Poetries by Merry
Suno Mujhe Buhut Dar Lagta Hai Mujhe Buhut Dar Lagta Hai
Sabhi Rishtay Natoon Se Dar Lagta Hai
Jab Kabhi Raat K Akheer Pehr Main
Aankh Jo Yak Dam Khulti Hai
Mujhe Apna Hee Bistar Weshatoon Ka Ghar Lagta Hai
Mujhe Dar Lagta Hai Sabhi Un Badalte Dinoon Se
Mujhe Din Aur Ye Rat Se Dar Lagta Hai
Dar Lagta Hai Mujhe Duniya Ki Shadabiyun Se
Ab Tu Har Aane Wale Kal Aur Pal Se Dar Lagta Hai
Mujhe Apni Zat Apne Sifat Se Dar Lagta Hai
Tere Diye Huey Sabhi Alqabat Se Dar Lagta Hai
Tujhse Jurri Har Har Bat Se Dar Lagta Hai
Dar Lagta Hai Mujhe Apne Hee Angan Main
Mujhe Mere Naam K Alfaz Se Dar Lagta Hai
Tujhe Pata Tu Tha K Main Aisa Nahi Hoon
Mujhe Meri Tanhai Se Dar Lagta Hai
Yaad Kar Wo Judai K Akhri Sahbdoon Ko
Main Jabaja Yehi Kehta Ja Raha Tha
Sunu Mujhe Dar Lagta Hai
Mujhe Buhut Dar Lagta Hai MERRY

Woh Aik Pari He Khushiun K Khzany Se Muje Abad Rakhti Hai
Ghamon Ki Parchaai Se Muje Anjan Rakhti Hai
Wo Aik Pari Hai, Jo Meri Dost Hai
Ho Na Koi Takleef Muje, Wo Har Pal Apne Sath Rakhti Hai
Apni Khushian Luta K Mujy Anjan Rakhti Hai
Wo Aik Pari Hai, Jo Meri Dost Hai
Chahat Se Ziada Chahti Hai Muje
Ooron Se Ziada Manti Hai Muje
Meri Muhabbat Main Wafa kamal Rakhti Hai
Wo Aik Pari Hai, Jo Meri Dost Hai
Nai Mangti Mujhse Kuch Bhi Wo
Mere Liye Khuda K Samny Hath Uthaey Rakhti Hai
Wo Aik Pari Hai, Jo Meri Dost Hai
Ghabraun Main Kabhi, Kabhi Darr Jaun To
Wo Hamesha Mera Hat Tham Rakhti Hai
Wo Aik Pari Hai, Jo Meri Dost Hai
Agar Hojaen Uski Ankhen Samandar
Phir Bhi Nae Any Deti Meri Ankh Mai Ansu
Apne Pyar Mai Esa Kamal Rakhti Hai
Wo Aik Pari Hai, Jo Meri Dost Hai
Jab Milti Hai Wo Muje Dunya Ki Bheer Main
Apni Ankhun Mai Mere Sawalun Kay Jawab Rakhti Hai
Wo Aik Pari Hai, Jo Meri Dost Hai
Dedicated To My Best Friend Jia Merry

Tera Shukria Yun Rah-E-Wafa Ki Saleeb Per Do Qadam Uthane Ka Shukria
Bara Pur-Khatar Tha Yeh Rasta Tere Lout Jane Ka Shukria
Jo Udas Hain Tere Hijr Ma, Jinhe Bojh Lagti Hai Zindagii
Sar-E-Bazm UN Ko Dakh Kar Tere Muskarane Ka Shukria
Teri Yaad Kis Kis Bhais Ma Mere Shair-O-Naghma Ma Dhal Gae
Yeh Kamal Tha Teri Yad Ka Mje Yad Aane Ka Shukria
Jo Zamane Bhar Ka Asool Thaw O Asool Tu Ne Nibha Dia
Yahi Rasm Tehri Hai Moutabar, Mje Bhol Jane Ka Shukria Merry