Poetries by Muhammad Asif Ali
Apni Kismat Ko Fir Badal Kar Dekhte Hain Apni Kismat Ko Fir Badal Kar Dekhte Hain
Aao Muhabbat Ko Ek Baar Sambhal Kar Dekhte Hain
Chaand Taare Fool Shabnam Sab Rakhte Hain Ek Taraf
Mahboob-e-nazar pe Es Baar Mar Kar Dekhte Hain
Jism Ki Bhookh To Roz Kai Ghar Ujaad Deti Hai
Hum Rooh-o-rawan ko Apni Jaan Kar Ke Dekhte Hain
Chhod Dete Hain Kuch Din Ye Faza Ka Muqaam
Chand Roz Is Ghar Se Nikal Kar Dekhte Hain
Loh-e-Fanaa Se Jaana To Fitrat Hai Sabhi Ki
Yaar-e-Shaatir Pe Etivaar Fir Kar Ke Dekhte Hain
Kon Sawaar Hai Kashti Main Kon Jaata Hai Saahil Par
Saat-Samandar Se 'Asif' Guftagu Kar Ke Dekhte Hain Muhammad Asif Ali