✕
Poetry
Famous Poets
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
More Poets
Poetry Categories
Love Poetry
Sad Poetry
Friendship Poetry
Islamic Poetry
Punjabi Poetry
More Categories
Poetry SMS
Poetry Images
Tags
Poetry Videos
Featured Poets
Post your Poetry
News
Business
Mobile
Articles
Islam
Names
Health
Shop
More
WOMEN
AUTOS
ENews
Recipes
Poetries
Results
Videos
Directory
Photos
Business & Finance
Education News
Add Poetry
Home
LOVE POETRY
SAD POETRY
FAMOUS POETS
POETRY IMAGES
POETRY VIDEOS
NEWS
ARTICLES
MORE ON POETRY
Home
Urdu Poetry
Featured Poets
MEHNAZ
Search
Add Poetry
Poetries by MEHNAZ
PYAR
Main Khayalo Ki Duniya Main Kuch U Kho Gaya Tha
Main Pyar K Nashe Main U Dhoot Ho Gaya Tha
Dil E Aziz The Woh Mera Jo Pyar Ki Neend Jo Sola Gaya Tha
Woh Meethe Pyar K Sapno Ki Duniya Main Sogaya Tha
Hoosh Main Ane Se Bhi Daar Raha Tha
Us Masti Bhari Duniya Main Kuch U Jhum Raha Tha
Har Ek K Saath Main Nazare Bhi Na Mila Pa Raha Tha
Zindagi Main Musarat Bhar Lamhat Main Jee Raha Tha
Jab Is Neend Se Jaga Tu Waqt Ki Lahare Mou Mor Chuki Thi
Har Ek Ki Nazar Mujhe Chor Chuki Thi
Bas Kismat Yeh Bata Gaye Mujhe
Ab Na Saath Milega Waqt Ya Kis Ka Tujhe
Zaaya Hogaya Hai Tera Mijazi Ishq Is Duniya Mai
Bas Ab Tu Rah Chuka Hai Pyar K Dhuke Mai
Is Ishq Vishq Pyar Wiyaar K Chakar Se Bahar Aja Mehnaz
Yeh Sab Tujhe Teri Zindagi Main Na Ayege Raas
MEHNAZ
Copy
Main Jaraha Hoon
Main Rota Howa Is Duniya Mai Aya Tha
Kuch Saath Na Apne Main Laya Tha
Ajj Jaraha Ho Safar E Zindagi Khatam Kar K
Kuch Na Saath Jarahao Main Apne
Ek Din Main Duniya E Faani Se Rukhsat Hojaonga
Bas Ek Yaad App K Dilo Main Bankar Rahjaonga
Zameen Ki Aaghos Mai Dafaanaya Jaonga
Kaafan Se Lipta Main Chup Chap Chal Jaonga
Khabar Nahi Hai Kiya Haal O Hashar Mera Hoga
Per Duniya Mai Kiye Amaal Ka Hisab Zaroor Hoga
Kis Ka Bhura Na Karna Na Kis Ko Dukhi Karna Mehnaz
Pyar O Meethas Ki Zindagi Ghuzarna Tak
Jane K Baad Bhi Raho Tumahra Mauqam Khaas
MEHNAZ
Copy
Mere Alfaaz mere Baba k liye
Khush Naseeb Ho K Mujhe Dost Ki Shakal Mai Mile Hai Baba
Meri Har Baat Ko Samjh Jate Hai Sab Se Pehle Woh Hai Mere Baba
Mere Har Pal Ko Sunhara Banadayte Hai Mere Baba
Ek Roz Poucha Mujhse Usaad Ne
Di Humko Yeh Khushal Zindagi Kis Ne
Main Har Baar Baba Hi Bolta Gaya
Usaad Mujh Ko Shabash Bolta Gaya
Mere Sur Per Yeh Saya Hai Tumhara Baba
Har Jang Jeet Jaonga Is Sahare Baba
Tum Mujhko Isi Tarah Har Bhurai Se Bachana
Har Kadaam Per Mera Saath Tum Nibhana
Main Chahe Kitna Bara Hojayega Baba
Lakin Rahoga Tumhara Chota Sa Bacha Baba
Woh App Ka Meri Har Zid Ko Pura Karjana
Har Jeet Per Meri Peet Ka Thapthapana
Meri Zindagi Ki Do Hai Azeem Shasiyat Baba
Ek Mamta Lutane Wali Maa Dosre Pyar Karne Wale App Baba
Main App Per Puri Zindagi Nichawar Kardo Woh Kaam Hai Baba
Har Janam Main Mere Saath Rahna Mera Sahara Bankar Baba
Mere Andhere Ki Roshni Tum Hi Ho Baba
Meri Khushiyo K Baag Tum Hi Baba
Tumhi Se Meri Har Subah Ka Ujala Hota Hai Baba
Har Mushkil Ka Haal App Hi Se Hota Hai Baba
Mere Mawla Meri Umar Bhi Day Na Baba Ko
Har Takleef Se Dour Rakhna Mere Baba Ko
Tareeqi Khub Karlonga Is Duniya Main Mehnaz
Baba Ki Duae Aur Unki Khidmat Se Palonga Do Jahan Mai Muqame Khaas...
MEHNAZ
Copy
Main Gunaho Ki Lipat Mai Tha
Main Gunhao Ki Lipat Mai Tha
Main Jhut Ka Barwaqt Saath Dayta Tha
Main Namaz Se Ghafil Ban Betha Tha
Mere Dosto Se Dushmani Kar Betha Tha
Na Maa Ki Izzat Karta Na Baap Ka Maan Dayta
Bas Apni Ana Ka Shikar Ban Betha Tha
Ek Lahar Aisi Chali
Subh Mai Meethi Awaaz Aye
Main Uth Khara Howa
Maa Ko Hilaya Baap Ko Jagaya
Kisa Maine Sab Sab Ko Sunaya
Maa Ne Mujhe Ghud Mai Sulaya
Kano Mai Tilawat E Quran Ko Sunaya
Makn Poucha Yeh Kiya Waqt Hai Maa
Jawab Aba Ne Diya Baita Ramdan Ki Khushnuma Ghariya Day Rahi Dastak Bhar
Main Bola Rokhoga Pure Roze Mehnaz
Khatao Ko Bholakar Kardyna Dosto Mujhe Maaf
MEHNAZ
Copy
Khush Naseeb Logo K Baba
Azeem Shaksiyat K Naam Hai Yeh Alfaaz
Khabhi Mere Baba K Naam Kam Na Par Jaye Harf O Naaz
Mera Bachpan Maa Ki Lori Se Tha Guzaara
Baba K Kandho Ko Jhula Bankar Khela
Main Jab Jab Na Pata Baba Ko Khabhi
Jee Ghabra Jata Ajeeb Khayalo Mai Tabhi
Baba Har Bar Mujhe Maa Ki Daant Se Bachya Karte The
Bahen Bhaiyo Ki Larae Main Mera Saath Diya Karte The
Meri Jab Bhi Ankh Bhar Jati Thi
Maa Se Pehle Baba Ansoo Ponch Jate The
Main Tu Baba Ka Ghurur Tha
Hamesha Sur Per Mere Unka Saya Tha
Roshi Thi Mere Angaan Main Baba K Hone Se
Buj Gaya Diya Baba App K Jane Se
Ab Kon Mujhe Kandho Per Bethaye Ga
Kon Meri Tareefo K Ghun Gaye Ga
Logo K Taano Se Ko Mujh Bachaye Ga
Kon Meri Zid Ko Pura Kar Jayega
Bab Sun Rahe Ho App
Kaha Chale Gaye Ho App
Ajao Na Baba Meri Pukaar Sunkar
Jahan Gaye Ho Ajao Na Baba Sab Yaad Main Ghoomsun Hai
Meri Nazare App Ko Har Pal Dhunti Hai
Rota Nahi Per Ankho App Ki Yaad Mai Bhar Ati Hai
Andhere Mai Nahi Jata Baba App Ki Ungli Nahi Milti
Har Baar Akele Main Ghum Jata Ho Q K App Nahi Milte
Aas Pass Sab K Baba Is Baar Bhi Father's Day Per Aye The
Main Akele Betha Tha Q K Waha App Na Aye The
Ek Hi Dua Main Karta Ho Haath Utha Kar Mehnaz
Har Bache Ko Baba Ka Saya Mile Aur Woh Bache Hamesha Rahe Khaas
MEHNAZ
Copy
Daard
Jo Mehsoos Ho Uska Naam Hai Daard
Takleef Sah Kar Woh Raad Hojaye Woh Hai Daard
Takleef Jo Dosro Ko Dekh Kar Ho Woh Hai Daard
Alfaaz Mai Bayaan Na Ho Woh Hai Daard
Ankhein Jis Se Aksh Baar Hojaye Ho Hai Daard
Dil Ki Baat Jab Zubaa Per Na Aasakhe Woh Hai Daard
Zindagi Cut Jaye Per Haasil Kuch Nahi Ho Woh Hai Daard
Apno K Hote Zindagi Tanhai Mai Guzaar Jaye Woh Hai Daard
Har Safar Akele Guzar Jaye Woh Hai Daard
Chik O Pukaar Ka Naam Nahi Hai Daard
Dil Tootne Se Jo Awaaz Na Aye Us Ka Naam Hai Daard
Apno Se Bichar Jane Per Ko Aah Nikale Woh Hai Daard
Jab Main Na Rahoga Phir Yaadein Baan Jayegi Daard Mehnaz
Daard Ko Raad Karne Ka Koi Tu Hoga Raaz App K Pass
MEHNAZ
Copy
Maut Shayari
Miti Se Bana Tha Mitti Mai Chala Jaonga
Rota Howa Aya Tha Rota Hi Chala Jaonga
Na Laya Tha Kuch Na Kuch Lay Jaonga
Bas Ek Safaad Kafaan Mai Lipta Dafaan Hojaonga
Khushiya Thi Sab K Chahre Per Jab Aya Tha
Laut Kar Gaya Tu Ansoo Ka Dariya Chor Gaya Tha
Khabhi Zindagi Ne Baap Saya Chin Liya Tha
Tu Khabhi Maa Ki Mamta Se Mehroom Hogaya
Chik O Pukaar Har Jaga Thi
Maiyat Per Meri Phoolo Ki Chadaar Bichi Thi
Main Duniya Roopey Paise Main Juta Rahta Tha
Amir Banne K Sapne Roz Bonta Rahta Tha
Khabhi Dosto Ko Piche Karne Ki Sochta
Tu Khabhi Dushmano Ko Haarne Mai Lagjata
Ajj Khufe Khuda Dil Mai Jhaga Hai Mere
Jhute Bolne Per Mutmayin Nahi Hai Dil Aur Rooh Mere
Ajj Meri Bahen Mere Aziz Layte Hai Kafan Mai Lipaat Kar
Ajj Inki Tu Kal Hum Mai Se Kisi Ki Bhi Hogi Baari Yeh Yaad Kar
Rab Ki Ibbat Mai Hamesha Rahna Pasand
Tak Jannat K Darwaaze Na Hojaye Band
Akhiri Saans Tak Rab Ka Naam Dil Se Pukaarna Mehnaz
Hisaab O Kitab Hoga Rab K Pass Aur Jannat Mai Jane Ki Rakhna Tum Aas
MEHNAZ
Copy
MAA
Achaal Se Apne Jo Mere Ansoo Ponche
Dil Se Jo Mere Labo Ki Baat Jaane
Main Ek Chik Mai Ek Ansoo Bahata
Woh Mere Har Ansoo Per Apna Kalayja Nikal Dayti
Main Pait Bhaar Kha Kar Sojata
Woh Banati Apni Goud Ko Mera Bichona
Main Hansta Tu Woh Muskurati
Meri Jeet Per Uski Ankhein Bhar Ati
Main Jab Bimaar Haar Kar Beth Jata
Tu Raat Bhaar Mamta Ki Lou Lagati
Mere Laubo Ki Khuwaish Mere Laoubo Per Nahi Ati
Maa Meri Har Khuwaish Ko Haanste Haanste Puri Kar Jati
Maine Hamesha Sukh Ki Parchae Mai Zindagi Guzari
Jab Tak Hu Main Zinda Rahe Hamesha Mere Sur Per Teri Mam Ki Parchai
Main Eid Mai Naye Kapre Pehan Kar Pure Muhale Mai Jata
Maa Meri Wahi Purane Kapro Mai Eid Aur Har Tahwaar Ghuzar Jati
Maa Main Tha Tab Chota Tab Bhi Tu Roti Thi
Ajj Main Ho Baara Tab Bhi Tu Roti Hai
Kiya Hogaye Meri Maa K Ahsaas Aur Jazbaat Mehnaz
Kya Hai Itni Pur Sukoon Muskurahat Ka Raaz
MEHNAZ
Copy
Meri Adhuri Pyar Ki Kahani
Main Use Buhat Chahata Tha
Main Dil Mai Use Basa Betha Tha
Wohi Thi Itni Khubsurt
Bankar Jo Bethi Thi Meri Sirat
Main Pyar Mai Uske Doop Betha Tha
Uski Har Ada Ko Main Pyar Bana Layta Tha
Woh Bhi Mere Pyar Ki Deewani
Mere Dil Mai Basi Thi Woh Rani
Jab Main Usko Dekhta Har Pal Muskurata
Jab Us Ko Ek Nazar Na Paata Tu Jaise Mar Hi Jata
Main Izhare Pyar Us Se Kar Chuka Tha
Bas Us K Iqrar Ka Intezaar Tha
Mohabbat Ki Kasame Mai Kha Chuka Tha
Us Se Apna Bana Betha Tha
Khush Hum Dono The Barabar
Dono Ki Nazaro Mai Thi Kadar Pyar Ki Barabar
Lakin Duniya Ka Dastoor Hai Yeh
Judai Naseeb K Dono Main Ae Yeh
Woh Kisi Aur Hone Jarahi Hai Ajj
Kis K Sur Per Sajaoga Rani Ka Taj
Woh Mil Nahi Aur Rahgai Khuwaish Audhuri Mehnaz
Audhuri Kahani Rahgae Do Sache Pyaar Karne Walo Jo Hai Khaas
MEHNAZ
Copy
MAA
Achaal Se Apne Jo Mere Ansoo Ponche Tumne Maa
Dil Se Jo Mere Labo Ki Baat Jaane Layti Woh Hai Meri Maa
Main Ek Chik Mai Ek Ansoo Bahata Maa
Mere Har Ansoo Per Apna Kalayja Nikal Dayti Thi Maa
Main Pait Bhaar Kha Kar Sojata
Woh Banati Apni Goud Ko Mera Bichona
Main Hansta Tu Woh Muskurati
Meri Jeet Per Uski Ankhein Bhar Ati
Main Jab Bimaar Haar Kar Beth Jata
Tu Raat Bhaar Mamta Ki Lou Lagati
Mere Laubo Ki Khuwaish Mere Laoubo Per Nahi Ati
Maa Meri Har Khuwaish Ko Haanste Haanste Puri Kar Jati
Maine Hamesha Sukh Ki Parchae Mai Zindagi Guzari
Jab Tak Hu Main Zinda Rahe Hamesha Mere Sur Per Teri Mam Ki Parchai
Main Eid Mai Naye Kapre Pehan Kar Pure Muhale Mai Jata
Maa Meri Wahi Purane Kapro Mai Eid Aur Har Tahwaar Ghuzar Jati
Maa Main Tha Tab Chota Tab Bhi Tu Roti Thi
Ajj Main Ho Baara Tab Bhi Tu Roti Hai
Kiya Hogaye Meri Maa K Ahsaas Aur Jazbaat Mehnaz
Kya Hai Itni Pur Sukoon Muskurahat Ka Raaz
MEHNAZ
Copy
Aurat
Mujhe Kamzor Q Samjh Bethe Ho
Meri Zindagi Per Tuhmat Q Laga Bethe Ho
Main Kamzor Hoti
Tu Mashre Ki Zeenat Na Banti
Main Agar Tumhare Saath Hoti
Tu Tumhe Kamiyabi Hasil Na Hoti
Khabhi Jahez Pe Jhalaya
Khabhi Baite K Liye Rolaya
Khabhi Duniya Ki Laaja Samjh Kar Chup Rahi
Khabhi Daar Kar Sahem Gae
Ajj Na Baithogi Main Chup
Taraqi Ki Raho Mai Loha Manwaogi Khub
Khabhi Doctor Main Banjao
Tu Khabhi Main Samina Baig Ki Mountaineer Ban Jao
Khabhi Guiding Mai Tu Khabhi Mulki Sata Per Naam Kaamao
Har Lafaaz Se Main Apna Mardo K Saath Lohaa Manwao
Daard Ki Poshaak Main Sab Se Zayaada Jo Pahno Mehnaz
Har Madaan Main Har Tarqi Ki Raah Mai Ho Main Khaas
MEHNAZ
Copy
Load More
Famous Poets
Mirza Ghalib
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
Faiz Ahmed Faiz
Munir Niazi
Jaun Elia
Gulzar
Tahzeeb Hafi
Ali Zaryoun
View More Poets