Mohabbat Kii Inteha Chahyae
Muje Terii Mohabat Kii Inteha Chahyae
Iqshah
Copy
Bohut
Ye Jadoo Hai Mosam Ka Muje To Bahar Pasand Bhi Hai Bohut
To Muskuraya Jo, Nazar Terii Ajj Utryen Gae Bohut
Iqshah
Copy
Load More
Famous Poets
Mirza Ghalib
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
Faiz Ahmed Faiz
Munir Niazi
Jaun Elia
Gulzar
Tahzeeb Hafi
Ali Zaryoun
View More Poets