✕
Poetry
Famous Poets
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
More Poets
Poetry Categories
Love Poetry
Sad Poetry
Friendship Poetry
Islamic Poetry
Punjabi Poetry
More Categories
Poetry SMS
Poetry Images
Tags
Poetry Videos
Featured Poets
Post your Poetry
News
Business
Mobile
Articles
Islam
Names
Health
Shop
More
WOMEN
AUTOS
ENews
Recipes
Poetries
Results
Videos
Directory
Photos
Business & Finance
Education News
Add Poetry
Home
LOVE POETRY
SAD POETRY
FAMOUS POETS
POETRY IMAGES
POETRY VIDEOS
NEWS
ARTICLES
MORE ON POETRY
Home
Urdu Poetry
Featured Poets
Jamal Ahmad
Search
Add Poetry
Poetries by Jamal Ahmad
Bichadhna kya maut se Kam hai
Mehboob Ke Akhiri Deedar Se Chasm-E-Nam Hai
Ab Tumhi Btao Bichahdna Kya Maut Se Kam Hai
Jamal Ahmad
Copy
Bas Ujaale Ho Jayein
Meri In Raaton Ke Ujaale Bas Ujaale Ho Jayein
Ham Jinke They Bas Unke Hawaale Ho Jayein
Jamal Ahmad
Copy
Ankh
In Ankhon Se Kabhi Mohabbat Na Karna
"Jamal" Duniya Ke Liye Andhey Ho Jaaoge
Jamal Ahmad
Copy
Beghar
Rahta Tha Kisi Ke Dil Mein
Beghar Ho Gya Hun Main
Ab Rha Na Koi Shouk Bhi
Jabse Bichadh Gya Hu Main
Jamal Ahmad
Copy
Kitabon Mein
Jin Kitabon Mein Main Tumhe Likhta Tha
Un Kitabon Mein Tumhe Dhundhta Hun
Jamal Ahmad
Copy
Hijr
Apni Saanson Se Bhi Ladkar Ham
Kux Din Yun Guzarenge Hijr Mein
Jamal Ahmad
Copy
Guzara Karna
Sanam Tum Ghamo Se Hi Guzara Karna
Tumhe Kya Pta Kitna Mushqil Hai Ishq Dobara Karna
Toot Kar Girenge Kayi Sitaare Falak Par Bhi
Tum Bas In Hatho Se Hi Ishara Karna
Agar Jab Kabhi Milenge Ulfat Me Bewaafayi Tumko
Tasbih Me Tab Tum Naam Hmara Karna
Lagengi Meri Batein Tumhare Dilon Par Jab
Hmari Mohahbbat Me Tum Istikhara Karna
Naseeb O Muqaddar Me Ab Kux Nhi Bacha Mere
Wasihat Me Kya Hi Ab Tumhara Karna
"Jamal" Ki Takleefein Tum Kyu Nhi Samjhti
Ek Kam Karna Bas Yaadon Se Tum Guzara Karna
Jamal Ahmad
Copy
Mohabbat Hai Aziyat
Mohabbat Hai Aziyat To Aziyat Hi Sahi
Na Rahega Koi Haisiyat Na-Haisiyat Hi Sahi
Par Guzarenge Ta-Umar Tumhare Dar Pe Hi
Ye Umooman Fazihat Hai To Fazihat Hi Sahi
Jamal Ahmad
Copy
Lakh Gham bhi ho Seenay Main Agar
Lakh Gham bhi ho siney mein Agar,
Ek muskurahat se Dafnaya ja sakta hai...
Jamal Ahmad
Copy
Kaun Ishq Ka Sauda Kare Zameer Ke Sath
Koi Khel Gya Hai Mere Takdeer Ke Sath
Baatein Karta Tha Jiski Tasveer Ke Sath
Jisko Bhi Main Chahunga Bichhad Hi Jayega
Kaun Ishq Ka Sauda Kare Zameer Ke Sath
Wo Chala Gaya Hai Kisi Aur Ki Duniya Mein
Ab Kahan Jamal Ka Rishta Raha Kisi Aur Ke Sath
Jamal Ahmad
Copy
Khanjar
Dekh Ke Ye Saare Manzar Tumhare
Lagi Hai Siney Me Aj Khanjar Hamare
Jamal Ahmad
Copy
Khaksar
Tere Aahaton Ka Ham Intezar Ho Jayenge
Tere Aane Tak Ham Khaksar Ho Jayenge
Jamal Ahmad
Copy
Guzara
Na Guzara Hua Na Tumhara Hua
Ye Ishq Me Kaisa Istikhara Hua
Kisi Shouk-E-Zad Par Gira Hua
Ye Hal Bhi Ab Kaisa Hamara Hua
Jamal Ahmad
Copy
Tum uski baaton mein hashr ki baat karte ho
Tum uski baaton me hashr ki baat karte ho...
Hamne to uski aankhon me qayaamat dekhi hai...
Jamal Ahmad
Copy
Tere Kissey kahani logo me sunatey rahenge
Tere Kissey kahani logo me sunatey rahenge
Tujhe hath ke lakeeron me milatey rahenge
Jagenge puri shab teri yadon ke jharokhon me
Tujhe din ke khayalon me bulatey rahenge
Veeran ho jayegi jab teri madarsa-e-ulfat
Tab Azaano mei tujhko pukartey rahenge
Jamal-e-yar se gar jo firaaq hui ye zindagi
Teri yaadon ko yun hi ham sanwartey rahenge
Jamal Ahmad
Copy
Tere Kissey Kahani Logon Mein Sunatey Rahenge
Tere Kissey Kahani Logo Me Sunatey Rahenge
Tujhe Hath Ke Lakeeron Me Milatey Rahenge
Jagenge Puri Shab Teri Yadon Ke Jharokhon Me
Tujhe Din Ke Khayalon Me Bulatey Rahenge
Veeran Ho Jayegi Jab Teri Madarsa-E-Ulfat
Tab Azaano Mei Tujhko Pukartey Rahenge
Jamal-E-Yar Se Gar Jo Firaaq Hui Ye Zindagi
Teri Yaadon Ko Yun Hi Ham Sanwartey Rahenge
Jamal Ahmad
Copy
Nahid Mohabbat me itna kharcha kiy
Nahid Mohabbat me itna kharcha kiya
Ki 'Jamal' yadon ke karz me doob gya
Jamal Ahmad
Copy
Khaak banunga aur hawaon me ghul jaaunga
Khaak banunga aur hawaon me ghul jaaunga
Fir tumhare saanson se hokar guzar jaaunga
Jamal Ahmad
Copy
Waqt ke samandar ko tair kar jana hai
Waqt ke samandar ko tair kar jana hai,
Fir ek din kanaaron pe aakar doob jana hai...
Jamal Ahmad
Copy
Sanam ham Pe kya kya Guzrey
Jo Bhi Likha Lafz Sab Tumse Hokar Guzrey
Jo Na Guzrey to Sanam ham Pe kya kya Guzrey
Jamal Ahmad
Copy
Load More
Famous Poets
Mirza Ghalib
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
Faiz Ahmed Faiz
Munir Niazi
Jaun Elia
Gulzar
Tahzeeb Hafi
Ali Zaryoun
View More Poets