Inqlab Ki Baat To Sab Karty Hain
Zara Inqalabi Nara Ki Pehchan To Karo
Wakeel Sirf Khuda Hay Aay Ahlay Munsaf
Zara Farishtoon Ki Daliloon Ka Khial To Karo
Meri Guftgoo Ka Bahana Thaa Tehrik E Awam
Koi Bana Civil Koi Bana Wokla Baradri
Main To Pakistani Awam Ka Mukhlis Hoon Wasi
Koi Ajnabi Bana Gia Salaray Wookla
Mahazab Sara Bashra Hay Meri Nazar Main
Koi Achanik Aik Ankh Ka Tara Ban Gia Aay Imran
Iehtsab Ijazit Faraz Ki Nazar Ho Gai
Mera Aik Doctor Kabi Mesha Na Bana
Sar Ko Pathar Mara Zalim Nay Keh Mar Jay
Wo Hakim Bi Hay Taqit Bi Hay Aur Meri Pasand Bi
Main Nay Aik Imtahan Ko Assn Rasta Na Jana
Mushkal Imtahanh Ban Gia Meri Kamyabi Ka Safdar
Main Pak Zamin Pay Rehnay Waloo Ka Naminda Hoon
Kia Kabi Zameen Pay Qadmoon Kay Beghair Bii Inqalab Aia Hay
Tamana Dil Ki Bhi Saista Aur Maqsad E Azit
Rehbar Nay Mujhay Aik Insan Bana Dia Rana
Meray Bhai Ka Jigar Hay Ka Us Nay
Saray Zamany Ko Bara Sumandar Bana Dia
Aay Ihsan Taray Opar Tashdad Ki Qasam
May To Mit Jao Ga Teri Behadri Ki Dastan
Meri Manzal Dolat Na Thi Balkay Ham Ahangi
Aik Zalim Kay Zulam Nay Muhbay Watan Bana Dia