Add Poetry

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Lyrics

Poet: Hanzalah By: Hanzalah, Hafizabad
Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Shamme Bazme Hidayat Pe Laakho(n) Salaam Mehre Charkhe Nubuvvat Pe Roushan Durood Ghul E Baagh E Risaalat Pe Laakho(n) Salaam Shehre Yaare Iram Tajdaare Haram Nau Bahaar E Shafa’at Pe Laakho(n) Salaam Shab E Asra Ke Dulha Pe Da-im Durood Nausha E Bazme Jannat Pe Laakho(n) Salaam Arsh Ki Zebo Zeenat Pe Arshi Durood Farsh Ki Teebo Nuzhat Pe Laakho(n) Salaam Noor E Ain E Latafat Pe Alt(a)f Durood Jaibo Jaine Najafat Pe Laakho(n) Salaam Sarve Naaz E Kidam Maghze Raaze Hikam Yakka Taaze Fazilat Pe Laakho(n) Salaam Nukta E Sirre Wahdat Pe Yakta Durood Markaze Daure Kasrat Pe Laakho(n) Salaam Sahibe Raj’ate Shamso Saqqul Qamar Naib E Daste Qudrat Pe Laakho(n) Salaam Jiske Zere Liwa Adamo Man Siva Uss Sada E Siyadat Pe Laakho(n) Salaam Arsh Ya Farsh Hai Jiske Zere Nagee(n) Uski Qaahir Riyasat Pe Laakho(n) Salaam Asle Har Buudo Bahbood Takhme Wajood Qasim E Kanze Ne’amat Pe Laakho(n) Salaam Fathe Baab E Nubuvvat Pe Behad Durood Khatme Daur E Risalat Pe Laakho(n) Salaam Sharke Anwaare Qudrat Pe Noori Durood Fat-he Az Haare Qurbat Pe Laakho(n) Salaam Be-saheemo Q(a)simo Adeelo Maseel Jouhar E Farde Izzat Pe Laakho(n) Salaam Sirre Ghaib E Hidayat Pe Ghaibi Durood Itre Jaibe Nihayat Pe Laakho(n) Salaam Maahe Lahoote Khilwat Pe Laakho(n) Durood Shahe Naasoot E Jalwat Pe Laakho(n) Salaam Kanze Har Bekaso Benawa Par Durood Harze Har Rafta Taaqat Pe Laakho(n) Salaam Partave Isme Zaate Ahad Par Durood Nuskha E Jaameiyyat Pe Laakho(n) Salaam Mat-la’e Har Sa’adat Pe As’ad Durood Maqtae Har Siyadat Pe Laakho(n) Salaam Khalq Ke Dadras Sabke Fariyad Ras Kahfe Roze Musibat Pe Laakho(n) Salaam Mujhse Bekas Ki Daulat Pe Laakho(n) Durood Mujhse Bebas Ki Quvvat Pe Laakho(n) Salaam Shamme Bazme D(a)na Hu Mai Gum Kun Ana Shar-he Matne Huviyyat Pe Laakho(n) Salaam Intiha E Daayi Ibtida E Yakee Jam’a Tafreeqo Kasrat Pe Laakho(n) Salaam Kasrat E Baad E Qillat Pe Aksar Durood Izzate Baade Zillat Pe Laakho(n) Salaam Rabb E Aala Ki Ne’amat Pe Aala Durood Haq Ta’ala Ki Minnat Pe Laakho(n) Salaam Hum Ghareebo Ke Aaqa Pe Behad Durood Hum Faqeeri Ki Sarwat Pe Laakho(n) Salaam Farhate Jaane Mo’min Pe Behad Durood Ghaize Qalbe Jalalat Pe Laakho(n) Salaam Sab-be Har Sabb Muntaha E Talab Illate Julmo Illat Pe Laakho(n) Salaam Masdar E Mujhariyyat Pe Azhar Durood Mazhar E Masdariyyat Pe Laakho(n) Salaam Jiske Jalwe Se Murjhayi Kaliya(n) Khili Uss Ghul E Paak Mimbat Pe Laakho(n) Salaam Qadde Be-saaya Ke Saya E Marhamat Jille Mamdud E Raafat Pe Laakho(n) Salaam Tairan E Quds Jiski Hai Kumriya(n) Us Sahi Sarve Kaamat Pe Laakho(n) Salaam Wasf Jiska Hai Aayina E Haqnuma Us Khuda Saaz Tal’at Pe Laakho(n) Salaam Jiske Aage Sare Sarwara Kham Rahe Uss Sare Taaje Rif’at Pe Laakho(n) Salaam Wo Karam Ki Ghata Ghesu E Mushk Sa Lakka E Abre Raafat Pe Laakho(n) Salaam Lailatul Qadr Me Matlail Fajre Haq Maang Ki Istiqamat Pe Laakho(n) Salaam Lakht Lakhte Dile Har Jigar Chaak Se Shaana Karne Ki Haalat Pe Laakho(n) Salaam Duur O Nazdeek Ke Sunne Waale Wo Kaan Kaan E La’le Karamat Pe Laakho(n) Salaam Chashma E Mehr Me Mouje Noor E Jalaal Us Raghe Hashemiyyat Pe Laakho(n) Salaam Jiske Mathe Shafa’at Ka Sehra Raha Us Jabeen E Sa’adat Pe Laakho(n) Salaam Jinke Sajde Ko Mehraab E Kaaba Jhuki Unn Bhavo(n) Ki Latafat Pe Laakho(n) Salaam Unki Aankho(n) Pe Wo Saaya Afghan Miza Zilla E Qasr E Rahmat Pe Laakho(n) Salaam Ashq Baari E Mizga(n) Pe Barse Durood Silke Durre Shafa’at Pe Laakho(n) Salaam Ma’ana E Qad Ra-aa Maqsad E Maa Tagaa Nargis E Baaghe Qudrat Pe Laakho(n) Salaam Jiss Taraf Uth Gayi Dam Me Dam Aa Gaya Us Nigah E Inayat Pe Laakho(n) Salaam Nichee Aankho(n) Ki Sharmo Haya Par Durood Unchi Beene Ki Rifa’at Pe Laakho(n) Salaam Jinke Aage Charage Qamar Jhilmilay Un Azaaro Ki Tal’at Pe Laakho(n) Salaam Unke Khad Ki Suhulat Pe Behad Durood Unke Qad Ki Rishaqat Pe Laakho(n) Salaam Jis Se Tareek Dil Jagmagane Lage Us Chamak Waali Rangat Pe Laakho(n) Salaam Chaand Se Muh Pe Taaba Darkhsha Durood Namak Aagi Sabahat Pe Laakho(n) Salaam Shabnam E Baagh E Haq Yani Rukh Ka Araq Uski Sachhi Baraakat Pe Laakho(n) Salaam Khat Ki Girde Dahan Wo Dilara Faban Sabz E Nahre Rehmat Pe Laakho(n) Salaam Rishe Khus Mu’atadil Marham E Reshe Dil Hala E Mah E Nudrat Pe Laakho(n) Salaam Patli Patli Ghul E Quds Ki Pattiya Un Labo(n) Ki Nazakat Pe Laakho(n) Salaam Wo Dahan Jiski Har Baat Wahee E Khuda Chashma E Ilmo Hiqmat Pe Laakho(n) Salaam Jiske Paani Se Shadaab Jaan O Jinaa Uss Dahan Ki Taravat Pe Laakho(n) Salaam Jis Se Khari Kuve Shira E Jaa(n) Bane Us Julale Halavat Pe Laakho(n) Salaam Wo Jabaa(n) Jisko Sab Kun Ki Kunji Kahe Uski Naafiz Huqumat Pe Laakho(n) Salaam Uski Pyari Fasahat Pe Behad Durood Sakee Dilkash Balaghat Pe Laakho(n) Salaam Uski Baato(n) Ki Lazzat Pe Laakho(n) Durood Uske Khutbe Ki Haibat Pe Laakho(n) Salaam Woh Dua Jiska Joban Bahaar E Qubool Us Naseem E Ijabat Pe Laakho(n) Salaam Jinke Guchche Se Lachche Jhade Noor Ke Un Sitaro Ki Nuzhat Pe Laakho(n) Salaam Jiski Taskee(n) Se Rote Hue Has Pade Us Tabassum Ki A’adat Pe Laakho(n) Salaam Jis Me Nahre Hai Shiro Shakar Ki Rawa(n) Us Gale Ki Nazarat Pe Laakho(n) Salaam Dosh Bar Dosh Hai Jin Ke Shaane Sharaf Aise Shaano Ki Shauqat Pe Laakho(n) Salaam Hajre Aswad Ka’aba E Jaan O Dil Yaani Mehre Nubuvvat Pe Laakho(n) Salaam Ru-e Aaina E Ilme Pushte Huzoor Pushti E Qasr E Millat Pe Laakho(n) Salaam Haath Jis Samt Utha Ghanee Kar Diya Mouje Behre Sama’at Pe Laakho(n) Salaam Jisko Baare Do Aalam Ki Parwah Nahi Aise Bazoo Ki Quvvat Pe Laakho(n) Salaam Ka’aba E Deen O Imaa(n) Ke Dono Sutoo(n) Sayyedaine Risalat Pe Laakho(n) Salaam Jiske Har Khat Main Hai Mouje Noor E Karam Us Kafe Bahre Himmat Pe Laakho(n) Salaam Noor Ke Chashme Lehraye Dariya Bahee Ungliyo(n) Ki Karamat Pe Laakho(n) Salaam Eid E Mushkil Kusha E Ke Chamke Hilaal Nakhoono Ki Basharat Pe Laakho(n) Salaam Raf’a E Zikre Jalalat Pe Arfa’a Durood Sharhe Sadre Sadarat Pe Laakho(n) Salaam Dil Samajh Se Waraa Hai Magar Yu Kahu Guncha E Raaze Wahdat Pe Laakho(n) Salaam Kul Jahaa(n) Milk Aur Jou Ki Roti Ghiza Uss Shikam Ki Kana’at Pe Laakho(n) Salaam Jo Ki Azme Shafa’at Pe Khinch Kar Bandhi Us Qamar Ki Himayat Pe Laakho(n) Salaam Ambiya Tah Kare Jaanu Unke Huzoor Jaanuo Ki Wajahat Pe Laakho(n) Salaam Saake Asl E Qidam Shaakhe Nakhle Karam Sham’e Raah E Isabat Pe Laakho(n) Salaam Khayi Quraa(n) Ne Khaaqe Guzar Ki Qasam Us Kafe Paa Ki Hur Mat Pe Laakho(n) Salaam Jis Suhani Ghadi Chamka Taibah Ka Chaand Us Dil Afroz Sa’at Pe Laakho(n) Salaam Pehle Sajde Pe Rouze Ajal Se Durood Yaadgari E Ummat Pe Laakho(n) Salaam Zar’e Shadab E Har Zar’e Pur Sheer Se Barkaate Reja’at Pe Laakho(n) Salaam Bhaiyo Ke Liye Tark Pista(n) Kare Doodh Peeto Ki Nisfat Pe Laakho(n) Salaam Mahde Waala Ki Qismat Pe Behad Durood Burje Maah E Risalat Pe Laakho(n) Salaam Allah Allah Wo Bachpane Ki Phaban Us Khuda Bhaati Surat Pe Laakho(n) Salaam Uth-te Buto Ki Nashwo Numa Par Durood Khilte Guncho Ki Nikhat Pe Laakho(n) Salaam Fazl E Paidaishi Par Hamesha Durood Khelne Se Karahat Pe Laakho(n) Salaam A’etela E Jabillat Pe Aala Durood A’etedal E Tivayat Pe Laakho(n) Salaam Be Banavat Adaa Par Hazaro Durood Be Takalluf Malahat Pe Laakho(n) Salaam Bhini Bhini Mahak Par Mahakti Durood Pyari Pyari Nafasat Pe Laakho(n) Salaam Meethi Meethi Ibarat Pe Shiree(n) Durood Achhi Achhi Isharat Pe Laakho(n) Salaam Seedhi Seedhi Ravish Par Karoro(n) Durood Saadi Saadi Tabi’at Pe Laakho(n) Salaam Roze Garmo Shabe Teera Wo Taar Me Koho Sahra Ki Khalvat Pe Laakho(n) Salaam Jiske Ghere Me Hai Ambiya O Malak Us Jahangeer E Ba’sat Pe Laakho(n) Salaam Andhe Sheeshe Jhalajhal Damakne Lage Jalwa Rezi E Daawat Pe Laakho(n) Salaam Lutf E Bedari E Shab Pe Behad Durood Aalam E Khwab E Rahat Pe Laakho(n) Salaam Kh(a)nda-e Subho Ishrat Pe Noori Durood Giry(a) E Abre Rehmat Pe Laakho(n) Salaam Nirmi E Khu E Leenat Pe Daim Durood Garmi E Shaane Satavat Pe Laakho(n) Salaam Jiske Aage Khinchi Gardane Jhuk Gayi Us Khuda Dad Shoukat Pe Laakho(n) Salaam Kisko Dekha Ye Moosa Se Pooche Koyi Aankh Waalo Ki Himmat Pe Laakho(n) Salaam Girde Mah Daste Anjum Me Rakhsha(n) Hilaal Badr Ki Daf’e Zulmat Pe Laakho(n) Salaam Shore Takbeer Se Thar-tharati Zamee(n) Zumbishe Joushe Nusrat Pe Laakho(n) Salaam Na’araha E Dilera(n) Se Ban Gunjte Gurrashe Kose Jur-at Pe Laakho(n) Salaam Woh Chaka Chaak Khanjar Se Aati Sadaa Mustafa Teri Soulat Pe Laakho(n) Salaam Unke Aage Wo Hamza Ki Jaa(n)-baaziya(n) Shere Gurrane Satvat Pe Laakho(n) Salaam Al Gharaz Unke Har Mu Pe Laakho(n) Durood Unki Har Khu Wa Khaslat Pe Laakho(n) Salaam Unke Har Naam O Nisbat Pe Naami Durood Unke Har Waqt O Haalat Pe Laakho(n) Salaam Unke Maula Ki Un Par Karoro(n) Durood Unke As-habo Itrat Pe Laakho(n) Salaam Paar-haye Suhuf Ghuncha E Qudus Ahle Bait E Nubuvvat Pe Laakho(n) Salaam Aab E Tathir Se Jis Me Paude Jame Uss Riyaze Najaabat Pe Laakho(n) Salaam Khuun E Khairur Rusul Se Hai Jinka Khameer Unki Be Lous Tinat Pe Laakho(n) Salaam Uss Batul E Jigar Para E Mustafa Haj-la Aara E Iffat Pe Laakho(n) Salaam Jiska Aanchal Na Dekha Maho Meher Ne Uss Rida E Nazahat Pe Laakho(n) Salaam Sayyeda Zahira Tayyeba Tahira Jaan E Ahmad Ki Raahat Pe Laakho(n) Salaam Hasne Mujtaba Sayyedul Askhiya(n) Raakib E Doshe Izzat Pe Laakho(n) Salaam Ouj E Mehre Huda Mouje Bahre Nida Ruh E Rouhe Sakhavat Pe Laakho(n) Salaam Shahad Khware Lu-aab E Zabaan E Nabi Chaashni Geer Ismat Pe Laakho(n) Salaam Uss Shaheed E Balaa Shahe Ghulghu Kabaa Bekase Dashte Gurbat Pe Laakho(n) Salaam Durre Durje Najaf Mehre Burje Sharaf Range Ru E Shahadat Pe Laakho(n) Salaam Ahle Islaam Ki Maadarane Shafeeq Baanuvane Tahaarat Pe Laakho(n) Salaam Jalw(a)-giyyane Baitush-sharaf Par Durood Pard Giyyane Iffat Pe Laakho(n) Salaam Siyyema Pahli Maa Kah-fe Amno Amaa(n) Haq Gujare Rifaqat Pe Laakho(n) Salaam Arsh Se Jispe Tasleem Naazil Hui Us Saraa E Salamat Pe Laakho(n) Salaam Manzillum Min Kasab La Nasab La Sakhab Aise Koshak Ki Zeenat Pe Laakho(n) Salaam Binte Siddeeq Araam E Jaan E Nabi Us Hareem E Bara-at Pe Laakho(n) Salaam Yaani Hai Sura E Noor Jinki Gawah Unki Purnoor Surat Pe Laakho(n) Salaam Jinme Ruhul Qudus Be-ijazat Na Jaaye Un Suradiq Ki Ismat Pe Laakho(n) Salaam Sahm’e Taabaane Kaashaana E Ijtehaad Mufti E Chaar Millat Pe Laakho(n) Salaam Jaa(n)-nisaran E Badro Uhad Par Durood Haq Guzaaran E Bai’at Pe Laakho(n) Salaam Wo Daso Jinko Jannat Ka Muzda Mila Uss Mubarak Jama’at Pe Laakho(n) Salaam Khaas Uss Saabik E Saire Kurbe Khuda Ouhad E Kamiliyat Pe Laakho(n) Salaam Sai-e Mustafa Mai-e Istafa Izzo Naaze Khilafat Pe Laakho(n) Salaam Asdaqus-sadeqi Sayyedul Muttaqi Chashmo Goshe Vejarat Pe Laakho(n) Salaam Woh Umar Jis Ke Aada Pe Shaida Sakar Uss Khuda Dost Hazrat Pe Laakho(n) Salaam Fareeqe Haqqo Baatil Imamul Huda Taighe Maslule Shiddat Pe Laakho(n) Salaam Tarjumaan E Nabi Ham-zabaan E Nabi Jaan E Shaan E Adaalat Pe Laakho(n) Salaam Jaahid E Masjid E Ahmadi Par Durood Ddoulat E Jaishe Usrat Pe Laakho(n) Salaam Durre Mansoor Quraa(n) Ki Silke Bahee Zouje Do Noor E Iffat Pe Laakho(n) Salaam Yaani Usmaan Saahab Kamees E Huda Hulla Pushe Shahadat Pe Laakho(n) Salaam Murtaza Shere Haq Ashja-ul Ashja-e Saaqi E Sheero Sharbat Pe Laakho(n) Salaam Asl E Nasl E Safaa Wajhe Wasle Khuda Baab E Fasle Wilayat Pe Laakho(n) Salaam Awwali Dafa E Ahle Rifzo Khuruj Chaar Mi Rukne Millat Pe Laakho(n) Salaam Shere Shamsheer-j(a)n Shahe Khaibar-shikan Parvat E Dost Qudrat Pe Laakho(n) Salaam Maahi E Rifzo Tafzeel O Nasb O Khurooj Haami E Deen O Sunnat Pe Laakho(n) Salaam Momeni Peshe Fat-ho Pase Fat-h Sab Ahle Khairo Adaalat Pe Laakho(n) Salaam Jis Musalmaa(n) Ne Dekha Unhe Ik Nazar Uss Nazar Ki Basaarat Pe Laakho(n) Salaam Jinke Dushman Pe Laanat Hai Allah Ki Un Sab Ahle Muhabbat Pe Laakho(n) Salaam Baaqi E Saakiyaan E Sharaab E Tahur Zain E Ahle Ibadat Pe Laakho(n) Salaam Aur Jitne Hai Shehzade Uss Shah Ke Un Sab Ahle Makaanat Pe Laakho(n) Salaam Unki Baala Sharafat Pe Aala Durood Unki Waala Siyadat Pe Laakho(n) Salaam Shafa’e Maaliki Ahmad Imam E Haneef Chaar Baagh E Imamat Pe Laakho(n) Salaam Kaamilan E Tareeqat Pe Kaamil Durood Haamilan E Shariat Pe Laakho(n) Salaam Ghouse Aazam Ima Muttuka Wannuka Jalwa E Shaan E Qudrat Pe Laakho(n) Salaam Kutbe Abdaalo Irshaad O Rushdurshaad Muh-yi-e Deen O Millat Pe Laakho(n) Salaam Mard E Khaile Tareeqar Pe Behad Durood Farde Ahle Haqeeqat Pe Laakho(n) Salaam Jiski Mimbar Bani Gardan E Awliyah Uss Qadam Ki Karamat Pe Laakho(n) Salaam Shah E Barkaato Barkaate Peshiniya(n) Nou Bahar E Tareeqat Pe Laakho(n) Salaam Sayyid Aale Muhammad Imamur Rashheed Ghul E Rouze Riyazat Pe Laakho(n) Salaam Hazrat E Hamza Shere Khuda Wa Rasool Zeenat E Qaadriyat Pe Laakho(n) Salaam Naam O Kaam O Tano Jaan O Haal O Makaal Sabme Achhe Ki Surat Pe Laakho(n) Salaam Noor-jaa(n) Itre-majmu’a Aale Rasool Mere Aaqa E Ne’amat Pe Laakho(n) Salaam Zaibe Sajjada Sajjade Noori Nihaad Ahmad E Noor Teenat Pe Laakho(n) Salaam Be Azaabo Aetaabo Hisaabo Kitaab Ta Abad Ahle Sunnat Pe Laakho(n) Salaam Tere Un Dosto Ke Tufaile Khuda Banda-e Nange Khilqat Pe Laakho(n) Salaam Mere Ustaad Maa-baap Bhai Behen Ahle Wuldo Ashirat Pe Laakho(n) Salaam Ek Mera Hi Rehmat Me D’awa Nahi Shah Ki Saari Ummat Pe Laakho(n) Salaam Kaash Mehshar Me Jab Unki Aamad Ho Aur Bheje Sab Unki Shouqat Pe Laakho(n) Salaam
Rate it:
Views: 3
04 Aug, 2025
Related Tags on Islamic Poetry
Load More Tags
More Islamic Poetry
Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Lyrics Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon SalamShamme Bazme Hidayat Pe Laakho(n) SalaamMehre Charkhe Nubuvvat Pe Roushan DuroodGhul E Baagh E Risaalat Pe Laakho(n) SalaamShehre Yaare Iram Tajdaare HaramNau Bahaar E Shafa’at Pe Laakho(n) SalaamShab E Asra Ke Dulha Pe Da-im DuroodNausha E Bazme Jannat Pe Laakho(n) SalaamArsh Ki Zebo Zeenat Pe Arshi DuroodFarsh Ki Teebo Nuzhat Pe Laakho(n) SalaamNoor E Ain E Latafat Pe Alt(a)f DuroodJaibo Jaine Najafat Pe Laakho(n) SalaamSarve Naaz E Kidam Maghze Raaze HikamYakka Taaze Fazilat Pe Laakho(n) SalaamNukta E Sirre Wahdat Pe Yakta DuroodMarkaze Daure Kasrat Pe Laakho(n) SalaamSahibe Raj’ate Shamso Saqqul QamarNaib E Daste Qudrat Pe Laakho(n) SalaamJiske Zere Liwa Adamo Man SivaUss Sada E Siyadat Pe Laakho(n) SalaamArsh Ya Farsh Hai Jiske Zere Nagee(n)Uski Qaahir Riyasat Pe Laakho(n) SalaamAsle Har Buudo Bahbood Takhme WajoodQasim E Kanze Ne’amat Pe Laakho(n) SalaamFathe Baab E Nubuvvat Pe Behad DuroodKhatme Daur E Risalat Pe Laakho(n) SalaamSharke Anwaare Qudrat Pe Noori DuroodFat-he Az Haare Qurbat Pe Laakho(n) SalaamBe-saheemo Q(a)simo Adeelo MaseelJouhar E Farde Izzat Pe Laakho(n) SalaamSirre Ghaib E Hidayat Pe Ghaibi DuroodItre Jaibe Nihayat Pe Laakho(n) SalaamMaahe Lahoote Khilwat Pe Laakho(n) DuroodShahe Naasoot E Jalwat Pe Laakho(n) SalaamKanze Har Bekaso Benawa Par DuroodHarze Har Rafta Taaqat Pe Laakho(n) SalaamPartave Isme Zaate Ahad Par DuroodNuskha E Jaameiyyat Pe Laakho(n) SalaamMat-la’e Har Sa’adat Pe As’ad DuroodMaqtae Har Siyadat Pe Laakho(n) SalaamKhalq Ke Dadras Sabke Fariyad RasKahfe Roze Musibat Pe Laakho(n) SalaamMujhse Bekas Ki Daulat Pe Laakho(n) DuroodMujhse Bebas Ki Quvvat Pe Laakho(n) SalaamShamme Bazme D(a)na Hu Mai Gum Kun AnaShar-he Matne Huviyyat Pe Laakho(n) SalaamIntiha E Daayi Ibtida E YakeeJam’a Tafreeqo Kasrat Pe Laakho(n) SalaamKasrat E Baad E Qillat Pe Aksar DuroodIzzate Baade Zillat Pe Laakho(n) SalaamRabb E Aala Ki Ne’amat Pe Aala DuroodHaq Ta’ala Ki Minnat Pe Laakho(n) SalaamHum Ghareebo Ke Aaqa Pe Behad DuroodHum Faqeeri Ki Sarwat Pe Laakho(n) SalaamFarhate Jaane Mo’min Pe Behad DuroodGhaize Qalbe Jalalat Pe Laakho(n) SalaamSab-be Har Sabb Muntaha E TalabIllate Julmo Illat Pe Laakho(n) SalaamMasdar E Mujhariyyat Pe Azhar DuroodMazhar E Masdariyyat Pe Laakho(n) SalaamJiske Jalwe Se Murjhayi Kaliya(n) KhiliUss Ghul E Paak Mimbat Pe Laakho(n) SalaamQadde Be-saaya Ke Saya E MarhamatJille Mamdud E Raafat Pe Laakho(n) SalaamTairan E Quds Jiski Hai Kumriya(n)Us Sahi Sarve Kaamat Pe Laakho(n) SalaamWasf Jiska Hai Aayina E HaqnumaUs Khuda Saaz Tal’at Pe Laakho(n) SalaamJiske Aage Sare Sarwara Kham RaheUss Sare Taaje Rif’at Pe Laakho(n) SalaamWo Karam Ki Ghata Ghesu E Mushk SaLakka E Abre Raafat Pe Laakho(n) SalaamLailatul Qadr Me Matlail Fajre HaqMaang Ki Istiqamat Pe Laakho(n) SalaamLakht Lakhte Dile Har Jigar Chaak SeShaana Karne Ki Haalat Pe Laakho(n) SalaamDuur O Nazdeek Ke Sunne Waale Wo KaanKaan E La’le Karamat Pe Laakho(n) SalaamChashma E Mehr Me Mouje Noor E JalaalUs Raghe Hashemiyyat Pe Laakho(n) SalaamJiske Mathe Shafa’at Ka Sehra RahaUs Jabeen E Sa’adat Pe Laakho(n) SalaamJinke Sajde Ko Mehraab E Kaaba JhukiUnn Bhavo(n) Ki Latafat Pe Laakho(n) SalaamUnki Aankho(n) Pe Wo Saaya Afghan MizaZilla E Qasr E Rahmat Pe Laakho(n) SalaamAshq Baari E Mizga(n) Pe Barse DuroodSilke Durre Shafa’at Pe Laakho(n) SalaamMa’ana E Qad Ra-aa Maqsad E Maa TagaaNargis E Baaghe Qudrat Pe Laakho(n) SalaamJiss Taraf Uth Gayi Dam Me Dam Aa GayaUs Nigah E Inayat Pe Laakho(n) SalaamNichee Aankho(n) Ki Sharmo Haya Par DuroodUnchi Beene Ki Rifa’at Pe Laakho(n) SalaamJinke Aage Charage Qamar JhilmilayUn Azaaro Ki Tal’at Pe Laakho(n) SalaamUnke Khad Ki Suhulat Pe Behad DuroodUnke Qad Ki Rishaqat Pe Laakho(n) SalaamJis Se Tareek Dil Jagmagane LageUs Chamak Waali Rangat Pe Laakho(n) SalaamChaand Se Muh Pe Taaba Darkhsha DuroodNamak Aagi Sabahat Pe Laakho(n) SalaamShabnam E Baagh E Haq Yani Rukh Ka AraqUski Sachhi Baraakat Pe Laakho(n) SalaamKhat Ki Girde Dahan Wo Dilara FabanSabz E Nahre Rehmat Pe Laakho(n) SalaamRishe Khus Mu’atadil Marham E Reshe DilHala E Mah E Nudrat Pe Laakho(n) SalaamPatli Patli Ghul E Quds Ki PattiyaUn Labo(n) Ki Nazakat Pe Laakho(n) SalaamWo Dahan Jiski Har Baat Wahee E KhudaChashma E Ilmo Hiqmat Pe Laakho(n) SalaamJiske Paani Se Shadaab Jaan O JinaaUss Dahan Ki Taravat Pe Laakho(n) SalaamJis Se Khari Kuve Shira E Jaa(n) BaneUs Julale Halavat Pe Laakho(n) SalaamWo Jabaa(n) Jisko Sab Kun Ki Kunji KaheUski Naafiz Huqumat Pe Laakho(n) SalaamUski Pyari Fasahat Pe Behad DuroodSakee Dilkash Balaghat Pe Laakho(n) SalaamUski Baato(n) Ki Lazzat Pe Laakho(n) DuroodUske Khutbe Ki Haibat Pe Laakho(n) SalaamWoh Dua Jiska Joban Bahaar E QuboolUs Naseem E Ijabat Pe Laakho(n) SalaamJinke Guchche Se Lachche Jhade Noor KeUn Sitaro Ki Nuzhat Pe Laakho(n) SalaamJiski Taskee(n) Se Rote Hue Has PadeUs Tabassum Ki A’adat Pe Laakho(n) SalaamJis Me Nahre Hai Shiro Shakar Ki Rawa(n)Us Gale Ki Nazarat Pe Laakho(n) SalaamDosh Bar Dosh Hai Jin Ke Shaane SharafAise Shaano Ki Shauqat Pe Laakho(n) SalaamHajre Aswad Ka’aba E Jaan O DilYaani Mehre Nubuvvat Pe Laakho(n) SalaamRu-e Aaina E Ilme Pushte HuzoorPushti E Qasr E Millat Pe Laakho(n) SalaamHaath Jis Samt Utha Ghanee Kar DiyaMouje Behre Sama’at Pe Laakho(n) SalaamJisko Baare Do Aalam Ki Parwah NahiAise Bazoo Ki Quvvat Pe Laakho(n) SalaamKa’aba E Deen O Imaa(n) Ke Dono Sutoo(n)Sayyedaine Risalat Pe Laakho(n) SalaamJiske Har Khat Main Hai Mouje Noor E KaramUs Kafe Bahre Himmat Pe Laakho(n) SalaamNoor Ke Chashme Lehraye Dariya BaheeUngliyo(n) Ki Karamat Pe Laakho(n) SalaamEid E Mushkil Kusha E Ke Chamke HilaalNakhoono Ki Basharat Pe Laakho(n) SalaamRaf’a E Zikre Jalalat Pe Arfa’a DuroodSharhe Sadre Sadarat Pe Laakho(n) SalaamDil Samajh Se Waraa Hai Magar Yu KahuGuncha E Raaze Wahdat Pe Laakho(n) SalaamKul Jahaa(n) Milk Aur Jou Ki Roti GhizaUss Shikam Ki Kana’at Pe Laakho(n) SalaamJo Ki Azme Shafa’at Pe Khinch Kar BandhiUs Qamar Ki Himayat Pe Laakho(n) SalaamAmbiya Tah Kare Jaanu Unke HuzoorJaanuo Ki Wajahat Pe Laakho(n) SalaamSaake Asl E Qidam Shaakhe Nakhle KaramSham’e Raah E Isabat Pe Laakho(n) SalaamKhayi Quraa(n) Ne Khaaqe Guzar Ki QasamUs Kafe Paa Ki Hur Mat Pe Laakho(n) SalaamJis Suhani Ghadi Chamka Taibah Ka ChaandUs Dil Afroz Sa’at Pe Laakho(n) SalaamPehle Sajde Pe Rouze Ajal Se DuroodYaadgari E Ummat Pe Laakho(n) SalaamZar’e Shadab E Har Zar’e Pur Sheer SeBarkaate Reja’at Pe Laakho(n) SalaamBhaiyo Ke Liye Tark Pista(n) KareDoodh Peeto Ki Nisfat Pe Laakho(n) SalaamMahde Waala Ki Qismat Pe Behad DuroodBurje Maah E Risalat Pe Laakho(n) SalaamAllah Allah Wo Bachpane Ki PhabanUs Khuda Bhaati Surat Pe Laakho(n) SalaamUth-te Buto Ki Nashwo Numa Par DuroodKhilte Guncho Ki Nikhat Pe Laakho(n) SalaamFazl E Paidaishi Par Hamesha DuroodKhelne Se Karahat Pe Laakho(n) SalaamA’etela E Jabillat Pe Aala DuroodA’etedal E Tivayat Pe Laakho(n) SalaamBe Banavat Adaa Par Hazaro DuroodBe Takalluf Malahat Pe Laakho(n) SalaamBhini Bhini Mahak Par Mahakti DuroodPyari Pyari Nafasat Pe Laakho(n) SalaamMeethi Meethi Ibarat Pe Shiree(n) DuroodAchhi Achhi Isharat Pe Laakho(n) SalaamSeedhi Seedhi Ravish Par Karoro(n) DuroodSaadi Saadi Tabi’at Pe Laakho(n) SalaamRoze Garmo Shabe Teera Wo Taar MeKoho Sahra Ki Khalvat Pe Laakho(n) SalaamJiske Ghere Me Hai Ambiya O MalakUs Jahangeer E Ba’sat Pe Laakho(n) SalaamAndhe Sheeshe Jhalajhal Damakne LageJalwa Rezi E Daawat Pe Laakho(n) SalaamLutf E Bedari E Shab Pe Behad DuroodAalam E Khwab E Rahat Pe Laakho(n) SalaamKh(a)nda-e Subho Ishrat Pe Noori DuroodGiry(a) E Abre Rehmat Pe Laakho(n) SalaamNirmi E Khu E Leenat Pe Daim DuroodGarmi E Shaane Satavat Pe Laakho(n) SalaamJiske Aage Khinchi Gardane Jhuk GayiUs Khuda Dad Shoukat Pe Laakho(n) SalaamKisko Dekha Ye Moosa Se Pooche KoyiAankh Waalo Ki Himmat Pe Laakho(n) SalaamGirde Mah Daste Anjum Me Rakhsha(n) HilaalBadr Ki Daf’e Zulmat Pe Laakho(n) SalaamShore Takbeer Se Thar-tharati Zamee(n)Zumbishe Joushe Nusrat Pe Laakho(n) SalaamNa’araha E Dilera(n) Se Ban GunjteGurrashe Kose Jur-at Pe Laakho(n) SalaamWoh Chaka Chaak Khanjar Se Aati SadaaMustafa Teri Soulat Pe Laakho(n) SalaamUnke Aage Wo Hamza Ki Jaa(n)-baaziya(n)Shere Gurrane Satvat Pe Laakho(n) SalaamAl Gharaz Unke Har Mu Pe Laakho(n) DuroodUnki Har Khu Wa Khaslat Pe Laakho(n) SalaamUnke Har Naam O Nisbat Pe Naami DuroodUnke Har Waqt O Haalat Pe Laakho(n) SalaamUnke Maula Ki Un Par Karoro(n) DuroodUnke As-habo Itrat Pe Laakho(n) SalaamPaar-haye Suhuf Ghuncha E QudusAhle Bait E Nubuvvat Pe Laakho(n) SalaamAab E Tathir Se Jis Me Paude JameUss Riyaze Najaabat Pe Laakho(n) SalaamKhuun E Khairur Rusul Se Hai Jinka KhameerUnki Be Lous Tinat Pe Laakho(n) SalaamUss Batul E Jigar Para E MustafaHaj-la Aara E Iffat Pe Laakho(n) SalaamJiska Aanchal Na Dekha Maho Meher NeUss Rida E Nazahat Pe Laakho(n) SalaamSayyeda Zahira Tayyeba TahiraJaan E Ahmad Ki Raahat Pe Laakho(n) SalaamHasne Mujtaba Sayyedul Askhiya(n)Raakib E Doshe Izzat Pe Laakho(n) SalaamOuj E Mehre Huda Mouje Bahre NidaRuh E Rouhe Sakhavat Pe Laakho(n) SalaamShahad Khware Lu-aab E Zabaan E NabiChaashni Geer Ismat Pe Laakho(n) SalaamUss Shaheed E Balaa Shahe Ghulghu KabaaBekase Dashte Gurbat Pe Laakho(n) SalaamDurre Durje Najaf Mehre Burje SharafRange Ru E Shahadat Pe Laakho(n) SalaamAhle Islaam Ki Maadarane ShafeeqBaanuvane Tahaarat Pe Laakho(n) SalaamJalw(a)-giyyane Baitush-sharaf Par DuroodPard Giyyane Iffat Pe Laakho(n) SalaamSiyyema Pahli Maa Kah-fe Amno Amaa(n)Haq Gujare Rifaqat Pe Laakho(n) SalaamArsh Se Jispe Tasleem Naazil HuiUs Saraa E Salamat Pe Laakho(n) SalaamManzillum Min Kasab La Nasab La SakhabAise Koshak Ki Zeenat Pe Laakho(n) SalaamBinte Siddeeq Araam E Jaan E NabiUs Hareem E Bara-at Pe Laakho(n) SalaamYaani Hai Sura E Noor Jinki GawahUnki Purnoor Surat Pe Laakho(n) SalaamJinme Ruhul Qudus Be-ijazat Na JaayeUn Suradiq Ki Ismat Pe Laakho(n) SalaamSahm’e Taabaane Kaashaana E IjtehaadMufti E Chaar Millat Pe Laakho(n) SalaamJaa(n)-nisaran E Badro Uhad Par DuroodHaq Guzaaran E Bai’at Pe Laakho(n) SalaamWo Daso Jinko Jannat Ka Muzda MilaUss Mubarak Jama’at Pe Laakho(n) SalaamKhaas Uss Saabik E Saire Kurbe KhudaOuhad E Kamiliyat Pe Laakho(n) SalaamSai-e Mustafa Mai-e IstafaIzzo Naaze Khilafat Pe Laakho(n) SalaamAsdaqus-sadeqi Sayyedul MuttaqiChashmo Goshe Vejarat Pe Laakho(n) SalaamWoh Umar Jis Ke Aada Pe Shaida SakarUss Khuda Dost Hazrat Pe Laakho(n) SalaamFareeqe Haqqo Baatil Imamul HudaTaighe Maslule Shiddat Pe Laakho(n) SalaamTarjumaan E Nabi Ham-zabaan E NabiJaan E Shaan E Adaalat Pe Laakho(n) SalaamJaahid E Masjid E Ahmadi Par DuroodDdoulat E Jaishe Usrat Pe Laakho(n) SalaamDurre Mansoor Quraa(n) Ki Silke BaheeZouje Do Noor E Iffat Pe Laakho(n) SalaamYaani Usmaan Saahab Kamees E HudaHulla Pushe Shahadat Pe Laakho(n) SalaamMurtaza Shere Haq Ashja-ul Ashja-eSaaqi E Sheero Sharbat Pe Laakho(n) SalaamAsl E Nasl E Safaa Wajhe Wasle KhudaBaab E Fasle Wilayat Pe Laakho(n) SalaamAwwali Dafa E Ahle Rifzo KhurujChaar Mi Rukne Millat Pe Laakho(n) SalaamShere Shamsheer-j(a)n Shahe Khaibar-shikanParvat E Dost Qudrat Pe Laakho(n) SalaamMaahi E Rifzo Tafzeel O Nasb O KhuroojHaami E Deen O Sunnat Pe Laakho(n) SalaamMomeni Peshe Fat-ho Pase Fat-h SabAhle Khairo Adaalat Pe Laakho(n) SalaamJis Musalmaa(n) Ne Dekha Unhe Ik NazarUss Nazar Ki Basaarat Pe Laakho(n) SalaamJinke Dushman Pe Laanat Hai Allah KiUn Sab Ahle Muhabbat Pe Laakho(n) SalaamBaaqi E Saakiyaan E Sharaab E TahurZain E Ahle Ibadat Pe Laakho(n) SalaamAur Jitne Hai Shehzade Uss Shah KeUn Sab Ahle Makaanat Pe Laakho(n) SalaamUnki Baala Sharafat Pe Aala DuroodUnki Waala Siyadat Pe Laakho(n) SalaamShafa’e Maaliki Ahmad Imam E HaneefChaar Baagh E Imamat Pe Laakho(n) SalaamKaamilan E Tareeqat Pe Kaamil DuroodHaamilan E Shariat Pe Laakho(n) SalaamGhouse Aazam Ima Muttuka WannukaJalwa E Shaan E Qudrat Pe Laakho(n) SalaamKutbe Abdaalo Irshaad O RushdurshaadMuh-yi-e Deen O Millat Pe Laakho(n) SalaamMard E Khaile Tareeqar Pe Behad DuroodFarde Ahle Haqeeqat Pe Laakho(n) SalaamJiski Mimbar Bani Gardan E AwliyahUss Qadam Ki Karamat Pe Laakho(n) SalaamShah E Barkaato Barkaate Peshiniya(n)Nou Bahar E Tareeqat Pe Laakho(n) SalaamSayyid Aale Muhammad Imamur RashheedGhul E Rouze Riyazat Pe Laakho(n) SalaamHazrat E Hamza Shere Khuda Wa RasoolZeenat E Qaadriyat Pe Laakho(n) SalaamNaam O Kaam O Tano Jaan O Haal O MakaalSabme Achhe Ki Surat Pe Laakho(n) SalaamNoor-jaa(n) Itre-majmu’a Aale RasoolMere Aaqa E Ne’amat Pe Laakho(n) SalaamZaibe Sajjada Sajjade Noori NihaadAhmad E Noor Teenat Pe Laakho(n) SalaamBe Azaabo Aetaabo Hisaabo KitaabTa Abad Ahle Sunnat Pe Laakho(n) SalaamTere Un Dosto Ke Tufaile KhudaBanda-e Nange Khilqat Pe Laakho(n) SalaamMere Ustaad Maa-baap Bhai BehenAhle Wuldo Ashirat Pe Laakho(n) SalaamEk Mera Hi Rehmat Me D’awa NahiShah Ki Saari Ummat Pe Laakho(n) SalaamKaash Mehshar Me Jab Unki Aamad Ho AurBheje Sab Unki Shouqat Pe Laakho(n) Salaam
Hanzalah
Ya Nabi Salam Alaika Lyrics Sehar Ka Waqt Hai, Masoom Kaliyaan Muskurati Hain,Hawwaein Khair E Maqtam Kay Taranay Gungunati Hain,Farishtoon Ki Salami Denay Wali Fauj Gati Thi,Janab E Amina Sunti Thein, Yeh Awaz Aati Thi,Ya Nabi Salaam AlaikaYa Rasul Salaam AlaikaYa Habib Salaam AlaikaSalawaa Tullah AlaikaBaksh Do Jo Cheez ChahoKiu(n) Kay Mehboob-e-khuda HoMustafa Ho Mujtaba HoJo Kahuu(n) Ussay Siwa HoJaa(n) Kani Ke Waqt AanaKalima - E - Tayyab PerhanaMakr E Shaitaa(n) Se BachanaApne Daaman Mai(n) ChhupaanaWaasta E Aale Aba KaSadqa Hazrat Fatimah KaAur Shaheed - E - Karbala KaGham Na Ho Roz – E - Jaza KaRehmatow(n) Ke Taj WaalayDo Jahaan Ke Raaj WaalayArsh Ki Miraaj WaalayAansioo(n) Ke Laaj WaalayJaan Ker Kaafi SahaaraLe Liya Hai Der TumharaKhalq Ke Waris KhudaraaLow Salaam Ab To HamaraAye Shehenshah - E - ZamaanaApka Ye AastanaRehmatow(n) Ka Hai KhazanaHo Nigah - E - MeherbanaAye Shehenshah - E - MadinaNoor Say Mamoor SinaMushk Say Behtar PasinaDekhlay(n) Hum Sub MadinaAap Ka Tashreef LanaWaqt Bhi Kitna SuhanaJagmagaa Utha ZamanaHoore Gaatihi TaranaItna Karam Shahe Zaman HoKhali Rooh Se Badan HoAap Ke Shahr Ka KafanAur Madine Mein Dafan HoKab Woh Aeyga MahinaJab Chale Apna SafinaSu’ey Gulzare MadinahYa Mujhe Bas SaelinaMustafa Khir Ul Wara Ho,Sarware Har Do Sara Ho,Apnay Achoon Ka Tasaduk,Hum Badoon Ko Bhi Niba HoHo Mubarak Ahle Imaan,Ho Gayi Subhay Baharaan,Ho Gaya Har Ghar Charaghan,Swalawatullah Alaika.Amina Bibi Ka Jaya,Baharwi Tareekh Aaya,Subhe Saadiq Nay Sunaya,Swalawatullah AlaikaHai Ye Hasrath Dar Pe AyeAsqh Ke Darya BahayenDaag Seene Ke DhikaayenSaamne Ho Kar SunaayenNoori Jah Rab Ye Dua KarHam Dare Maula Se Jaa KarPehle Kuch Naate Suna KarYe Padhen Sarko Juka KarRanjo Gham Khaye Hue HainDoor Se Aye Hue HainTum Pe Itraye Hue HainHaat Payla Hue HainWaqth Ka Chamke SitaaraHaazreen Ka IsharaDekh Kar Roza PyaraPir Padhen Khadim ThumharaJaan Kar Kafi SaharaLeliya Hai Dar ThumaraKhalq Ke Wari KhudaraYun Salam Ab Tho HamaraAap Shahe Insoja HainBayishe Kounon Maqam HaiRahnuma Yeh Do Jahan HainPesh Waye Mursila HainNoore Rabbul Aalameen HoJalwa Haqqul Yaqeen HoSarware Duniya Deen HoDil Men Aankhon Men Makeen HoBaadshahe Anbiya HoNoore Zaathe Kibriya HoHaamiye Rouze Jaga HoKhalq Ke Mushqil Kusha HoArshe Azam Par Thumeen HoKhalq Ke Rahbar Thumeen HoSaaqiye Kausar Thumeen HoShafaye Mahshar Thumeen HoTeri Aarzoo Men JeenaTeri Justju Men MarnaYehi Meri Zindagi HaiYehi Meri Bandagi HaiDoor Hai Gham Ka KinaaraSarware Aalam KhudaraDeejiye Jaldi SaharaPaar Ho Beda HamaaraMere Maula Mere SarwarHai Yahi Armaane AkbarPehle Qadmon Par Rakhen SarPir Kahen Yeh Sar Utha KarAkbare Shaida ThumaraPir Raha Hai Mara MaraJabaja Thumko PukharaIski Ab Sunlo KhudaraAsiqhe Mayil Ki SunloBaaniye Mahfil Ki SunloSamayeen Ke Dil Ki SunloAkbare Bismil Ki SunloChor Kar Daaman TumhaaraAur Le Kis Ka SahaaraKaun Hai Daata HamaaraKis Ke Dar Pe Ho GuzaaraAap Ke Dar Ki FaqiriDo Jahaa(n) Ki Hai AmiriAb Aa Gaya Waqte PiriKijiyo Lillaah DastgiriPuri Ya Rabb, Yeh Dua KarHam Dare Maula Pe JaakarPehle Kuch Na’atei(n) Suna KarPhir Parhei(n) Sar Ko Jhuka KarLaaein Jo Imaan Tum ParKyun Na Dein Woh Jaan Tum ParMaherbaan Rehmaan Tum ParKhalq Sab Qurbaan Tum ParHijr Mein Mushkil Hai JinaDil Hua Chaak Aur SinaThaamiye Mera SafinaYa Shaafi Al MuznabinaKaash Haasil Ho HuzooriDoor Ho Jaaey Yeh DuriDil Ki Yeh Hasrat Ho PuriDekh Loon Woh Shakle NooriDil Mein Tum Masnad Nasheen HoIs Makaan Ke Tumhi Makeen HoHam Marein To Woh Zameen HoAur Sirhaane Bhi Tum Hi HoNooh Ke Tum Naakhuda HoKhalq Ke Mushkil Kusha HoSab Ke Tum Haajat Rawa HoJo Kahoon Us Se Siwa HoBakhsh Do Meri KhataaeinDoor Ho Gham Ki GhataaeinBhej Do Apni AtaaeinWajd Mein Ham Yoon SunaaeinHashr Mein Tum BakhswaanaJab Kaheen Na Ho ThikaanaApne Daaman Mein ChupaanaHar Musibat Se BachaanaJaan Kani Ke Waqt AanaKalimaaey Tayyab PadhanaChehraaey Anwar DikhaanaHam Ko Imaan Par UthaanaAey Shafi-aey Roze MehsharHai Siyaah Isyaan Se DaftarGhaus Ka Sad’qah Karam KarChash’me Dil Ko Kar Ke MunawwarAey Saba Roze Pe JaanaDaste Basta Yeh Keh SunaanaYa Nabi Dar Pe BulaanaAur Jalwaae Zeba DikhaanaFakhre Adam Fakhre HawwaFakhre Nooho Fakhre YahyaFakhre Ibrahimo MusaFakhre Ismailo IsaAey Shahenshaahe RisaalatHai Yahaan Jo Ahl-e SunnatDaaey-mi Sab Par Ho RehmatBaaniye Mehfil Pe BarkatAssalaam Aey Jaane Aa’lamAssalaam Imaane Aa’lamShaahe Dee(n) Sultaane Aa’lamTum Se Hai Samaane Aa’lamAssalaam Aey Shaahe Aa’lamAssalaam Ummat Ke WaaliJholi Reh Jaaey Na KhaaliArz Karte Hain SawaaliKatra Katra Darya DaryaDharra Dharra Tara TaraJab Hue Sarkar PaidaSara Aalam Kah Raha ThaHashr Main Sab Ik KinareUmmati Thay Dam Ko MaareAgaye Jab Wo To SaareDekh Kar Un Ko PukareinIk Jhalak Jo Dekh PaonJaan Mein Tum Par LutaonRaah Main Ankhein BichaonDast Basta Pir SunaonNaib-e-ashaab-o-sarwarPehle Hein Siddiq-e-akbarPir Umr Uthman-o-haiderBeyjiyay Salaam In ParDeen-e-haq Ki Dhaal DononHein Yeh Be Missal DononFatimah Kay Laal DononMustafa Kee Aal DononIs Jahan Se Jab Safar HoRoo-e-pak Par Nazar HoYeh Karam Naseer Par HoUs Ka Sar Ho Tera Dar HoAap Sultaane Madinah,Mehbate Wahi-e SakinaNoor Se Ma’amoor Sina,Mushk Se Behtar PasinaBakhsh Do Meri Khataaein,Door Ho Gham Ki GhataaeinBhej Do Apni Ataaein,Wajd Mein Hum Yun SunaaeinAs Salaam Aye Sabz Gumbad Ke MakeeenAs Salaam Ya Rahmatallil AalameenAs Salaam Aye Sub Rasulown Ke RasulYe Salaam – E - Aajizana Ho QuboolYa Illahi WaastaAalay RasulYe Salaam – E - AajizanaHo Qubool
Abir
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets