✕
Poetry
Famous Poets
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
More Poets
Poetry Categories
Love Poetry
Sad Poetry
Friendship Poetry
Islamic Poetry
Punjabi Poetry
More Categories
Poetry SMS
Poetry Images
Tags
Poetry Videos
Featured Poets
Post your Poetry
News
Business
Mobile
Articles
Islam
Names
Health
Shop
More
WOMEN
AUTOS
ENews
Recipes
Poetries
Results
Videos
Directory
Photos
Business & Finance
Education News
Add Poetry
Home
LOVE POETRY
SAD POETRY
FAMOUS POETS
POETRY IMAGES
POETRY VIDEOS
NEWS
ARTICLES
MORE ON POETRY
Home
Urdu Poetry
Featured Poets
KHATEEB RAFATHULLAH RAFATH
Search
Add Poetry
Poetries by KHATEEB RAFATHULLAH RAFATH
Har Phool Se Keh Do Tum
Har Phool Se Keh Do Tum, Be Fasal Na Mehkey Woh
Mousam Ke Liye Har Kiz , Rang Apna Na Badley Who
Weraan Huwa Hai Dil, Hasrath Bhi Nahi Baaqi
Mil Jaaney Ge Jims O Jaan Rishtoon Ko Na Todey Woh
Manzil Pe Nigahen Ho, Aur Paaon Bhi Rastey Par
Gardish Meh Zamana Hai, Ek Pal Bhi Na Bhatkey Woh
Un Aankhon Ko Dard E Dil, Selaab Se Pur Karna
Kuch Hal Ke Thapedon Se, Ashkon Ke Ne Behley Woh
RAFATH Ke Taraney Mea, Khushbo Ki Muhabbath Hai
Bin Phool Ke Daali Par, Gulshan Mey Na Lachkey Woh
KHATEEB RAFATHULLAH RAFATH
Copy
Moti
Aankh Se Moti Girta Ho Ga
Dil Mey Toofan Ut-Tha Ho Ga
Kashthi Pihr Ek Tooti Ho Gi
Taqta Phir Ek Behtha Go Ga
Saare Arman Nikley Hongey
Sapne Dil Mey Aata Ho Ga
Pal Do Pal Ka Saya Bhi Kiya
Badal Aata , Jaatha Ho Ga
Bulbul Jaesi Cehakthi Hai Who
Dil Mey Rafath Rehtha Ho Ga
KHATEEB RAFATHULLAH RAFATH
Copy
Nirali Ek Ghazal Tujh Sey Chupa
Nirali Ek Ghazal Tujh Sey Chupa Kar Kiya Kiya Main Ne
Hadees-E Dil Thi Auron Ko Suna Kar Kiya Kiya Main Ne
Jo Apney Hain Woh Apney Hi Rahen Ge Kiya Guma Us May
Jo Sach Hai Us Ko Aalam Par Jatha Kar Kiya Kiya Main Ne
Mra Eeman Mrye Chehrey Say Jab Woh Khud Hi Padh Le Ga
To Dil Ka Mudda Phir Lab Pe Lakar Kiya Kiya Main Ne
Badi Caahath Se Tum Ney To Wafa Mery Nibhai Hai
Magar Is Rasm-E Ulfath Ko Racha Kar Kiya Kiya Main Ne
Jo Tum Mujh Se Qafa Hotey They Kithney, Acchey Lagthey They
Tumhen Baitey Bithaey Youn Mana Kar Kiya Kiya Main Ne
Din Un Ki Yaad Sey “Rafath” Bady Acchey Guzar They They
Ab Un Ayyam-E Raftha Ko Bhula Kar Kiya Kiya Main Ne
KHATEEB RAFATHULLAH RAFATH
Copy
Is Tarha Haathon Se Cehrey Ko
Is Tarha Haathon Se Cehrey Ko Chupaty Keyon Ho
Mujh Se Sharma They Ho Phir Saam Ney Aatey Keyon Ho
Tum Ho Be Baak To Iqrar E Wafa Bhi Kar Lo
Piyar Kar Tey Ho To Phir Piyar Chupate Keyon Ho
Is Thikaney Men Parindey Bhi Panap Jatey Hain
Apne Khwabon Ke Nasheman Ko Jalatey Keyon Ho
Chand Ban Ke Mery Sehan Men Chamko To Sahi
Tum Wajood Apna Andherey Mey Chhupatey Keyon Ho
Roz Mar Mar Ke Mujhey Jiney Ki Deyti Ho Saza
Milne Aatey Ho To Phir Laut Ke Jaatey Kyon Ho
Aankhon Aankhon Se Sanbhal Ney Ke Isharey Bhi Hain
Aur Unhin Aankhon Se Rafath Ko Pilaatey Keyon Ho
KHATEEB RAFATHULLAH RAFATH
Copy
Load More
Famous Poets
Mirza Ghalib
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
Faiz Ahmed Faiz
Munir Niazi
Jaun Elia
Gulzar
Tahzeeb Hafi
Ali Zaryoun
View More Poets