✕
Poetry
Famous Poets
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
More Poets
Poetry Categories
Love Poetry
Sad Poetry
Friendship Poetry
Islamic Poetry
Punjabi Poetry
More Categories
Poetry SMS
Poetry Images
Tags
Poetry Videos
Featured Poets
Post your Poetry
News
Business
Mobile
Articles
Islam
Names
Health
Shop
More
WOMEN
AUTOS
ENews
Recipes
Poetries
Results
Videos
Directory
Photos
Business & Finance
Education News
Add Poetry
Home
LOVE POETRY
SAD POETRY
FAMOUS POETS
POETRY IMAGES
POETRY VIDEOS
NEWS
ARTICLES
MORE ON POETRY
Home
Urdu Poetry
Islamic
Search
Add Poetry
Khuda Mehs0os H0ota Hai
Poet:
By:
zarqa mughal
,
gujranwala
Bsaarat Kuch Nhi Krti,Bseerat Kaam Ati Hai
Nzaar Ata Nhi Lakin Khuda Mehs0os H0ota Hai
Facebook
WhatsApp
Twitter
Rate it:
Views:
1007
Print
30 Oct, 2014
< PREV
View More
NEXT >
Related Tags on Islamic Poetry
Jumma Mubarak Poetry
Ramzan Poetry
Islamic 2 Line Poetry
Namaz Poetry
Quran Poetry
Islamic Status
Rabi ul Awal Poetry
Naat Poetry
Imam Hussain Poetry
Islamic Quotes
Load More Tags
More Islamic Poetry
Kya Tum Mere Hussain Ho Lyrics
Patthar hata ke lash se, Zainab ne di sadaKya tum mere Hussain hoKaise pade hai jism keTukde juda judaKya tum mere Hussain hoPatthar hata ke lash se, Zainab ne di sadaKya tum mere Hussain hoKaise pade hai jism keTukde juda judaKya tum mere Hussain hoPatthar hata ke lash se, Zainab ne di sadaKya tum mere Hussain hoHaye haye mere ghareeb kaKya haal kar diyaGhodo'n se lasha dasht meinPamaal kar diyaPehchanu kis tarah se, Badan se hai sar judaKya tum mere Hussain hoHussaini merchandisePatthar hata ke lash se, Zainab ne di sadaKya tum mere Hussain hoPehchan lun gi mai tumheAwaaz mujh ko doDam todte jo dekha haiKadyal jawaan koAnkhon mai ab behen ki, Ujala nahi rahaKya tum mere Hussain hoPatthar hata ke lash se, Zainab ne di sadaKya tum mere Hussain hoPehchanna tumhare liyebhi Kathan howaDekha hai pehli baar joZainab ko beridaAati hai sharm jald, Bata do mujhe zaraKya tum mere Hussain hoPatthar hata ke lash se, Zainab ne di sadaKya tum mere Hussain hoHussaini merchandiseKarta raha hai zibha kiKoshish kaha'n kaha'nKhanjar pe hai kati huiGardan pe bhi nisha'nKaata hai kis tarah se Sitamgaar ne galaaKya tum mere Hussain hoPatthar hata ke lash se, Zainab ne di sadaKya tum mere Hussain hoKya le gaye hai loot keSab kuch ye ashqiya'nTan par bacha hai maa ka yeKurta sila huaNikle the jab khayam se Ye haal to na thaKya tum mere Hussain hoPatthar hata ke lash se, Zainab ne di sadaKya tum mere Hussain hoAhista se jawab doHai sath us ke maaKya ab tumhare paas haiMasoom be zuba'nNanha sa lasha kis ka yeSeene pe hai rakhaKiya tum mere Hussain hoHussaini merchandisePatthar hata ke lash se, Zainab ne di sadaKya tum mere Hussain hoDekho bandhi hai hatho'n meinMere bhi rassiyaAb aur lo behen ki naGhurbat ka imteha'nKuch to jawab do mujheSughra ka wastaKya tum mere Hussain hoPatthar hata ke lash se, Zainab ne di sadaKya tum mere Hussain hoWoh bhi tumhare tarha se Zakhmi na ho kahi'nDil ko mere ye lagta haiMaujood hai yahi'nAati hai maa ke rone kiNazdeek se sadaKya tum mere Hussain hoPatthar hata ke lash se, Zainab ne di sadaKya tum mere Hussain hoHussaini merchandiseZainab pukari Mir takallum basad malaalKya marte waqt bhi mereParde ka tha khayalHai muthiyo'n mein kis liyeYeh khaak e karbalaKya tum mere Hussain hoPatthar hata ke lash se, Zainab ne di sadaKya tum mere Hussain ho
Mubeen
Copy
Astan Hai Yeh Kis Shah e Zeeshan Ka Lyrics
Allah ne kiya baargaah e Gaus jalee haigardan ko jhukkaay hue aik aik wali haihar gaam pe sajde ki tamanna hai jabeeN koye kis ka dar e naaz hai ye kis ki gali haiAastaaN hai ye kis shaah e zeeshaan marhaba marhabaAastaaN hai ye kis shaah e zeeshaan marhaba marhabaAastaaN hai ye kis kaaastaaN hai ye kis kaSajde jahaN pe karte haiN aa ke farishtayaastaaN hai ye kis kaMalaaiik sar jhukhaate haiN wali aankhaiN bichaataiN haiN dekhoaastaaN hai ye kis kaAastaaN hai ye kis shaah e zeeshaan marhaba marhabaAastaaN hai ye kis shaah e zeeshaan marhaba marhabaNi baarghaah e hazrat e gaus as saqalain astnaqade kamare haidar o nasl e hasanain astmadarsh hussainii nasabast o pidaray oozaulaad e hussan yani kareem ul abawanain ast AastaaN hai ye kis shaah e zeeshaan marhaba marhabaJhukhee behr e ibadat jab shah e baghdad ke dar parajab tauqeer e sajdah apni paishaani mai dekhee haiAastaaN hai ye kis shaah e zeeshaan marhaba marhabaAastaaN hai ye kis shaah e zeeshaan marhaba marhaba-Qalb haibat se larzaaN hai insaan ka marhaba marhabahai asar bazm par kis ke faizaan ka marhaba marhabaghar basaade meri chashm e weeraaN ka marhaba marhabachand nikla hasan ke shabistaan ka marhaba marhaba-chand nikla wo niklachand nikla wo niklamarhaba marhaba wo wo chand nikla wo nikla-Sar ki zeenat amama hai irfaan ka marhaba marhabajubba tan par Muhammed ke ihsaan ka marhaba marhabarang aankhoN mai Zahra kai faizaan ka marhaba marhabaRoop chehre pe Ayaat e Quraan ka marhaba marhabaRoop chehre pe Ayaat e Quraan ka marhaba marhabaRoop chehre pe Ayaat e Quraan ka marhaba marhabaSaj ke betha hai naushaah Jeelaan ka marhaba marhaba-Nagar nagar mai karo manaadihai shaah e JeelaaN ki aaj shaadiSaj ke betha hai naushaah Jeelaan kaSare walioN ko mehmaaN banayia gayaGaus e Azam ko doolha banayia gayawo wo Saj ke betha hai naushaah Jeelaan ka marhaba marhabaSaj ke betha hai naushaah Jeelaan ka marhaba marhabaMeeraN ke ghar hai shaadi aaye wali nabi sabTaiba se Mustafa bhi tashreef laa rahaiN haiNSaj ke betha hai naushaah Jeelaan ka marhaba marhabaNazroN ko shauq e deed hai mangatoN mai jashan e eid haiSaj ke betha hai naushaah Jeelaan ka marhaba marhaba-Bazm e qaun o maqaaN ko sajaaya gaya aaj Salleh AlasaaibaaN rehmatoN ka lagaaya gaya aaj Salleh AlaAmbiya Auliya ko bulaaya gaya aaj Aalleh AlaIbn e Zahra ko doolha banaya gaya aaj Salleh AlaIbn e Zahra ko doolha banaya gaya aaj Salleh AlaIbn e Zahra ko doolha banaya gaya aaj Salleh AlaIbn e Zahra ko doolha banaya gaya aaj Salleh AlaUrs hai aaj mehboob e Subhaan ka marhaba marhaba-Aao deewano muraadaiN apni apni maang loUrs hai aaj mehboob e Subhaan ka marhaba marhabaJhooliaN har sawali ki bhar jaayaiN giiNdar sakhi ka khula hai ataa ke liyeUrs hai aaj mehboob e Subhaan ka marhaba marhabaUrs hai aaj mehboob e Subhaan ka marhaba marhaba-Aasnaa manzalat kis ka aiwaan hai wah kiya shaan haiaaj khalq e Khuda kis ki mehman hai wah kiya shaan haiLa Takhaf kis ka mashhoor farman hai wah kiya shaan haibil yaqeeN wo shehenshaah e Jeelaan hai wah kiya shaan haihaq diya jis ko qudrat ne ailaan ka marhaba marhabahaq diya jis ko qudrat ne ailaan ka marhaba marhabahaq diya jis ko qudrat ne ailaan ka marhaba marhabahaq diya jis ko qudrat ne ailaan ka marhaba marhaba--Har taraf aaj rehmat ki barsaat hai wah kiya baat haiaaj khulne pe qufl e muhimmaat hai wah kiya baat haichaar soo jalwa aaraaiyai zaat hai wah kiya baat haikoi bharne pe kashkol e haajaat hai wah kiya baat haiaao faqeero aao jholee ko apni bhar lokoi bharne pe kashkole haajaat hai wah kiya baat haiYe waqt hai karam ka sarkar karam farmataiN haiNAao koi bharne pe kashkole haajaat hai wah kiya baat haiJaagne ko muqaddar hai insaan ka marhaba marhabaJaagne ko muqaddar hai insaan ka marhaba marhaba-Jaagne ko muqaddar hai insaan ka marhaba marhabaJaagne ko muqaddar hai insaan ka marhaba marhaba-Gulshan e Mustafa ki phaban aur hai ye chaman aur haiShah e Abraar ki anjuman aur hai ye chaman aur hairooaay gul dasta e panjtan aur hai ye chaman aur haishaan e Aal e Hussain o Hasan aur hai ye chaman aur haishaan e Aal e Hussain o Hasan aur hai ye chaman aur haishaan e Aal e Hussain o Hasan aur hai ye chaman aur haiSarmadi rang hai is gulistaan ka marhaba marhaba--Do larre ki zameen kitni masood hai khita e jood haiPir Mehr e Ali jis mai maujood hai khita e jood haiPir mehr e ali pir mehr e aliPir mehr e ali pir mehr e aliKoi kisi ka koi kisi ka merePir mehr e ali pir mehr e aliMajnoo ko mili Laila, Yusuf ko Zulaikha aur mujh ko merePir mehr e ali pir mehr e aliKhiyaal apna apna pasand apni apni mere to haiNPir mehr e ali pir mehr e aliPir Mehr e Ali jis mai maujood hai khita e jood hai-Do larre ki zameen kitni masood hai khita e jood haiPir Mehr e Ali jis mai maujood hai khita e jood haikiya haseen manzar e shaan e mahmood hai khita e jood haihar aayaan ghamghosh e mahmood hai khita e jood haiAuj paya hai phir cheez o qaiwaan ka marhaba marhaba--Sham e tauheed dil mai jala kar piyo dil laga kar piyoshah e batha ki khairaat paa kar piyo dil laga kar piyoshaykh ke aastane pe aa kar piyo dil laga kar piyoaankh mehr e ali se mila kar piyo dil laga kar piyoKhud pilane pe saaqi hai Jeelan ka marhaba marhabaKhud pilane pe saaqi hai Jeelan ka marhaba marhaba--Hai adab husan ka baank pan saamne ik chaman samneahl e tatheer haiN khaima zan saamne panj tan saamnehai ye rooaay hasan ki phaban saamne ya hasan saamnejalwa farmaaN hai Gaus e Zaman saamne zofigan saamneDaikhiye kiya bane chashm e hairaan ka marhaba marhaba--Shah e Jeelaan ki chaukat salamat rahe ta qiyamat rahenaqsh e paa ka chaman pur karamat rahe ta qiyamat rahekhalate ijtebaaze be qaamat rahe ta qiyamat rahesar pe walioN ka taaj e imamat rahe ta qiyamat raheSilsila Gaus e Azam ke faizaan ka marhaba marhaba-Mazhar e zaat e Rabb e qadeer aap haiN dastgeer aap haiNkaarwaan e karam ke ameer aap haiN dastgeer aap haiNshah e baghdad peeraan e peer aap haiN dastgeer aap haiNDastgeera kar mehr tu mehr ali te tere baaj hai kaun Allah raasiaa daashah e baghdad peeraan e peer aap haiNMehr hai saari Ali di shak na reh gaya ik tarahkaram kita Gaus e Azam sadaaN sardiaN waliaNshah e baghdad peeraan e peer aap haiNshah e baghdad peeraan e peer aap haiN dastgeer aap haiNshah e baghdad peeraan e peer aap haiN dastgeer aap haiNkis naseer e hali ke naseer aap haiN dastgeer aap haiNkoi hamsar nahin aap ki shaan ka marhaba marhabakoi hamsar nahin aap ki shaan ka marhaba marhaba-AastaaN hai ye kis shaah e zeeshaan marhaba marhabaAastaaN hai ye kis shaah e zeeshaan marhaba marhaba
Aftab
Copy
Na Puchiye Ke Kya Hussain Hai Lyrics
Kya Hussain Hai!Na poochiye keh kya Hussain hai Khuda ke deen ka nakhuda, Her ibtida ki ibtidaKaram ki intiha Hussain haiKya Hussain Hai!Na poochiye keh kya Hussain haiKarey joi koi humsari, kisi ki kya majaal haiJahan mein her lehaz se, Hussain bey misaal haiYeh hochuka hai faisla na koi doosra khuda na koi doosra Hussain haiKya Hussain Hai!Na poochiye keh kya Hussain haNaseer e sham per nigah, ki to Hur bana diyajo mer rahey they un ko zindigi ka gur sikha diyathi her taraf jahan sada khula yeh raaz bhi wahanhayat baantta Hussain haiKero gey ker mukhalifat, gham e Hussain ki yahanwoh hashr hoga hashr mein, keh Al Hafeez o Al AmaanJahan bhi chupney jao gay, Kaheen bhi chup na pao gey,keh her jagha mera Hussain haiKya Hussain Hai! Na poochiye keh kya Hussain haiHai jis ki fikr Karbala, Hussain woh doimagh haiyeh panjetan ki anjuman, ka paanchwan chiraagh haiHasan ka pehla humsafar Ali ka doosra pisarImam teesra Hussain haiKya Hussain Hai!Na poochiye keh kya Hussain haiWoh jis ne baandh ker hawa, jala diya bujha diyazameen ko jis ne arsh se, buland martaba diyawoh jisne kayenaat ka nizaam hi badal diyaek aisa maojaza Hussain haiKya Hussain Hai!Na poochiye keh kya Hussain haiKisi ko hosla diya, kisi ko baaksh di seherdiye kisi ko baal o per, kisi ko de diye piserpukaari banda perwari, lughat mein ehl e ishq ki,madad ka tarjumaan Hussain haiKya Hussain Hai!Na poochiye keh kya Hussain haiShaheed e karbala ka gham, jisey bhi nagawaar haiWoh bad-amal hai bad-nasab, usi pe beyshumaar haiArey o dushman e aza, tu mer zara, lehed mein ja,pata chaley ga kya Hussain haiKya Hussain Hai!Na poochiye keh kya Hussain hai
Shahzad
Copy
Har Waqt Tasawwur Mein Naat Lyrics
Har waqt Tasaw'wur mein Madine ki gali hoAur yaad Muhammed ki mere dil mein basi hoDo soz Bilaal AQA mile dard Raza saSarkaar ata ishq Owais-e-Qarni hoAi kaash! mai banjaoon Madine ka musafirPhir roti huwi Taibah ko baraat chali hoPhir Rehmat-e-Bari se chaloon soo-e-MadinaAi kaash! muqaddar se mayas'sar woh ghadi hoJab aaon Madine me to har chaak girebaanAankhaon se barasti huwi ashkaun ki jhadi hoAi kaash! Madine mein mujhe maut yoon aajaeQadmaun mein Tere sar ho meri rooh chali hoJab leke chalo gharibaan ko janazahKuch khaak Madine ki mere munh pe saji hoJis waqt nakirein meri qabr mein aaeinUs waqt mere lab pe saji Naat-e-Nabi hoALLAH! karam aisa kare tujh par jahaan meinAi Dawate Islami teri dhoom machi hoAQA ka gada hoon ai jahan'nam tu bhi sunleWoh kaise jalay jo ke ghulam-e-Madani hoSadqa mere murshid ka karoon door balaeinPura mera Sarkaar har armaan dili hoAllah ki rehmat se to jannat hi milegiAi kaash! mahille me jagah unke mili hoMehfooz sada rakhna Shaha be adbaun seAur mujhse bhi sarzor kabhi be adbi hoAttar hamara hai saray hashr ai kaash!Daste Shaha batha se yehi chit'thi mili ho
Shaheer
Copy
Kabe Ki Ronak Kabe Ka Manzar Lyrics
Kaabe Ki Raonak Kaabe Ka ManzarAllahu Akbar Allahu AkbarDekhu To Dekhe Jaun BarabarAllahu Akbar Allahu Akbar Hairat Se Khud Ko Kabhi Dekhta HuAur Dekhta Hu Kabhi Main Haram KoLaya Kahan Mujhko Mera MuqaddarAllahu Akbar Allahu AkbarHamd E Khuda Se Tar Hai ZabaneKaano Me Rass Ghaolti Hai AzaaneBas Ek Sada Aa Rahi Hai BarabarAllahu Akbar Allahu AkbarMangi Hai Maine Jitni DuaeManzoor Hongi Maqbool HongiMizaab E Rehmat Hai Mere Sar ParAllahu Akbar Allahu AkbarTere Karam Ki Kya Baat MaulaTere Haram Ki Kya Baat MaulaTaa Umr Karde Aana MuqaddarAllahu Akbar Allahu AkbarYaad Aagayi Jab Apni KhatayeAshko Me Dhalne Lagi IltijayeRoya Gilaf E Kaaba Pakad KarAllahu Akbar Allahu AkbarDekha Safa Bhi Marwa Bhi DekhaRab Ke Karam Ka Jalwa Bhi DekhaDekha Rawa Ek Saron Ka SamandarAllahu Akbar Allahu AkbarKaabe Ke Upar Se Jaate Nahi HaiKisko Sabak Yeh Sikhate Nahi HaiKitne Moadab Hai Yeh KabutarAllahu Akbar Allahu AkbarBheja Hai Jannat Se Tujhko Khuda NeChuma Hai Tujh Ko Khud Mere Mustafa NeAye Hajr E Aswad Tera MuqaddarAllahu Akbar Allahu AkbarJis Par Nabi Ke Kadam Ko SajayaApni Nishani Keh Ke BatayaMehfooz Rakha Rab Ne Yeh PattharAllahu Akbar Allahu Akbar
Izaan
Copy
Tajdar e Haram Lyrics in Urdu
قسمت میں مری چین سے جینا لکھ دے
ڈوبے نہ کبھی میرا سفینہ لکھ دے
جنت بھی گوارا ہے مگر میرے لئے
اے کاتبِ تقدیر مدینہ لکھ دے
تاجدارِ حرم
تاجدارِ حرم ہو نگاہِ کرم
تاجدارِ حرم ہو نگاہِ کرم
ہم غریبوں کے دن بھی سنور جائیں گے
حامیِ بے کساں، کیا کہے گا جہاں
حامیِ بے کساں، کیا کہے گا جہاں
آپ کے در سے خالی اگر جائیں گے
تاجدارِ حرم
تاجدارِ حرم
کوئی اپنا نہیں، غم کے مارے ہیں ہم
کوئی اپنا نہیں، غم کے مارے ہیں ہم
آپ کے در پہ فریاد لائے ہیں ہم
ہو نگاہِ کرم ورنہ چوکھٹ پہ ہم
ہو نگاہِ کرم ورنہ چوکھٹ پہ ہم
آپ کا نام لے لے کے مر جائیں گے
تاجدارِ حرم
تاجدارِ حرم
کیا تم سے کہوں اے عرب کے کنور
تم جانتے ہو من کی بتیاں
در فرقتِ تو اے امّی لقب
کاٹے نہ کٹے ہیں اب رتیاں
توری پریت میں سدھ بدھ سب بسری
کب تک یہ رہیگی بے خبری
گاہے بفگن دزدیدہ نظر
کبھی سن بھی تو لو ہمری بتیاں
آپ کے در سے کوئی نہ خالی گیا
آپ کے در سے کوئی نہ خالی گیا
آپ کے در سے کوئی نہ خالی گیا
اپنے دامن کو بھر کے سوالی گیا
ہوو اپنے دامن کو بھر کے سوالی گیا
ہو حبیبِ حزیں
ہو حبیبِ حزیں پر بھی آقا نظر
ورنہ اوراقِ ہستی بکھر جائیں گے
ہو حبیبِ حزیں پر بھی آقا نظر
ورنہ اوراقِ ہستی بکھر جائیں گے
تاجدارِ حرم
تاجدارِ حرم
مے کشو آؤ آؤ مدینے چلیں
مدینے چلیں، مدینے چلیں
مدینے چلیں
مے کشو آؤ آؤ مدینے چلیں
مدینے چلیں، مدینے چلیں
مدینے چلیں
آؤ مدینے چلیں, آؤ مدینے چلیں
اسی مہینے چلیں، آؤ مدینے چلیں
آؤ مدینے چلیں، آؤ مدینے چلیں
اسی مہینے چلیں آؤ مدینے چلیں
تجلّیوں کی عجب ہے فضا مدینے میں
تجلّیوں کی عجب ہے فضا مدینے میں
نگاہِ شوق کی ہے انتہا مدینے میں
نگاہِ شوق کی ہے انتہا مدینے میں
غمِ حیات نہ خوفِ قضا مدینے میں
غمِ حیات نہ خوفِ قضا مدینے میں
نمازِ عشق کریں گے ادا مدینے میں
نمازِ عشق کریں گے ادا مدینے میں
براہِ راست ہے راہِ خدا مدینے میں
آؤ مدینے چلیں، آؤ مدینے چلیں
اسی مہینے چلیں، آؤ مدینے چلیں
مے کشو آؤ آؤ مدینے چلیں
مے کشو آؤ آؤ مدینے چلیں
دستِ ثاقیِ کوثر سے پینے چلیں
دستِ ثاقیِ کوثر سے پینے چلیں
یاد رکھو اگر، یاد رکھو اگر
یاد رکھو اگر، یاد رکھو اگر
گئی اک نظر اٹھ
جتنے خالی ہیں سب جام بھر جائیں گے
یاد رکھو اگر اٹھ گئی اک نظر
وہ نظر
جتنے خالی ہیں سب جام بھر جائیں گے
تاجدارِ حرم
تاجدارِ حرم
خوفِ طوفان ہے بجلیوں کا ہے ڈر
خوفِ طوفان ہے بجلیوں کا ہے ڈر
سخت مشکل ہے آقا کدھر جائیں ہم
سخت مشکل ہے آقا کدھر جائیں ہم
آپ ہی گر نہ لیں گے ہماری خبر
ہم مصیبت کے مارے کدھر جائیں گے
آپ ہی گر نہ لیں گے ہماری خبر
ہم مصیبت کے مارے کدھر جائیں گے
تاجدارِ حرم
تاجدارِ حرم
یا مصطفیٰ یا مجتبیٰ، اِرحم لنا اِرحم لنا
دستِ ہمہ بیچارہ را داماں توئی داماں توئی
من عاصیم من عاجزم من بے کسم، حالِ مرا
پرساں توئی پرساں توئی
اے مشک بید عنبر فشاں
پیکِ نسیمِ صبح دم
اے چارہ گر عیسیٰ نفس
اے مونسِ بیمارِ غم
اے قاسدِ فرخندہ پہ
تجھ کو اُسی گل کی قسم
إن نلت يا ريح الصّبا
يوماً إلى أرض الحرم
بلّغ سلامي روضةً
فيها النّبي المحترم
تاجدارِ حرم ہو نگاہِ کرم
تاجدارِ حرم ہو نگاہِ کرم
ہم غریبوں کے دن بھی سنور جائیں گے
حامیِ بے کساں، کیا کہے گا جہاں
حامیِ بے کساں، کیا کہے گا جہاں
آپ کے در سے خالی اگر جائیں گے
تاجدارِ حرم
تاجدارِ حرم
تاجدارِ حرم
حنین
Copy
More Islamic Poetry
Popular Poetries
Download This Image
Download This Image
Download This Image
Download This Image
Download This Image
Download This Image
Load More Images
View More Poetries
Famous Poets
Mirza Ghalib
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
Faiz Ahmed Faiz
Munir Niazi
Jaun Elia
Gulzar
Tahzeeb Hafi
Ali Zaryoun
View More Poets