Kya tum woh shakhs ho

PoetYasra Rizvi Submitted byYasra
Text size

Kya tum woh shakhs ho
jo iss tarhaan se kehte ho?

Yeh soch yeh aankhain
Yeh lehja yeh baatain!

Kab se dil mein naqsh ho
Sadion se yahan rehte ho!

Copied