Mazhar Imam Poetry, Ghazals & Shayari
Mazhar Imam Poetry allows readers to express their inner feelings with the help of beautiful poetry. Mazhar Imam shayari and ghazals is popular among people who love to read good poems. You can read 2 and 4 lines Poetry and download Mazhar Imam poetry images can easily share it with your loved ones including your friends and family members. Up till, several books have been written on Mazhar Imam Shayari. Urdu Ghazal readers have their own choice or preference and here you can read Mazhar Imam poetry in Urdu & English from different categories.
- LATEST POETRY
- اردو
Apne Khoe Hue Lamhat Ko Paya Tha Kabhi Apne Khoe Hue Lamhat Ko Paya Tha Kabhi
Maine Kuchh Waqt Tere Sath Guzara Tha Kabhi
Dost Nadan Ho To Dushman Se Bura Hota Hai
Main Wahi Hun Ki Jise Aapne Chaha Tha Kabhi
Ab Agar Ashk Umandte Hain To Pi Jata Hun
Maine Jo Git Teri Bazm Men Gaya Tha Kabhi
Hausla Aap Ke Daman Ne Badhaya Tha Kabhi
Meri Ulfat Ne Kiya Ghair Ko Mail Warna
Ab Usi Git Ki Lai Soch Rahi Hai Duniya
Main Teri Anjuman-E-Naz Men Tanha Tha Kabhi
Mujhko Apne Dil-E-Nadan Pe Bharosa Tha Kabhi
Kar Diya Aap Ki Qurbat Ne Bahut Dur Mujhe
Aapko Mere Taaruf Ki Zarurat Kya Hai
Aap Se Buad Ka Ehsas Na Itna Tha Kabhi Waqas

Ab Bhi Parde Hain Wahi Parda-Dari To Dekho Ab Bhi Parde Hain Wahi Parda-Dari To Dekho
Aql Ka Dawa-E-Baaligh-Nazari To Dekho
Jawedan Qurb Ke Lamhat Hue Hain Mazhar
Ishq Aur Aql Ki Ye Ham-Safri To Dekho
Gham-Gusaron Ki Zara Nama-Bari To Dekho
Mujhse Hi Puchh Raha Hai Meri Manzil Ka Pata
Husn-E-Masum Ki Bedad-Gari To Dekho
Doston Ki Ye Wasia-Un-Nazari To Dekho
Mere Rahbar Ki Zara Rah-Bari To Dekho
Sar Patakte Hain Ki Diwar-E-Khumistan Dha Den
Donon Hi Rah Men Takraate Chale Jate Hain
Mere Nalon Ki Zara Zud-Asari To Dekho
Hazrat-E-Shaikh Ki Aashufta-Sari To Dekho
Aaj Har Zakhm Ke Munh Men Hai Zaban-E-Fariyaad
Qaid-E-Nazzara Se Jalwaon Ko Nikalne Na Diya
Mere Isa Ki Zara Chaaragari To Dekho
Un Se Pahle Hi Chale Aae Janab-E-Naseh
Un Ko De Aae Hain Khud Apni Mohabbat Ke Khutut
Hai Taghaful Ki Tawajjoh Nahin Khulne Pata
Tair-E-Waqt Ki Be-Baal-O-Pari To Dekho Liaquat

زندگی کاوش باطل ہے مرا ساتھ نہ چھوڑ زندگی کاوش باطل ہے مرا ساتھ نہ چھوڑ 
تو ہی اک عمر کا حاصل ہے مرا ساتھ نہ چھوڑ
لوگ ملتے ہیں سر راہ گزر جاتے ہیں
تو ہی اک ہم سفر دل ہے مرا ساتھ نہ چھوڑ
تو نے سوچا ہے مجھے تو نے سنوارا ہے مجھے
تو مرا ذہن مرا دل ہے مرا ساتھ نہ چھوڑ
تو نہ ہوگا تو کہاں جا کے جلوں گا شب بھر
تجھ سے ہی گرمئ محفل ہے مرا ساتھ نہ چھوڑ
میں کہ بپھرے ہوئے طوفاں میں ہوں لہروں لہروں
تو کہ آسودۂ ساحل ہے مرا ساتھ نہ چھوڑ
اس رفاقت کو سپر اپنی بنا لیں جی لیں
شہر کا شہر ہی قاتل ہے مرا ساتھ نہ چھوڑ
ایک میں نے ہی اگائے نہیں خوابوں کے گلاب
تو بھی اس جرم میں شامل ہے مرا ساتھ نہ چھوڑ
اب کسی راہ پہ جلتے نہیں چاہت کے چراغ
تو مری آخری منزل ہے مرا ساتھ نہ چھوڑ zohaib

Poetry Images
Mazhar Imam Poetry in Urdu
Mazhar Imam Poetry – Pakistan’s most favorite and popular Urdu Poet Mazhar Imam lives in the heat of Urdu Poetry lovers. He was famous critic as well. He is regarded as the leading Urdu poet of the Indo Pak sub-continent for over half-a-century. Poetry was in his blood as his father Syed Amir Ali was a renowned poet himself. He has authored 13 books. Mazhar Imam Poem collection includes four volumes such as Pichle Mausam Ka Phool, Zakhm-e-Tamanna, Band Hota Hua Bazaar, and Rishta Goonge Safar Ka. Mazhar Imam was an inspiration for the entire generation of Urdu poets and is highly respected for his critiques of modern Urdu writers and poets. Mazhar Imam Shayari left an ineradicable mark on the Urdu poetry. He belonged to the incredible eras of the Progressive Movement, Modernism and post Modernism. Mazhar Imam Ghazals are popular widely and he is considered the founder of Azad Ghazal genre. He bagged the Sahitya Akademi award for Pichle Mausam Ka Phool in the year 1994. 
Find the latest collection of Mazhar Imam Shayari online available on HamariWeb.com. Dedicate and post the Mazhar Imam Shair online on social media with your loved ones. You can read post or submit online Mazhar Imam Poems and Nazms on HamariWeb poetry section.