✕
Poetry
Famous Poets
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
More Poets
Poetry Categories
Love Poetry
Sad Poetry
Friendship Poetry
Islamic Poetry
Punjabi Poetry
More Categories
Poetry SMS
Poetry Images
Tags
Poetry Videos
Featured Poets
Post your Poetry
News
Business
Mobile
Articles
Islam
Names
Health
Shop
More
WOMEN
AUTOS
ENews
Recipes
Poetries
Results
Videos
Directory
Photos
Business & Finance
Education News
Add Poetry
Home
LOVE POETRY
SAD POETRY
FAMOUS POETS
POETRY IMAGES
POETRY VIDEOS
NEWS
ARTICLES
MORE ON POETRY
Home
Urdu Poetry
Featured Poets
Mohsin shaikh
Search
Add Poetry
Poetries by Mohsin shaikh
Hum To Mit Jae Gay Aye Arz-E-Watan
Q ankh main behatay huway ashkoon ki lari hain
chup rehay mere hum watan Qayamat ki ghari hain
hota hai kuch guman saa madan-e-ashar ka
Her ek musalman ko apni hi phari hain
Mit jae ga mera daish ya halat bana kar
Atraaf ki her qoum tamashay phar kari hain
Phir surkh surkh hai mere dariyaon ka pani
Lagta hai kahi khoon ki barsaat pari hain
In zalimo ko jar se mita day aye mere rub
Sub hath uthao ke duaaon ki ghari hain
Hum to Mit jae Gay Aye Arz-e-Watan
Lakin tum ko Zinda Rehana Hai Qayamat ki Sehair Honay Tak
Mohsin shaikh
Copy
23 March Pakistan Tujay Salam
Pakistan Tujay Salam Roshan Rahay Tera Kalam
Raat Aur Din Chamkay Tera Name
Tujse Subha Meri Tujse Mera Sham
Her Wakat Yaad Ati Hai Teri Fizaeeain
Jab Bi Leta Hai Koi Pardais Main Tera Name
Pakistan Tujay Salam
Khuda Karen Meri Arz-E-Pak Pay Utray Wo Fazlay Gul
Jisay Andashaye Zawal Na Ho.
Mohsin shaikh
Copy
Halat-E-Sheher Ke Guman Se Dar Lagta Ha
Halat-E-Sheher Ke Guman Se Dar Lagta Hai
Aaj Insan Ko Insan Se Dar Lagta Hai
Khaak Main Mil Gyi Karachi Ki Haseen Roshniyan
Ab Tou Kud Apni Hi Pechan Se Dar Lagta Hai
Sheher Ka Sheher Pareshan Hai
Afsurdaa Hai Tazkara-E-Kaar-E-Shaitan Se Dar Lagta Hai
Jane Kab Kon Kise Maar Day Kafir Keha Kar
Ab Musalman Ko Musalman Se Dar Lagta Hai
Kon Aye Ga Humay Pyar Sikhane Ya Rab
Wehashat-E-Hazrat-E-Insan Se Dar Lagta Hai.3march
Mohsin shaikh
Copy
Yahan Uljhay Uljhay Roop Bhot
Yahan Uljhay Uljhay Roop Bhot
Par Asli Kam Be Roop Bhot
Is Perr K Nichay Kia Rukna
Jahan Saya Kam Ho Dhoop Bhot
Q Teri Ankh Sawali Hain
Yahan Her Ik Bat Nirali Hai
Is Des Basera Mat Kar Na
Yahan Muflis Hona Gali Hai
Jahan Sachay Rishte Yariyon K
Jahan Ghoonghat Zewar Naariyon K
Jahan Jharney Komal Sukh Wale
Jahan Saaz Baje Bin Taron K
Chal Insha Apne Gaon Me
Baithen Gay Sukh Ki Chaon Me
Mohsin shaikh
Copy
Yun To Har Sham Umeed Main Guzar Jati Hai
Yun To Har Sham Umeedo Main Guzar Jati Hain
Aaj Kuch Baat Hain Jo Sham Py Rona Aya
Mat Kiya Karo Itnay Guna Toba Ki Aas Par Aye Ibn-E-Adam
Bay Atbar Si Zindagi Hai Janay Kab Mout Ajae
Rag Rag Main Teri Yad Samaye To Kiya Karo
Dil Se Tera Khayaal Na Jae To Kiya Karo
Diwana Nahi Hu K Jago Tamam Raat
Mujhko Mera Nasib Jagaye To Kiya Karo
Mohsin shaikh
Copy
Hum Dekhain Gay
Hum Dekhain Gay
Lazim Hai Ke Hum Bhi Dekhain Gay
Wo Din Ke Jis Ka Wadah Hain
Jo Loh-E-Azl Pe Likha Hain
Jab Zulmo-O-Sitam Ke Koh-E-Garaan
Ruii Ki Tarha Urd Jain Gay
Hum Mehkumoon Ke Paun Talay
Ya Dharti Dhard Dhard Dharkay Gi
Aur Ehl-E-Hukam Ke Uper Jab Bijli Kard Kard Kardke Ki
Jab Arz-E-Khuda Ke Kabay Se
Sub But Uthwaaiy Jain Gay
Hum Ehl-E- Safa Mardood-E-Haram
Masnad Pe Bithaaiy Jain Gay
Sub Taaj Uchalay Jain Gay
Sub Takhat Giraaiy Jain Gaz
Bas Nam Rahay Ga Allha Ka
Jo Gayab Bhi Hai Hazir Bi
Jo Nazir Bhi Hai Manzar Bhi
Uthay Ga Analhaq Ka Nara Jo Main Bhi Ho Aur Tum Bhi Ho
Aur Raj Karay Gi Khalq-E-Khuda Jo Main Bhi Ho Aur Tum Bhi Ho
Hum Dekhay Gay
Lazim Hai Ke Hum Bhi Dekhain Gay
Mohsin shaikh
Copy
In Barishon Se Dosti Achi Nahi Faraz
Iss Dafa Barishain Rukti Hi Nahi Faraz
Hum Ne Ansu Kiya Piya Sare Mosam Ro Pare
In Barishon Se Dosti Achi Nahi Faraz
Kacha Makan Hain Tera Kuch To Khayal Kar
Mohsin shaikh
Copy
Load More
Famous Poets
Mirza Ghalib
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
Faiz Ahmed Faiz
Munir Niazi
Jaun Elia
Gulzar
Tahzeeb Hafi
Ali Zaryoun
View More Poets