Kisi Ko Dekhte Kyun Aah Rote
Poet: Jigar Barelvi By: Moeen, khiKisi Ko Dekhte Kyun Aah Rote
Jo Bas Chalta To Hum Paida Na Hote
Sahar Hone Ko Aai Rote Rote
Nazar Dekha Kiye Unki Hamesha
Jhuki Jati Hain Aankhen Bar-E-Gham Se
Na Hota Kuchh Agar Hum Hi Na Hote
Jigar Hum Hain To Khaaliq Bhi Hai Koi
Kahin Wo Aastan Milta To Sote
Kisi Aaghosh Men Sar Rakh Ke Sote
Yahi Hasrat Rahi Hum Jaan Khote
More Jigar Barelvi Poetry
تم نہیں پاس کوئی پاس نہیں تم نہیں پاس کوئی پاس نہیں
اب مجھے زندگی کی آس نہیں
کشمکش میں نہ روح پڑ جائے
یوں تو مرنے کا کچھ ہراس نہیں
لالہ و گل بجھا سکیں جس کو
عشق کی پیاس ایسی پیاس نہیں
عمر سی عمر ہو گئی برباد
دل ناداں عبث اداس نہیں
سانس لینے میں درد ہوتا ہے
اب ہوا زندگی کی راس نہیں
راہ میں اپنی خاک ہونے دے
اور کچھ میری التماس نہیں
کیا بتاؤں مآل شوق جگرؔ
آہ قائم مرے حواس نہیں
اب مجھے زندگی کی آس نہیں
کشمکش میں نہ روح پڑ جائے
یوں تو مرنے کا کچھ ہراس نہیں
لالہ و گل بجھا سکیں جس کو
عشق کی پیاس ایسی پیاس نہیں
عمر سی عمر ہو گئی برباد
دل ناداں عبث اداس نہیں
سانس لینے میں درد ہوتا ہے
اب ہوا زندگی کی راس نہیں
راہ میں اپنی خاک ہونے دے
اور کچھ میری التماس نہیں
کیا بتاؤں مآل شوق جگرؔ
آہ قائم مرے حواس نہیں
bisma
Kisi Ko Dekhte Kyun Aah Rote Kisi Ko Dekhte Kyun Aah Rote
Jo Bas Chalta To Hum Paida Na Hote
Sahar Hone Ko Aai Rote Rote
Nazar Dekha Kiye Unki Hamesha
Jhuki Jati Hain Aankhen Bar-E-Gham Se
Na Hota Kuchh Agar Hum Hi Na Hote
Jigar Hum Hain To Khaaliq Bhi Hai Koi
Kahin Wo Aastan Milta To Sote
Kisi Aaghosh Men Sar Rakh Ke Sote
Yahi Hasrat Rahi Hum Jaan Khote
Jo Bas Chalta To Hum Paida Na Hote
Sahar Hone Ko Aai Rote Rote
Nazar Dekha Kiye Unki Hamesha
Jhuki Jati Hain Aankhen Bar-E-Gham Se
Na Hota Kuchh Agar Hum Hi Na Hote
Jigar Hum Hain To Khaaliq Bhi Hai Koi
Kahin Wo Aastan Milta To Sote
Kisi Aaghosh Men Sar Rakh Ke Sote
Yahi Hasrat Rahi Hum Jaan Khote
Moeen
Dil Se Taat Teri Nahin Hoti Dil Se Taat Teri Nahin Hoti
Humse Ab Bandagi Nahin Hoti
Ras Aati Nahin Koi Tadbir
Di Na Jab Tak Hawa-E-Shola-E-Ishq
Zindagi Zindagi Nahin Hoti
Zabt-E-Gham Bhi Muhaal Hai Humse
Aur Fariyaad Bhi Nahin Hoti
Hae Taskin Hi Nahin Hoti
Al-Hazar Tishnagi-E-Ishq Jigar
Yas-E-Jawed Bhi Nahin Hoti
Humse Ab Bandagi Nahin Hoti
Ras Aati Nahin Koi Tadbir
Di Na Jab Tak Hawa-E-Shola-E-Ishq
Zindagi Zindagi Nahin Hoti
Zabt-E-Gham Bhi Muhaal Hai Humse
Aur Fariyaad Bhi Nahin Hoti
Hae Taskin Hi Nahin Hoti
Al-Hazar Tishnagi-E-Ishq Jigar
Yas-E-Jawed Bhi Nahin Hoti
Mushtaq






