✕
Poetry
Famous Poets
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
More Poets
Poetry Categories
Love Poetry
Sad Poetry
Friendship Poetry
Islamic Poetry
Punjabi Poetry
More Categories
Poetry SMS
Poetry Images
Tags
Poetry Videos
Featured Poets
Post your Poetry
News
Business
Mobile
Articles
Islam
Names
Health
Shop
More
WOMEN
AUTOS
ENews
Recipes
Poetries
Results
Videos
Directory
Photos
Business & Finance
Education News
Add Poetry
Home
LOVE POETRY
SAD POETRY
FAMOUS POETS
POETRY IMAGES
POETRY VIDEOS
NEWS
ARTICLES
MORE ON POETRY
Home
Urdu Poetry
Featured Poets
Jamal Baloch
Search
Add Poetry
Poetries by Jamal Baloch
Ishq Ka Mukadhma
Kidmat Husan Ki Hogi Mukadhma Ishq Ka Hoga
Gawahi Mera Dil Dega Mujrim Tera Piyar Hoga
Jamal Baloch
Copy
Kuch Nai Hata
Tujhe Mohabbat Karna Nai Hata
Muje Mohabbat K Siwa Kuch Nai Hata
Zidagi Guzarne K Do Hi Tariqe Hain
Aik Tuje Nai Hata Aik Mujhe Nai Hata
JAMAL BALOCH
Copy
Ishq Ka Mukadma
Kidmat Husn Ki Hogi
Mukadma Ishq Ka Hoga
Gawai Mera Dil Dega
Mujrim Tera Piyar Hoga
JAMAL BALOCH
Copy
Bewafa Hojain
Is Se Pahle K Bewafa Hojain
Kiyon Na Hay Dost Ham Juda Hojain
Bandagi Hamne Shordi Hai JAMAL
Kia Karen Log Jab Kuda Hojain
Jamal Baloch
Copy
Nadan dil
Bari Hajeb Hai Nadan Dil Ki Kwaish Ya Rab
Hamal Kuch Nai Dil Talabgar Hai Janat Ka
Jamal Baloch
Copy
Bewafa
Parishton Jaisa Takadus Tha Jis K Chairy Per
Yaqeen Kijiye Wahi Shaks Bewafa Nikla
Jamal Baloch
Copy
Tanhahi
Har Wakt Ka Hansna Kahin Tjhe Barbad Na Karde
Kbhi Tanhahi Ke Halam Main Ro Bhi Lia Kar
Jamal Baloch
Copy
USN-YAR
Sawal Ye Tha K Usn-Yar Kaisa Hai
Jawab Ye Tha K Jawab Nai
Jamal Baloch
Copy
Des Ka Parinda
Ye Dil To Kisi Aur Hi Des Ka Parinda Hai
Sene Main To Rahta Hai Magar Bas Main Nai Rahta
Jamal Baloch
Copy
Mahzirat
Mahzirat Chahata Hon Hay Dil
Tujhe Us K Hawale Kia Jisy Tere Qadar Na Thi
Jamal Baloch
Copy
Tume Kia Jawab Don
Aaj Nai Hai Koi Gam Tume Kia Jawab Don
Meri Shairi Hai Katam Tume Kia Jawab Don
Jab Dard Tha Kisi Ne Pocha Hi Nai
Ab Bula Dia Hai Sanam Tume Kia Jawab Don
Na Poche Meri Mohabbat Ka Dastan Koi
Na Rahegi Baram Tume Kia Jawab Don
Main Ne Dil Ki Dunya Ko Jala K Rak Kardia
Mujhe Kasam Hai Teri Kasam Tume Kia Jawab Don
Tum Roti Ho To Zamane Ko Rola Deti Ho
Ab Kon Lega Nai Janam Tume Kia Jawab Don
Ab Un Galyon Se Hana Jana Chor Dia Ham Ne
Jahan Gut Ta Hai Dam Tume Kia Jawab Don
Sharabi Banda Hun Laken Sharab Peta Nhi
Ye Kuda Ka Hai Karam Tume Kia Jawab Don
Sach Kaha Tha Kisi Bewafa Ne K
Wafa Teri Aankhen Hain Nam Tume Kia Jawab Don
Shayad Jamal Ne Ko Sudara Hai Pir Bhi
Log Kahte Hain Besharam Tume Kia Jawab Don
Jamal Baloch
Copy
Hakri Manzil
Bahut Hi Naz Se Choma Us Ne Honton Ko Marte Wakt
Kahne Lagi Jan Manzil Hakri Hai Kahin Piyas Na Lag Jai
Jamal Baloch
Copy
Wafa Mil Nai Saki
Phoolon Se Wafa Mil Nai Saki Ha To Kanton Se Dosti Karlen
Suna Hai Ye Daman Pakarlen Per Hasani Se Chora Nai Karte
Jamal Baloch
Copy
Guzri Hui Zindgi
Guzri Hui Zindgi Ko Kabhi Yaad Na Kar
Taqdir Me Jo Likha Hai Uski Fariyad Na Kar
Jo Hoga Wo Hokar Rahega
Tu Kalki Fikar Me Apni Aaj Ki Hasi Barbad Na Kar
Jamal Baloch
Copy
Ganwa Bethey
Dil Se Roye Magar Honto Se Muskura Bethey
Younhi Hum Kisi Se Wafa Nibha Bethey
Wo Hamein Ek Lamha Na De Paya
Jin K Liye Hum Apni Zindagi
Jamal Baloch
Copy
Nahi milta
Zindagi Me Bar Bar Sahara Nahi Milta
Bar Bar Pyar se koi pyara Nahi Milta
Hai jo pass Use SambhaL Kar Rakhna
Khone Ke Baab wo Fir Dobara Nahi Milta
Jamal Baloch
Copy
Phool ki Patian
Hum To Phool Ki Un Patio
Ki Tara Hain..
Zindagi G
Jinhy Khushi Ki Khatir Log
Kadmoo May Bichaa Dety Hain
Jamal Baloch
Copy
Mujh Se Bichri To Door Hat K Roi
Mujh Se Bichri To Door Hat K Roi
Na Jane Q Wo Apno Me Palat K Roi
Yad Aai Us Ko Jab Meri Baaten
Pagli Mere Khatt Se Lipat K Roi
Suna Hai Mehndi Laga Kar Apne Haseen Hathon Par
Saheliyon K Bhare Jhurmat Me Roi
Wo Meri Baahon Me Khush Rehne Wali
Kal Kisi K Bazuon Me Simat K Roi
Jab Hum Sa Humdard Us Ko Na Mila Use "Jamal"
Mehndi K Din Bhi Darwaze Se Lipat K Roi
Jamal Baloch
Copy
Muhababt Kam Nahi Hoti
Koi Kitna Jatan Kar Le Muhababt Kam Nahi Hoti
Zamana Is K Aagay Aahni Dewar Ban Jaye
Aur Us Ki Haath Ik Talwaar Ban Jaye
Muhabbat Dar Nahi Sakti Daranay Se
Nahi Mitti Mitanay Se
Muhabbat Ki Banti Nahi Zamanay Se
Ye Apni Jaan De Kar Bhi Kabhi Bedam Nahi Hoti
Koi Kitna Jatan Kar Le Muhababt Kam Nahi Hoti
Kabhi Ye Heer Ka Joban Kabhi Ranjhay Ki Wanjili Hai
Kabhi Khaaro’n Bhara Rasta, Kabhi Ye Phool Jangli Hai
Kabhi Sheeree’n Ki Betabi, Kabhi Farhaad Ka Taisha
Ye Kuch Kuch Shehed Jesi Hai, Maza Hai Is Mein Sam Jaisa
Junoo’n Hai Qais Ka, Laila Ki Ye Waraftagi Hai
Khudi Ka Bhaid Hai Is Mein
Muhabbat Be-Khudi Bhi Hai
Muhabbat Hai Khuda Jesi, Khudaai Is Mein Shaamil Hai
Sitara Mat Kaho Is Ko, Muhabbat Maah-E-Kaamil Hai
Aur Is Ki Lou Kabhi Madham Nahi Hoti.
Koi Jitna Jatan Kar Le Muhababt Kam Nahi Hoti
Jamal Baloch
Copy
Kahnay Ko Myra Uss Say Koi Waasta Nahi
Kahnay Ko Myra Uss Say Koi Waasta Nahi
Jamal Magar Wo Shakhs Mujhy Bulta Nahi
Darta Hun Ankh Kholun To Manzar Badal Na Jay
Main Jaag To Raha Hun Magar Jaagta Nahi
Ashfatgee Say Iss Ke Uss Baywafa Na Jaan
Aadat Ke Baat Aur Hai Dill Ka Burra Nahi
Sahab Nazar Say Karta Hain Phatar B Guftugu
Na Jins K Hazoor Zaban Kholta Nahi
Jamal Baloch
Copy
Load More
Famous Poets
Mirza Ghalib
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
Faiz Ahmed Faiz
Munir Niazi
Jaun Elia
Gulzar
Tahzeeb Hafi
Ali Zaryoun
View More Poets