✕
Poetry
Famous Poets
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
More Poets
Poetry Categories
Love Poetry
Sad Poetry
Friendship Poetry
Islamic Poetry
Punjabi Poetry
More Categories
Poetry SMS
Poetry Images
Tags
Poetry Videos
Featured Poets
Post your Poetry
News
Business
Mobile
Articles
Islam
Names
Health
Shop
More
WOMEN
AUTOS
ENews
Recipes
Poetries
Results
Videos
Directory
Photos
Business & Finance
Education News
Add Poetry
Home
LOVE POETRY
SAD POETRY
FAMOUS POETS
POETRY IMAGES
POETRY VIDEOS
NEWS
ARTICLES
MORE ON POETRY
Home
Urdu Poetry
Featured Poets
Haris
Search
Add Poetry
Poetries by Haris
Duniya Ke Sitam Yaad Na Apni Wafaa Yaad
Duniya Ke Sitam Yaad Na Apni Wafaa Yaad
Ab Mujh Ko Nahi Kuch Bhi Mohabbat Ke Siwa Yaad
Mein Shikwah Ba Lab Tha, Mujhe Ye Na Bhi Raha Yaad
Shayad Ke Mere Bhoolnay Waalay Ne Kia Yaad
Kia Jaaniye Kia Ho Gaya Arbaab-e-Junoo.n Ko
Jeenay Ki Adaa Yaad Na Marnay Ki Adaa Yaad
Kia Lutf Ke Mein Apna Pataa Aap Bataaon
Kijiye Koi Bhooli Howi Khaas Apni Adaa Yaad
Muddat Howi Ek Haadsa-e-Ishq Ko Laikin
Ab Tak Hai Tere Dil Ke Dharaknay Ki Sadaa Yaad
Shahzaib
Copy
Sach Hai Hameen Ko Aap Ke Shikway Bajaa Na Thay
Sach Hai Hameen Ko Aap Ke Shikway Bajaa Na Thay
Be-Shak Sitam Janaab Ke Sab Dostaana Thay
Haan Jo Jafaa Bhi Aap Ne Ki, Qaaiday Se Ki
Haan Ham Hee Kaar Band-e-Asool-e-Wafa Na Thay
Aaye Tou Yun Ke Jaisay Hamesha Thay Meherbaan
Bhoolay Tou Yun Ke Goya Kabhi Aashna Na Thay
Kyun Daad-e-Gham Ham Ne Talab Ki, Buraa Kiya
Ham Se JahaaN Mein Kushta-e-Gham Aur Kya Na Thay
Gar Fikr-e-zaKhm Ki Tou Khataavaar Hain Ke Ham
Kyun Mahv-e-Madh-e-Khuubi-e-Teg-e-Adaa Na Thay
Har Chaarahgar Ko Chaarahgari Se Guraiz Tha
Warna Hamain Jo Dukh Thay, Bohat La-Dawaa Na Thay
Lab Per Hai Talkhi-e-Mey-e-Ayaam, Warna “Faiz”
Ham Talkhi-e-Kalaam Pe Maail Zaraa Na Thay
Mohsin
Copy
Hai Aap Ke Honton Pe Jo Muskaan Wagera
Hai Aap Ke Honton Pe Jo Muskaan Wagera
Qurbaan Gaye Is Pe Dil-O-Jaan Wagera
Billi To Yunhi Muft Main Badnaam Huyi
Thailay Mein To Kuch Aur Tha Samaan Wagera
Be’hirss O Gharzz Farzz Adaa Ki Jiye Apna
Jis Tarah Police Karti Hai Chalaan Wagera
Ab Hosh Nahin Koi Ke Badaam Kahan Hai
Ab Apni Hatheli Pe Hain Dandaan Wagera
Har Shirt Ki Bushratt Bana Dali Hai Anwar
Yun Chaak Kiya Hum Ne Garebaan Wagera
Faizan
Copy
Wehshatain Barhti Gayeen Hijr Ke Aazaar Ke Saath
Wehshatain Barhti Gayeen Hijr Ke Aazaar Ke Saath
Ab Tou Ham Baat Bhi Kartay Nahi Gham Khwaar Ke Saath
Ab Tou Ham Ghar Se Nikaltay Hain Tou Rakh Detay Hain
Taaq Per Izzat-e-Saadaat Bhi Dastaar Ke Saath
Ek Tou Khwaab Lye Phirtay Ho Galyon Galyon
Os Pe Takraar Bhi Kartay Ho Kharidaar Ke Saath
Is Qadar Khauf Hai Os Sheher Ki Galyon Mein Ke Loog
Chaap Suntay Hain Tou Lag Jaatay Hain Deewaar Ke Saath
Ham Ko Os Ehad Mein Taameer Ka Soda Hai Jahan
Loog Maymaar Ko Chun Daitay Hain Deewaar Ke Saath
Noman
Copy
Musalmanon Mein Khoon Baqi Nahin Hai
Mohabbat Ka Junun Baqi Nahin Hai
Musalmanon Mein Khun Baqi Nahin Hai
Safen Kaj, Dil Pareshan, Sajda Bezuk
K Jazba-E-Andrun Baqi Nahin Hai
Ragon Mein Lahu Baqi Nahin Hai
Wo Dil, Wo Awaz Baqi Nahin Hai
Namaz-O-Roza-O-Qurbani-O-Haj
Ye Sab Baqi Hai Tu Baqi Nahin Hai
Haris
Copy
Load More
Famous Poets
Mirza Ghalib
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
Faiz Ahmed Faiz
Munir Niazi
Jaun Elia
Gulzar
Tahzeeb Hafi
Ali Zaryoun
View More Poets