Mujh Ko Yeh Bhi Nahi Malom Kahan Rehta Hai

PoetMohsin Naqvi Submitted byTawakal Abbas Bukhari
Text size

Mujh Ko Ye B Nahi Malom Kahan Rhta Hai
Jo K Chalti Hoi Saanso Me Rawan Rhta Hai

Yun To Hr Tarha Se Weran Hai Dil Ki Basti
Bin Batye He Magr Koi Yahan Rehta Hai

Ab Kisi Raat Mei Jalta Nahi Koi Chiragh
Shaam Se Bus Us ki Yaado Ka Dhoowan Rehta Hai

Koi Do Din Ko Jo Ho Jata Hai Mehman Dil Mein
Wo Chala Jaye To Phir Us Ka Nishan Rehta Hai

Aks Us ka Nazar ata Ha Her ek Cheez Mein "MOHSIN"
Rat Din Bus US ka He Gumaan Rhta Hai

Related tags on Parveen Shakir poetry

More Mohsin Naqvi Poetry

Mohsin Naqvi Mohsin Naqvi
Raheel Ali
Copied