Mere Dais Ke Jawano Himmat Na Harna

PoetJamil Ahmed Khan Submitted byAteeq Inayat
Text size

Mere Dais Ke Jawano Himmat Na Harna
Qudrat Ka Imtehan Hai Himmat Na Harna

Aur Nai Naslon Ke Chiraghon Umeed Rakho Baaqi
Ye Mulk Hai Tumhara Himmat Na Harna

Aur Khush Haal Tum Rahogay Sarshaar Tum Rahogay
Dushwaar Is Ghari Mein Himmat Na Harna

Mere Dais Ke Jawano Himmat Na Harna

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied