Add Poetry

Kabhi Dosto Se

Poet: SAIF ASHIR By: SAIF ASHIR, Islamabad

Zindagi Mein Baatein Bahut Kar Liye?
Sun Liye Hai Jawab Bhi?Kabhi Dosto Se, Kabhi Dushmano Se
Lavso Ke Is Bhir Mein Ghutan Si Hoti Hai Ab To?
Mujhe Sannata Chahiye?.. ?
Isliye Khamoshi Se Dosti Kar Liye?
Baaton Ki Tanashahi Bardasht Karne Ki Taaqat Na Rahi?
Viraane Mein Sar Chupane Ki Jagah Chahiye?
Alfaazon Ka Koi Matlab Hi Nahi Milta?
Isliye Khamoshi Se Dosti Kar Liye?
Rahegi Tamannaye, Tamannaye To Rahti Hai?
Par Halaat Yeh Hai Ki Ab Saare Hosh?o’Hawas Kho Chuke?
Is Bedardi Ko Kab Tak Jhel Sakti Hai Yeh Dil?o’Dimaag?
Armaano Se Tang Aa Chuke Hai Hum Bhi?
Isliye Khamoshi Se Dosti Kar Liye?
Musquraahaton Se Roshan Hoti Rahegi Yeh Duniya?
Mujhe Roshniyon Se Dar Lagne Laga Hai?
Mujhe Andhera Chahiye?
Isliye Khamoshi Se Dosti Kar Liye?

Rate it:
Views: 778
26 Apr, 2011
Related Tags on Friendship Poetry
Load More Tags
More Friendship Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets