Taqatwar Hay Asar Meray Watan Ki Zameen Ka
Dunia Say Hay Nayab Hera Mearay Watan Ki Zameen
Aik Lamha Bi Nahi Bishar Sakta Meray Watan Say
Meri Sari Kamai Hay Watan E Azia Ki Inmol Mati May
Azeeb Si Taqat Militi Jab Chalta Hoo Zameen Par
Allah Ka Saia Hay Har Waqat Chand E Zameen Par
Yeh Amanat Hay Rab Ki Aur Ham Warkar Hay Is Kay
Yeh Rahay Gi Tab Tak Hay Dam Chand O Soraj May
Gardish Is Ki Hay Azmat E Insan Kay Lay
Sab Hay Rakhwalay Is Kay Yeh Dunia Hamari
Junbash Is Ki Hoti Hay Chand Sataro Tak
Mashraq Hay Shan Is Ki Magrab Hay Iman
Behtar Hay Zindigi Ki Iman Is Kay Undar
Tahfaz Kamal Hay Dunia Ki Azmat Kay Liay
Chaltay Hay Yahan Par Allah Ka Farman
Muhammad PBUH Ki Jawani Hay Dunia Ka Farman
Yeh Taqat Bakhshti Hay Shai Kay Zaman Ko
Yeh Samo Lity Hay Saray Guna Aman E Jabeen Kay Sath
Allah Kiamant Hay Sada Raha Abad O Azad
Sari Dunia Karay Salam Qomee Abad
Yeh Chand Ki Roshani Hay Aur Staroo Ki Mehman
Janat Hay Arzoon Is Ki Dunia Hay Qurban
Yeqeen Kamal Dunia Kari Gi Salam Is Ko
Yeh Tahfaze Iman O Quran Allah Rakhay Shadman